MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaawan Kumar
HomeSaawan Kumar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aao yaaro gaao aao yaaro naacho apne sab dil ke ghum mujhko tum de do meri khushi lo tum baanto aur jhoomo aao yaaro gaao aao yaaro naacho saanson ko saanson se milne do deewaanon ke dil machalne do saanson ko saanson se milne do deewaanon ke dil machalne do dil ki baat khul ke aaj kehne do aao yaaro gaao gaao gaao gaao gaao gaao aao yaaro naacho masti labon se aaj peene do jam ke jawaani ko jeene do masti labon se aaj peene do jam ke jawaani ko jeene do mann ki tum har kali khilne do aao yaaro gaao aao yaaro naacho yaaro zamaana apne dum se hai saare jahaan ki raunak humse hai yaaro zamaana apne dum se hai saare jahaan ki raunak humse hai jalta hai gar koi jalne do aao yaaro gaao gaao gaao gaao gaao gaao aao yaaro naacho apne sab dil ke ghum mujhko tumde do meri khushi lo tum baanto aur jhoomo aao yaaro gaao gaao aao yaaro naacho naachoooo naacho naacho naacho naacho naacho naacho naacho re naacho naacho naacho naacho re naacho na re
ab wafaa ka naam na le koi ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai maare zamaana thokrein tarsaa karein hum pyaar ko tarsaa karein hum pyaar ko kabhi dekhen munh na bahaar ka humein uss dua ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai humein ghum nahin uss paar ka toofaan humko azeez hai toofaan humko azeez hai jo dubo de saahil par humein uss nakhuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai lagge aag apne karaar ko roye to rone do pyaar ko roye to rone do pyaar ko jo na bhar sake kabhi zakhm ko humein uss dawaa ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi
barkha bairan zara tham ke barso pee mere aa jaayen to chaahe jam ke phir barso barkha bairan zara tham ke barso pee mere aa jaayen to chaahe jam ke phir barso barkha bairan pee se hai mera milan kyun hai ri tujhko jalan pee se hai mera milan kyun hai ri tujhko jalan haaye re paapan zara ruk ja zara tham ja na re barkha bairan zara tham ke barso pee mere aa jaayen to chaahe jam ke phir barso barkha bairan pee ko mere aane de ang se lag jaane de pee ko mere aane de ang se lag jaane de phir to dushman yun barasna jaane paaye wo na re barkha bairan zara tham ke barso pee mere aa jaayen to chaahe jam ke phir barso barkha bairan
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm oo bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe sang saawan ke mujh ko rulaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe preet na kario sab ne kaha tha main nikli nadaan preet na kario sab ne kaha tha main nikli nadaan maine tujhpe kiya bharosa tu nikla beimaan banke apna tu nikla paraaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe main khud ko meera samjhi thi tujhko samjha shyaam main khud ko meera samjhi thi tujhko samjha shyaam par toone bedardi mera pyaar kiya badnaam toone pyaar mein zehar milaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe hmm mmm mmm hmmm hmmm hmm tod ke mere dil ko zaalim chain kahaan tu paayega tod ke mere dil ko zaalim chain kahaan tu paayega main pachhtaayi paa kar tujhko tu kho kar pachhtaayega bairi kaahe ko biyaah rachaaya re
doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil dekhiye rooth kar yaar jaane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga bewaafai haseenon ka dastoor hai tod kar mera dil kitne magroor hain oooo ye jo badle to hum bhi badal jayenge chahne wale humko bhi mil jayenge inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga kal talak to wafa ki ye tasveer thee haye meri mohabbat ki takdeer thee hooo bewafai ki ab jinda tasveer hai julm karte hai zalim hai bepeer hain inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil
geeton se sargam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe mehandi se hatheli door rahe to ohoho ohoho door rahe baagon se chameli door rahe to ohoho ohoho door rahe akhiyon se kajra zulfon se gajra door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe nadiya se kinaara door rahe to ohoho ohoho door rahe ambar se sitaara door rahe to ohoho ohoho door rahe chanda se chakori patang se dori door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe seep se moti door rahe to ohoho ohoho door rahe deep se jyoti door rahe to ohoho ohoho door rahe kaanon se
jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum phool khilte the to aati thi tumhari khushboo phool khilte the to aati thi tumhari khushboo har haseen shaam jagaati thi tumhaara jaadoo aaine mein mere har din ki mulaaqaat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum pehli barsaat mein bheega hua mehtaab the tum abr mere the magar inki har ik baat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum
