MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeG S Kohali
HomeG S Kohali
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar main puchhoon jawaab doge dil kyun mera tadap raha hai oooooooo tere bhi dil mein hai pyaar kuchh kuchh mere bhi dil mein zara zara hai agar main puchhoon jawaab doge hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo bura naa maanooo to main apne haathon ye bikhri zulfen sanwaar doon main hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo haseen palkon ki chhanv mein ab ye saara jeevan guzaar doon main ye dil ki baaten koi naa samjhe sanam zamaana bada bura hai agar main puchhoon jawaab doge nazar bacha ke agar mein jaaun to mera daaman naa thaam lena hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo koi jo poochhe ye kya hua hai kabhi bhi mera naa naam lena laga ke dil se rakhenge hum to ye dard tera diya hua hai agar main puchhoon jawaab doge hooooooo ooooo oooo oooo ooooo oooo hooooooo ooooo oooo oooo ooooo oooo
baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun badi betaab hain aankhein issi ko pyaar kehte hain ohhhh nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nigaahon ko na yun roko jo milti hain to milne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun khuda jab husn deta hai nazakat aa hi jaati hai ooo hooo badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai khataayen sar jhuka dengi zara zulfen machalne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai
chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ki baat pehchano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko saaz e dil chhed diya hai to ye nagmaa sun lo bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirne sun lo isi kiran ko sanam aaftaab kehte hain humin nahin humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko aaj tak dekhi nahin aisi dehakti aankhen daal do hans ke inn aankhon mein chhalati aankhen sambhal ke peena ise sab sharaab kehte hain humin nahin hoye humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ke baat pehchano suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko
humen kya jo harsu humen kya jo harsu ujale huye hain humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke baharon ne jaane kahan phool baante humare chaman mein khile sirf kaante humare chaman mein khile sirf kaante ye insaaf bhi kya nirale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke kisi aur ka dil jo yun toot jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata humin hain jo ye ghum sambhale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale badaa luft chhup chhup ke jalne mein hai mazza teer kha kar sambhalne mein hai huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale ye neechi nigaahein gazab kar gayeen pata na chala zulm kab kar
jawaan jawaan husn ke rangeen ye kafile aawaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke rangeen ye kafile aawaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke bikhri hai mahakti saanson ki khushboo madhosh hawaon mein simti hai mohabbat ke saaye palkon ki nasheeli chhaon mein aankhon ka ishara hua o o dil gaya dil ko sahara koi o o mil gaya aankhon ka ishara hua o jaane jigar khamosh nazar ban gayi dhadakte dil ki dua jawaan jawaan pyaar ke rangeen ye kafile awaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan pyaar ke saaqi hai bani chanchal bijli chhalke hai ghata se paymaane ab in tufaanon mein dil ka kya hoga haal khuda jaane chhaya to kabhi nahin tha o o ye nasha khud bhi na jaanun mujhe o o kya hua chhaya to kabhi nahin tha behke nadaan armaan jawaan ab hosh kise hai hum hai kahaan jawaan jawaan husn ke oooo rangeen ye kafile haaaaa aawaaz dete mujhe haaaa aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke oooo rangeen ye kafile haaaaa aawaaz dete mujhe haaaa aa
maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi ye baat agar tum keh do kabhi phoolon ko barasna aa jaaye bijli ko chamkna aa jaaye maangi hain duwaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen mehfil mein kisi din aa jaayen saaqi ko behakna aa jaaye saagar ko chhalknaa aa jaaye maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen
mana mere haseen sanam tu rashq e maahtaab hai par tu hai laajawaab to mera kahaan jawaab hai mana mere haseen sanam tu rashq e maahtaab hai par tu hai laajawaab to mera kahaan jawaab hai mana mere haseen sanam hairat se yun naa dekhiye zarra hua to kya hua hairat se yun naa dekhiye zarra hua to kya hua zarra hua to kya hua apni jagah pe jaaneman zarra bhi aaftaab hai par tu hai laajawaab to mera kahaan jawaab hai mana mere haseen sanam tere shabaab ka surror chhaaya jo do jahaan par tere shabaab ka surror chhaaya jo do jahaan par chhaaya jo do jahaan par meri nighaah e shauk se chhaya ye inqalaab hai par tu hai laajawaab to mera kahaan jawaab hai mana mere haseen sanam tu rashq e maahtaab hai par tu hai laajawaab to mera kahaan jawaab hai mana mere haseen sanam
pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye hoo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye ooo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai aa aa aaaaa ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai bichh gayi raahon mein kaliyaan dil hasin manzar pe hai aaj apni hi ada se aap kyun sharma gaye aaaaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam aaaa aaaa kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam pyaar ke nazuk paron par udd rahe do dil sanam ek nazar mein hum zameen se aasma tak aa gaye haha hhaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai aaa aaaaa jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai tauba tauba aapki baaton se dil hairan hai raaz dil ke aaj aakhir iss zuban tak aa gaye
pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa pyar ki raah dikha duniyaa ko pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko tum badloge ulti chaale bigde huye zamaane ki tum laaoge bahaar waapas iss ujde viraane ki dekh raha hai khawaab zamaana dekh raha hai khawaab zamaana murda chaand sitaaron ke fikr karo kuchh tum duniyaa ki bigdi baat bannane ki pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa tumhen muhabbat karni hai bhookhe nangen laachaaron se tumhen to hai insaaf maangna zulm ke thekedaaron se tumhen mitaane hai ye saare jhagde takhat aur taajon ke tumhen bachaani hai ye duniyaan top teer talwaaron se pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum
sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye shokhiyaan fizaon ki teri nazar mein chaanv hai wo surmayi ghataon ki teri nazar mein chaanv hai shabnami ye phoolon ki daali jhilmilati kirnon ki laali jhilmilati kirnon ki laali haaye ye rang khushnuma ye pyaar aur mastiyaan tere hi dam se hai suno o meharbaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho teri hansi mein dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se hans pade bujhe dilon mein chandani teri ada se hans pade ye nashila mausam gulabi jhumta ho jaise sharabi jhumta ho jaise sharabi mere haseen dilruba khila shabab yun tera mehak uthe hai ye zameen oo aasmaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi
ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se oooooo oo ho naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo ho naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo haaye re duhaayi teri zulmi piyaa hoooo add ke anaadi piyaa ye kya kiya haaye zulmi piya ye kya kiya haaye zulmi piya uuee main mar gayi laaj ke maare dekha kiss andaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo laagi nazariyaa tori jaadu bhari hooooo maangi bahaare humne bijli giri haaye jaadu bhari bijli giri haaye jaadu bhari dil ke soye armaan jaage teri hi aawaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo
la la ra la la la la ra la aa aaaa ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil nazar se nazar ki mulaqat dekhi adaaon ke teeron ki barsaat dekhi ho bahut dekhe hamne dil dene waale magar tujh mein zaalim nayi baat dekhi dekh kar umr bhar ki khushi mil gayi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil kisi se kabhi pyaar kar ke to dekho kisi husn waale pe mar ke to dekho ho toofaan ke daman mein lakhon kinare ye sholon ka dariya guzarte to dekho ik nayi bekhudi ik nayi roshni ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Main Puchhoon Shikari (1963) 03:19 11893
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ragini, Ajeet
Duration : 03:19   Song Number : 11893   

