Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulshan
HomeGulshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan naam ek ka baapu gandhi aur ek laal bahaadur hai ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan baapu jisne maanavta ka duniya ko sandesh diya baagdor bhaarat ki sambhali nehru ko aadesh diya laal bahadur jisne humko garv se jeena sikhlaaya sach puchho to geeta ka adhyaay usi ne dohraaya vishwa shanti ke hit mein dekho in veeron ne diye hain pran ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan mere munne do october ke shubh din hi tu janma meri yahi duwayen hain ki un jaisa hi tu banna aur jo un jaisa na ban paaye to phir itna karna kam se kam unke batlaaye raste par hi tu chalna jinpe duniya naaz karegi tu hai un veeron ki shaan ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan
aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein dil kehta hai chhup jaun main tere haseen aanchal mein rangeen fiza ye thandi hawa aa jhoom ke lag ja gale le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke kismat mein hai jinke khilna wo phool rahenge khil ke hum gaate
Aao Mere Paas
aap se humko bichhde huye aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya aap se mil ke inn aankhon mein kitne khawaab sajaaye the jiss gulshan mein humne mil ke geet wafaa ke gaaye the uss gulshan ko ujde huye uss gulshan ko ujde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya kismat humko le aayi hai gulshan se veerane mein aansun bhi naaqaam rahe hain dil ki aag bhujhaane mein iss veerane mein jalte huye iss veerane mein jalte huye ek zamaana beet gaya aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya
hey aati rehengi baharen jaati rehengi baharen dil ki nazar se duniyaa ko dekho duniyaa sadaa hi haseen hai hoo aati rehengi baharen jaati rehengi baharen dil ki nazar se duniyaa ko dekho duniyaa sadaa hi haseen hai ho ho aati rehengi baharen jaati rehengi baharen dil ki nazar se duniyaa ko dekho duniyaa sadaa hi haseen hai ho ho aati rehengi baharen jaati rehengi baharen maine to bas yahi maangi hain duwaayen phoolon ki tarah hum sadaa muskuraayen maine to bas yahi maangi hain duwaayen phoolon ki tarah hum sadaa muskuraayen gaate rahe hum khushiyon ke geet yunhin jaaye beet zindagi ho ho aati rehengi baharen ho jaati rehengi baharen dil ki nazar se duniyaa ko dekho duniyaa sadaa hi haseen hai ho ho aati rehengi baharen hey jaati rehengi baharen tum se hai jab jeevan mein sahaare jahaan jaayen nazren wahin hain nazaare tum se hai jab jeevan mein sahaare jahaan jaayen nazren wahin hain nazaare leke aayegi har nayi bahar rang bhara pyaar aur khushi ho ho aati rehengi
aati rehengi baharen jaati rehengi baharen dil ki nazar se duniyaan ko dekho duniyaa sadaa hi haseen hai ho ho aati rehengi baharen maine to bas yehi maangi hai duwaayen phoolon ki tarah hum sadaa muskuraayen maine to bas yehi maangi hai duwaayen phoolon ki tarah hum sadaa muskuraayen gaate rahen hum khushiyon ke geet yunhin jaaye beet zindagi ho ho aati rehengi baharen aati rehengi baharen aati rehengi baharen
aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye sang chalen to manzil door nahin hai jahaan bhi tu hai manzil meri wahin hai hooo hooo hooo sang chalen to manzil door nahin hai are jahaan bhi tu hai manzil meri wahin hai ye carvaan chalta rahe chaahe jahaan jalta raheeee aaye lo pyaar ke din aaye mil jaane de apne saaye wo bhiii iss tarah mil jaayen jiss tarah lehron se lehren jawaan ho ke aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aaye lo pyaar ke din aaye yun hi rahen nazar mein jawan nazaare
ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ae baabu main mem vilayati palle padi jatt ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi ae baabu aise door hatke baith na simat ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ha aaa aaa aaaa aa aa aa aa abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu ae baabu kabhi pyaar se mil tu aaye bhoole bhatke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai hey baabu hum pyaar karenge duniya se datke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa
Ae Meri Jaane Wafa
humein aur jeene ki chaahat na hoti humein aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote agar tum na hote humein aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote agar tum na hote tumhein kya bataaoon ke tum mere kya ho meri zindagi ka tumhi aasra ho tumhein kya bataaoon ke tum mere kya ho meri zindagi ka tumhi aasra ho main asha ki ladiyaan na reh reh piroti agar tum na hote agar tum na hote humein aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote agar tum na hote har ik gham tumhaara sahenge khushi se karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se har ik gham tumhaara sahenge khushi se karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se jahaan mujh pe hanstaa khushi mujh pe roti agar tum na hote agar tum na hote humein aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote agar tum na hote