jo maangi khudaa se tu wo mannat hai jo maangi khudaa se tu wo mannat hai baahon mein tere pyaar ki oooooo baahon mein tere pyaar ki jannat hai haaaa jannat hai wooo ho ho ho ho wooo ho ho ho ho wooo hooooo jo maangi khudaa se tu wo mannat hai ye tan mera ye mann mera ye tan mera ye mann mera sab tera hai ye tan mera ye mann mera sab tera hai tere pehlu mein khushiyon ka savera hai tu hi aakhiri aur pehli muhabbat hai haaaa muhabbat hai wooo ho ho ho ho wooo ho ho ho ho hooo hooo hoooo ho ho hoo hooo ho ho hoo hooo wooo ho ho haan aa khel naya mujhse tu khel pyaar ka aa khel naya mujhse tu khel pyaar ka aaye dil ko mazaa sanam jeet haar ka tu hi jaan meri tu hi zarurat hai haan zarurat hai wooo ho ho ho ho wooo ho ho ho ho wooo hooooo jo maangi khudaa se tu wo mannat hai baahon mein tere pyaar ki baahon mein tere pyaar ki jannat hai haaaa jannat hai wooo ho ho ho ho wooo ho ho ho ho wooo hooooo wooo ho ho ho ho wooo ho ho ho ho wooo hooooo
devaaaa ganpati deva ganpati deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva vighn vinashak jan sukh dayak vighn vinashak jan sukh dayak mangalam ganeshay deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva vighn vinashak jan sukh dayak vighn vinashak jan sukh dayak mangalam ganeshay deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva mangalam ganesham mama gama maga mama ga ma ga sa dha dha ma dha dha ma dha dha ma dha ma ga ni ni dha ni ni dha ni ni dha ni dha ma ga ma dha ni sa ga pa ma dha ni sa pa ma dha ni sa pa ma dha ni sa tu hi aadi tu hi hai ant deva mahima teri anant tu hi aadi tu hi hai ant deva mahima teri anant gajananam bhutt ganadhi sevitam umasutam shubh vinash karakam mangalam ganesha deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva vighn vinashak jan sukh dayak vighn vinashak jan sukh dayak mangalam ganeshay deva ho deva ganpati deva deva ho deva ganpati deva ni sa ni sa
Meri Pahle Hi
chahe geeta baanchiye ya padhiye quraan meri teri preet hi har pustak ka gyaan hu aaaa aaaa aaaa aaaa piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piyaa aaaaaaa piyaaaaa jaise chaand ke sang chandani jaise raag ke sang hai ragini jaise bhari basant mein morani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main teri raah ab nahin chhodni teri raah ab nahin chhodni ta dhaiya nare dhum tana dere na ta na na dere dhum tana dere naaa ta dhaiya nare dhum tana dere na ta dhaiya nare dhum tana dere naaaaaaaaa
saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
yeee eeeeeee hey hey hey hey haaaa aaaaaa aaaaaa ayeeee yeeeee yeee eeeeee hey hey hey hey haaaa aaaaaa aaaaaa ayeeee yeeeee ayeeeeeee la laaaa laaa laaa lala maine pyaar kiya tumhen reason se maine pyaar kiya tumhen reason se bas love hi hai reason saawan saawan saawan the love season saawan the love season saawan the love season maine pyaar kiya tumhen reason se maine pyaar kiya tumhen reason se bas love hi hai reason saawan saawan saawan the love season saawan the love season saawan the love season ab pyaar ka matlab badlega hooooo ab pyaar ka matlab badlega phoolon ki khushboo badlegi hmmm chanda ki chamak bhi badlegi sooraj ki agan bhi badlegi ab aasmaan dharti hoga dharti hogi aasmaan saawan saawan saawan saawan saawan the love season saawan the love season saawan the love season lehron ki addayen badlengi haaan lehron ki addayen badlengi ab kaali ghataayen badlengi hoooo mausam ke rang bhi badlenge ehsaas pyaar ke badlenge tera bhi matlab badlega tera bhi
ye taazgi ye naazuki ye saadgi tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai teri aankhen baatein karti hain jaise lehren machalti hain kya guzar huwa hai gulshan se ya phoolon se naha ke aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai amrit ka ras honton mein bhara kya paakiza hai naam tera dhadkan ki tarah se chalti hai kya dil bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai iss jahaan mein kiski amaanat hai tu kiske dil ki mohabbat hai hai kaun nasibon waala jiski tu dulhan bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai
ishq mein loot gaya wo khazaana hoon main ik beeta huaaa zamaana hoon mere dard pe roye khushiyaan main gumnaam ik fasaana hoon ik fasaana hoon jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai yaa to mujhko paas bula le yaa duniyaa ko aag laga de main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de jeena bas mein nahin marna bas mein nahin zindagi hai ye kaisi paheli main hoon tanhaa yahaan main tadaptaa yahaan wo tadapti wahaan par akeli jag ke bandhan tod ke aaun iss duniyaa ko chhod ke aaun main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa pehle dil ko banaaya pyaar uss mein basaaya phir muqaddar mein likh di judaayi
wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein hum to bas shaam se khushiyon ki saher dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain aji suniye hum idhar hai kya udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Yaaron Gaao Hawas (1974) 06:32 38915
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Pinchoo Kapoor, Anil Dhawan
Duration : 06:32   Song Number : 38915   