Baaje Ghunghroo Shikari (1963) 03:36 35916
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 03:36   Song Number : 35916   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Chaman Ke Phool Shikari (1963) 03:37 14244
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ajeet, Ragini
Duration : 03:37   Song Number : 14244   

Humen Kya Jo Harsu Ujale Namaste Ji (1965) 03:05 37820
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:05   Song Number : 37820   

Huzoore Wala Jo Ho Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:55 20570
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Anindita Menon
Duration : 05:55   Song Number : 20570   

Jawaan Jawaan Husn Ke Adventures Of Robinhood (1965) 04:30 38382
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Parveen Choudhary
Duration : 04:30   Song Number : 38382   

Maangi Hain Duwaayen Shikari (1963) 03:18 35917
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Madhumati, Rani
Duration : 03:18   Song Number : 35917   

Mana Mere Haseen Sanam Adventures Of Robinhood (1965) 03:40 16331
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant, Nilofar
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 16331   

Pyaar Ke Daaman Se Char Dervesh (1964) 04:34 36566
 
Poster of Char Dervesh (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Feroz Khan
Duration : 04:34   Song Number : 36566   

Pyar Ki Raah Dikha Duniya Ko Lambe Haath (1960) 06:26 15616
 
Poster of Lambe Haath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahaboob
Duration : 06:26   Song Number : 15616   

Sanwaar De Jo Pyaar Se Adventures Of Robinhood (1965) 04:16 37399
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:16   Song Number : 37399   

Tumko Piya Dil Diya Shikari (1963) 03:32 12019
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Helen, Ragini
Duration : 03:32   Song Number : 12019   

Ye Rangeen Mehfil Shikari (1963) 04:26 14245
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:26   Song Number : 14245   
Karaoke Songs of g s kohali, Sad Songs of g s kohali, Love Songs of g s kohali, Dance Songs of g s kohali, Hip-hop songs of g s kohali, Best songs of g s kohali, Super hit songs of g s kohali, hit songs of g s kohali, duet songs of g s kohali, solo songs of g s kohali, old songs of g s kohali, famous songs of g s kohali, Hindi Karaoke Songs of g s kohali, Hindi Sad Songs of g s kohali, Hindi Love Songs of g s kohali, Hindi Dance Songs of g s kohali, Hindi Hip-hop songs of g s kohali, best Hindi songs of g s kohali, super hit Hindi songs of g s kohali, hit Hindi songs of g s kohali, duet Hindi songs of g s kohali, solo Hindi songs of g s kohali, old Hindi songs of g s kohali, famous Hindi songs of g s kohali, Sing Along Songs of g s kohali, Sing Along Sad Songs of g s kohali, Sing Along Love Songs of g s kohali, Sing Along Dance Songs of g s kohali, Sing Along Hip-hop songs of g s kohali, Sing Along Best songs of g s kohali, Sing Along Super hit songs of g s kohali, Sing Along hit songs of g s kohali, Sing Along duet songs of g s kohali, Sing Along solo songs of g s kohali, Sing Along old songs of g s kohali, Sing Along famous songs of g s kohali