humen aur jeene ki chaahat naa hoti humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote tumhen dekh ke to lagta hai aise bahaaron ka mausam aaya ho jaise tumhen dekh ke to lagta hai aise bahaaron ka mausam aaya ho jaise dikhaayi naa deti andheron mein jyoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen jo tumhara sahaara naa milta bhanvar mein hi rehte kinaara naa milta humen jo tumhara sahaara naa milta bhanvar mein hi rehte kinaara naa milta kinaare pe bhi to lehar aa dooboti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote
na jaane kyun dil se ye aawaaz aayi milan se hai badh ke tumhaari judaai in aankhon ke aansoo na kehlaate moti agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote
sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua reshmi zulfein hain saawan ki ghataaon jaisi palkein hain teri ghane ped ki chhanv jaisi bholapan hmm hmm aur hansi hmm hmm aakhri aakhri hmm hmm aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua jheel si aankhon mein masti ke jaam lehraayein jab hont khule tere sargam baje mehke fizaayein har ada hmm hmm dil nashin hmm hmm aakhri aakhri hmm hmm aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua patli si gardan mein ek bal hai surahi jaisa andaaz matakne ka dekha na kisi ne aisa gulbadan hmm hmm naazneen hmm hmm aakhri aakhri
Andar Baahar Baahar Andar
hmm hmmm hmm hmmm ankhiyon hi ankhiyon mein ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ye to kab ka socha hai ab soch zara kuchh aage mera dil to lagaa machalne jis mein kai armaan jaage tu bhi to jaan le pagle kuchh hoti hai duniyadari kuchh pyaar ki bhi rasmein hain jo pyaar se bhi hai pyaari ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya aa jhoom ke aa pahloo mein aur chhod ye rasmein kasmein kehte hain jawani mein dil rehta nahin apne bas mein phir se wahi behki baatein phir
apne apne se lage humen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo oooo oooo oooo oooo dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo hoooo aise bandhan mein baandh liya ab kaise karen inkaar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hoooo oooo oooo oooo dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hooo hum aur kisi ke naa honge karte hain ye iqraar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apneeeeeeee laaaa la lalaaaa laaaa la lalaaaa aao kahin door chalen jhoom ke jahaan pe milen dharti gagan pyaar mein oooo
aye zamaneeeeeee aye zamane aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge hum deewane kare kyun bahaaron ka ghum pyaar ke phool khil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane pyaar karte hain jo nahin darte hain wo naa khuda se hi aur naa kisi se naa khuda se hi aur naa kisi se jaan le ye jahaan jo hai na meharbaan jaan de denge hum to khushi se jaan de denge hum to khushi se pyaar mein har sitam hai ganwara humen har sitam hum to hans ke sahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane honge jitne sitam aur nikhrenge hum yahi ghum hai wafaa ki nishaani yahi ghum hai wafaa ki nishaani sab chale jaayenge ye jahaan chhod ke pyaar ki bas rahegi nishaani pyaar ki bas rahegi nishaani yaad unko karega ye zamana sadaa log jinka fasaana kahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo
haa bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai hoho ho ho ho hoho ho ho ho ho log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana haa haa log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana hooo tham le haath mera chhod na saath mera tera mera ek safar hai hai hai hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke
bana ke kyun bigaada reeee bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re jo tujhko manzoor nahin tha phool khile iss pyaar ke phir kyun tune inn aankhon ko rang dikhaaye bahaar ke aas bandha ke pyaar jata ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reee paap karen insaan agar to wo paapi kehlaata hai tune bhi ye paap kiya phir kaise kahun tu daata hai raah dikha ke raah pe laa ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reeee
beete huye din kuchh beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh angdaayi mujhe yun aayi angdaayi mujhe yun aayi toot gaya haaye mera ang ang re toot gaya haaye mera ang ang re bedardi ab to aaja aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re haaye mast rang re beete huye din kuchh panchhi re tu kya jaane panchhi re tu kya jaane kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re tanhaayi ab nahin bhaye aaj mere dil mein nayi preet jagi re aaj mere dil mein nayi preet jagi re haaye preet jagi re beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh hmmm hmmm oooooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Hai Do October Parivar (1967) 04:15 39666
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda, Jeetendra
Duration : 04:15   Song Number : 39666   