Ab Wafa Ka Naam Na Le Koi Oh Bewafaa (1980) 05:01 11262
 
Poster of Oh Bewafaa (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Ved Pal Verma
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Yogita Bali
Duration : 05:01   Song Number : 11262   

Barkha Bairan Zara Tham Ke Barso (Female) Sabak (1973) 03:26 39208
 
Poster of Sabak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:26   Song Number : 39208   

Bhari Barsat Mein Dil Jayaaya Oh Bewafaa (1980) 04:02 11271
 
Poster of Oh Bewafaa (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Ved Pal Verma
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Yogita Bali
Duration : 04:02   Song Number : 11271   

Doston Ki Haqeeqat Laila (1984) 04:56 37343
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 37343   

Geeton Se Sargam Laila (1984) 06:13 40799
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:13   Song Number : 40799   

Jab Nahin Aaye The Tum Dev (2004) 04:33 17553
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
Singer- 
Vijayita Pandit
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 04:33   Song Number : 17553   

Jo Maangi Khudaa Se Saawan (The Love Season) (2006) 05:45 17570
 
Poster of Saawan (The Love Season) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 05:45   Song Number : 17570   

Mangalam Ganesham Dev (2004) 04:38 17554
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Fardeen Khan
Duration : 04:38   Song Number : 17554   

Meri Pehle Hi Souten (1983) 04:43 37018
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 04:43   Song Number : 37018   

Rang Deeni Dev (2004) 04:49 38312
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 38312   

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093   

Saawan The Love Season Saawan (The Love Season) (2006) 06:14 17571
 
Poster of Saawan (The Love Season) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
On Screen Actors- 
Salman Khan, Saloni
Duration : 06:14   Song Number : 17571   

Tu Kaun Kahan Se Aayi Hai Dil Pardesi Ho Gayaa (2003) 06:09 13624
 
Poster of Dil Pardesi Ho Gayaa (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Kapil Jhaveri, Saloni Aswani
Duration : 06:09   Song Number : 13624   

Tu Milaa De Saawan (The Love Season) (2006) 07:02 17572
 
Poster of Saawan (The Love Season) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Salman Khan, Saloni Aswani
Duration : 07:02   Song Number : 17572   

Wo Jidhar Dekh Rahe Hain Sabak (1973) 03:05 19847
 
Poster of Sabak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:05   Song Number : 19847   
Karaoke Songs of saawan kumar, Sad Songs of saawan kumar, Love Songs of saawan kumar, Dance Songs of saawan kumar, Hip-hop songs of saawan kumar, Best songs of saawan kumar, Super hit songs of saawan kumar, hit songs of saawan kumar, duet songs of saawan kumar, solo songs of saawan kumar, old songs of saawan kumar, famous songs of saawan kumar, Hindi Karaoke Songs of saawan kumar, Hindi Sad Songs of saawan kumar, Hindi Love Songs of saawan kumar, Hindi Dance Songs of saawan kumar, Hindi Hip-hop songs of saawan kumar, best Hindi songs of saawan kumar, super hit Hindi songs of saawan kumar, hit Hindi songs of saawan kumar, duet Hindi songs of saawan kumar, solo Hindi songs of saawan kumar, old Hindi songs of saawan kumar, famous Hindi songs of saawan kumar, Sing Along Songs of saawan kumar, Sing Along Sad Songs of saawan kumar, Sing Along Love Songs of saawan kumar, Sing Along Dance Songs of saawan kumar, Sing Along Hip-hop songs of saawan kumar, Sing Along Best songs of saawan kumar, Sing Along Super hit songs of saawan kumar, Sing Along hit songs of saawan kumar, Sing Along duet songs of saawan kumar, Sing Along solo songs of saawan kumar, Sing Along old songs of saawan kumar, Sing Along famous songs of saawan kumar