Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhagwan
HomeBhagwan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooo oooo ooo ooo oo oo ooo ooo oooo oooo ooo oo ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya hai aaj zindagi jawaan basa hai pyaar ka jahaan hai aaj zindagi jawaan basa hai pyaar ka jahaan nazar ne dil ke saaj par nazar ne dil ke saaj par ye kaisa geet ga diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya jo ishq bekaraar hai to husn par nikhaar hai jo ishq bekaraar hai to husn par nikhaar hai baras rahi hai chandani baras rahi hai chandani wo chand gunguna diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya nazaare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke nazaare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke na jaane aaj kisne ye na jaane aaj kisne ye nakab e rukh utha diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
binaaaaaaa pankhh panchhi hooooon mainnnnnn kaiseeeeeeeeeeeeee udd aaaauun mainnnnnn eeeee mann ki gaathaaaaaaa ab kyaaaaaaaa kaiseeeeee sunaaaaunnn mainnnnnnnnn dil main teri yaad hai aur hothon pe fariyaad hai dil main teri yaad hai aur hothon pe fariyaad hai aansoon hain sehmein huye aur pehre pe saiyyad hai aansoon hain sehmein huye aur pehre pe saiyyad hai hasarten khaamosh hain hasarten khaamosh hain duniya meri barbaad hain duniya meri barbaad hain binnnnaaaaa pankhhhhh panchhiiii hoooonnnn mainnnnwnnn
ghazab ki neend haiiiiii zaalim shabaab soya hai chaman ki god mein jaise gulaab soya hai mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo dekha tumhen too husn pe marr jaana aa gaya ho marr jaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya deewane deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen hoooo oooo ooo oooooooo aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen aye husn
din soona sooraj binaa aur chanda bina rain ghar soona deepak binaa jyoti bina do naiyan diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao saras suhaagan sunn ri saras suhaagan sunn ri eeeeeee eeeeee eeeeee saras suhagan sunn ri saras suhaagan sunn ri tere mandir mein dekh andhera tere mandir mein dekh andhera ruth naa jaaye piya tera ruth naa jaaye piya tera aaaaaaa diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya bhujhaao diya jalaao diya baanavo baanavo jalaao jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag diya jalaao
hai ye wohi aasmaaaan hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin ab yehi kehta hai dil door kahin jaa baso door kahin jaa baso uss jagah koi jahaan apna paraaya naa ho apna paraaya naa ho hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin jin ka mera saath tha chhod gaye raah mein chhod gaye raah mein kaise bulaaun unhen dard nahin aah mein dard nahin aah mein hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin sang the hum tum wo din laaun kahaan se bhala laaun kahaan se bhala bichhde huye phir mile ab to yehi hai duwaa ab to yehi hai duwaa hai ye wohi aasmaaaaaaaan
hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu nahin hai dard waali garaj si matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahin hai khaali duniya nahin hai dard waali garaj si matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahin hai khaali duniya sun pyaare kaho pyaare matwaale ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu nahin kuchh mushkil itna laga ke dil sun le tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le ho nahin kuchh mushkil itna laga ke dil sun le ho tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali
aaa kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare rang gulaabi hai nayanan mein rang gulaabi hai nayanan mein ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare kyun gorii ab kyun laalii bhare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ye akhiyaan ras kii pichakaarii ye akhiyaaan ras kii pichakaarii ye akhiyaan ras kii pichakaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii kaun chook aisii bhayi hum se kaun chook aisii bhayi hum se kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera apna keh de ek baar mujhe hoga mujh pe upkaar tera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera jab mast pawan ke geeton pe bajti hai bahaaron ki paayal jab mast pawan ke geeton pe bajti hai bahaaron ki paayal chanchal nadiyon ki baahon mein jab ghir aaye pyaasa baadal tab yaad mujhe teri aati kuchh hai tujh pe adhikaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera nainon mein hain amrit ke pyaale tann neel gagan sa nirmal hai nainon mein hain amrit ke pyaale tann neel gagan sa nirmal hai vaani mein hai veena ki sargam mann phool se bhi tera komal hai tujhe dekh ke aisa lagta hai kitna sundar sansaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera apna keh de ek baar mujhe hoga mujh pe upkaar tera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera
ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii kaahe bhayi matavaarii ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii kaahe bhayi matavaarii balihaarii balihaarii balihaarii balihaarii airaavat balihaarii balihaarii balihaarii airaavat balihaarii ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii kaahe bhayi matavaarii ruma jhuma tumharii chaal jo chale kaamanii tumharii chaal jo chale kaamanii piyaa mann bhaave vo gaj daaminii tumharii chaal jo chale kaamanii piyaa mann bhaave vo gaj daaminii bisarat kaahe biraj aapano bisarat kaahe biraj aapano yeh acharaj hai bhaarii ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii kaahe bhayi matavaarii ruma jhuma balihaarii balihaarii balihaarii balihaarii airaavat balihaarii balihaarii balihaarii airaavat balihaarii ruma jhuma ruma jhuma chaal tihaarii kaahe bhayi matavaarii ruma jhuma tumharii chaal jo chale kaamanii tumharii chaal jo chale kaamanii piyaa mann bhaave vo gaj daaminii tumharii chaal jo chale kaamanii piyaa mann bhaave
sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye shokhiyaan fizaon ki teri nazar mein chaanv hai wo surmayi ghataon ki teri nazar mein chaanv hai shabnami ye phoolon ki daali jhilmilati kirnon ki laali jhilmilati kirnon ki laali haaye ye rang khushnuma ye pyaar aur mastiyaan tere hi dam se hai suno o meharbaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho teri hansi mein dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se hans pade bujhe dilon mein chandani teri ada se hans pade ye nashila mausam gulabi jhumta ho jaise sharabi jhumta ho jaise sharabi mere haseen dilruba khila shabab yun tera mehak uthe hai ye zameen oo aasmaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi
Sawa Lakh Ki Lottery
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
Wo Chaand Chamka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ada Se Jhoomte Huye Sindbad The Sailor (1952) 03:59 36218
 
