Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVallah Kya Baat Hai (1962)
HomeVallah Kya Baat Hai (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samjhaana idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samajhaana hey hey hey hey deewaane ko kya samjhayega deewaana aaahhhaaa ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana hey hey hey hey yahi
ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana chali aati qayaamat anjuman mein chali aati qayaamat anjuman mein gulon ko aag lag jaati chaman mein alag baitha alag baitha koi mastaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana jo dekha hai suna hai zindagi mein jo dekha hai suna hai zindagi mein wo banke dard reh jaata naa jee mein fakat ik khaab fakat ik khaab ik afsaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana usi deewangi mein bekhudhi mein usi deewangi mein bekhudhi mein naa khulti aankh saari zindagi mein sadaa gardish mein sadaa gardish mein ik paimaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota
khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to samjho yun samjho ye hum ko karein ishaare tera kangana haaye haaye re tera kangana kangana thaamun paayal bole aaun kaun bahaane se aaun kaun bahaane se aeae jin ko milna ho yaaron se darte nahin zamaane se darte nahin zamaane se roke to duniya kya roke are roke to duniya kya roke jab hum hain pyaar ke maare tera kangana haaye haaye re tera kangana khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye aaye jawaani jab mastaani roken laaj ke pehre na roke laaj ke pehre na haa haaye ghunghat ka pat khul khul jaaye sar pe aanchal thehre na sar pe aanchal thehre na sochein to sochein kya sochein are sochein to sochein kya sochein jab nain mile matwaare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to
woh bijli hai hum shola aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai woh bijli hai hum shola aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai hote hain kaafir yun to allah allah kehte hain dilbar jinko dil ko udda len hanske tauba tauba aata hai jaadu inko lekin humse jo aankh mili to kha gaye woh bhi chakkar sab naaz vo apne bhool gaye aur bhool gaye sab akad unko paani peena pada ye hai naazuk waqt bada chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai aa aisi bhi kya madhoshi dekho dekho hosh nahin aanchal ka kehti hai saaf nigaahen allah kasam haal bura hai dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek To Surat Pyaari Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:43 15174
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Beena Roy
Duration : 04:43   Song Number : 15174   

Ghum E Hasti Se Bas Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:21 14393
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 14393   

Khanke To Khanke Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:54 12081
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Shammi Kapoor
Duration : 04:54   Song Number : 12081   

Vallah Kya Baat Hai Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:48 13224
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 13224