Aaja Milke Chalen Wahaan Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:50 39449
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Suresh
Duration : 04:50   Song Number : 39449   

Aao Mere Paas Kaun Kaisey (1983) 03:55 15184
 
Poster of Kaun Kaisey (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 03:55   Song Number : 15184   

Aap Se Humko Bichhde Vishwas (1969) 04:13 14401
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:13   Song Number : 14401   

Aati Rehengi Baharen (Part 1) Kasme Vaade (1978) 05:18 18167
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 05:18   Song Number : 18167   

Aati Rehengi Baharen (Part 2) Kasme Vaade (1978) 03:01 18179
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 03:01   Song Number : 18179   

Aaye Lo Pyaar Ke Din Khel Khel Mein (1975) 05:01 13546
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:01   Song Number : 13546   

Ae Baabu Meri Chaal Mein Nishaan (1983) 04:59 39103
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Rajesh Roshan
Duration : 04:59   Song Number : 39103   

Ae Meri Jaane Wafa Neeli Aankhen (1962) 04:52 38535
 
Poster of Neeli Aankhen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 04:52   Song Number : 38535   

Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote (1983) 03:58 12623
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 03:58   Song Number : 12623   

Agar Tum Na Hote (Male) Agar Tum Na Hote (1983) 04:08 20561
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:08   Song Number : 20561   

Agar Tum Na Hote (Sad) Agar Tum Na Hote (1983) 01:23 39689
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 01:23   Song Number : 39689   

Aisa Kabhi Hua Nahin Yeh Vaada Raha (1982) 05:26 18074
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:26   Song Number : 18074   

Andar Baahar Baahar Andar Andar Baahar (1984) 03:29 37742
 
Poster of Andar Baahar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 37742   

Ankhiyon Hi Ankhiyon Nishaan (1983) 04:00 13882
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 04:00   Song Number : 13882   

Apne Apne Se Lage Apne Apne (1987) 05:23 18431
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 18431   

Aye Zamane Tu Kar Le Rafoo Chakkar (1975) 04:54 14036
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Aruna Irani
Duration : 04:54   Song Number : 14036   

Bach Ke Rehna Re Baba Pukar (1983) 06:29 18060
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:29   Song Number : 18060   

Bana Ke Kyun Bigaada Re Zanjeer (1973) 03:33 20197
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20197   

Beete Huye Din Kuchh Aise Hi Hai First Love (1961) 03:17 16809
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:17   Song Number : 16809   
Karaoke Songs of gulshan, Sad Songs of gulshan, Love Songs of gulshan, Dance Songs of gulshan, Hip-hop songs of gulshan, Best songs of gulshan, Super hit songs of gulshan, hit songs of gulshan, duet songs of gulshan, solo songs of gulshan, old songs of gulshan, famous songs of gulshan, Hindi Karaoke Songs of gulshan, Hindi Sad Songs of gulshan, Hindi Love Songs of gulshan, Hindi Dance Songs of gulshan, Hindi Hip-hop songs of gulshan, best Hindi songs of gulshan, super hit Hindi songs of gulshan, hit Hindi songs of gulshan, duet Hindi songs of gulshan, solo Hindi songs of gulshan, old Hindi songs of gulshan, famous Hindi songs of gulshan, Sing Along Songs of gulshan, Sing Along Sad Songs of gulshan, Sing Along Love Songs of gulshan, Sing Along Dance Songs of gulshan, Sing Along Hip-hop songs of gulshan, Sing Along Best songs of gulshan, Sing Along Super hit songs of gulshan, Sing Along hit songs of gulshan, Sing Along duet songs of gulshan, Sing Along solo songs of gulshan, Sing Along old songs of gulshan, Sing Along famous songs of gulshan