Poster of Sindbad The Sailor (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Aazum Jaypuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bhagwan, Shashikala
Duration : 03:59   Song Number : 36218   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Bina Pankh Panchhi Tansen (1943) 03:00 11230
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 03:00   Song Number : 11230   

Deewana Aa Gaya Albela (1951) 03:40 12635
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:40   Song Number : 12635   

Diya Jalaao Tansen (1943) 03:12 11225
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11225   

Hai Ye Wohi Aasmaan Char Chand (1953) 03:04 15565
 
Poster of Char Chand (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
A Kareem
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 03:04   Song Number : 15565   

Hey Babu Yeh Hai Zamana Tera Bhagam Bhag (1956) 03:32 19379
 
Poster of Bhagam Bhag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Kishore Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 19379   

Kaahe Gumaan Kare Tansen (1943) 03:07 11234
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:07   Song Number : 11234   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Mera Prem Himaalya Se Ooncha Pujarin (1969) 03:33 16298
 
Poster of Pujarin (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Madan
Music Director- 
Narayan Dutt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bhagwan Sinha, Rehana Sultan
Duration : 03:33   Song Number : 16298   

Ruma Jhuma Ruma Jhuma Tansen (1943) 03:10 11228
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Sankara
Taal- 
Tintal
Duration : 03:10   Song Number : 11228   

Sanwaar De Jo Pyaar Se Adventures Of Robinhood (1965) 04:16 37399
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:16   Song Number : 37399   

Sawa Lakh Ki Lottery Chori Chori (1956) 04:33 40677
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Rajasulochana
Duration : 04:33   Song Number : 40677   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634   

Wo Chaand Chamka Son Of Sinbad (1958) 02:54 36618
 
Poster of Son Of Sinbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Jubeen, Prem Nath
Duration : 02:54   Song Number : 36618   
Karaoke Songs of Bhagwan, Sad Songs of Bhagwan, Love Songs of Bhagwan, Dance Songs of Bhagwan, Hip-hop songs of Bhagwan, Best songs of Bhagwan, Super hit songs of Bhagwan, hit songs of Bhagwan, duet songs of Bhagwan, solo songs of Bhagwan, old songs of Bhagwan, famous songs of Bhagwan, Hindi Karaoke Songs of Bhagwan, Hindi Sad Songs of Bhagwan, Hindi Love Songs of Bhagwan, Hindi Dance Songs of Bhagwan, Hindi Hip-hop songs of Bhagwan, best Hindi songs of Bhagwan, super hit Hindi songs of Bhagwan, hit Hindi songs of Bhagwan, duet Hindi songs of Bhagwan, solo Hindi songs of Bhagwan, old Hindi songs of Bhagwan, famous Hindi songs of Bhagwan, Sing Along Songs of Bhagwan, Sing Along Sad Songs of Bhagwan, Sing Along Love Songs of Bhagwan, Sing Along Dance Songs of Bhagwan, Sing Along Hip-hop songs of Bhagwan, Sing Along Best songs of Bhagwan, Sing Along Super hit songs of Bhagwan, Sing Along hit songs of Bhagwan, Sing Along duet songs of Bhagwan, Sing Along solo songs of Bhagwan, Sing Along old songs of Bhagwan, Sing Along famous songs of Bhagwan