MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalpana Kaartik
HomeKalpana Kaartik
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooooo ooooooo oooooo aaj ki raat piyaaaaa aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon aankhon mein le ke sapne suhaane apna banaane aayi hoon chhod ke saath piya munh naa modo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se ghaayal kiya hai dil tumne mera mitthi nazar ki chot se thaam ke haath piya yun naa chhodo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa
ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se laage re darr mohe laage re ho ho ho ye kya darne ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa mar gaye hum nikla dum mar gaye hum ho ho ho mausam kya albela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai tanha hai phir bhi dil tanha hai ho ho ho laaga sapnon ka mela hai ho ho ho aaja
aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa rangin hai mausam tere dam ki bahaar hai phir bhi hai kuchh kam bas tera intezaar hai ho rangin hai mausam tere dam ki bahaar hai phir bhi hai kuchh kam bas tera intezaar hai hmm dekhne mein bhole ho par ho bade chanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhukti hain palken jhukne do aur jhoom ke udati hai zulfein udne do honth choom ke hoo jhukti hain palken jhukne do aur jhoom ke udati hai zulfein udne do honth choom ke hmm dekhne mein bhole ho par ho bade chanchal aanchal mein kya ji
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dhalki jaaye chundariya hamari ho raam dhalki jaaye chundariya hamari ho raam pee se mil ke behekne ke din aaye ho pee se mil ke behekne ke din aaye ho dhalki jaaye jaise thandi pawan ban ke pyaar aa gayi jaise thandi pawan ban ke pyaar aa gayi jaise chup ke se ban mein bahaar aa gayi phool ban ke o phool ban ke mehekne ke din aaye ho dhalki jaaye chundariya hamari ho raam dhalki jaaye aa aa aaa aa aa aa aaa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa main to sapnon ki bagiya mein dolungi re main to sapnon ki bagiya mein dolungi re ban ke ban ki koyaliya main bolungi re daali daali ho daali daali chehekne ke din aaye ho dhalki jaaye dhalki jaaye chundariya hamari ho raam pee se mil ke behekne ke din aaye ho dhalki jaaye
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana o ho o ho aa ha aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho o ho ho ho aa haa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein o ho ho paaon kahin ulajh naa jaayen aa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein aa haa haa paaon kahin ulajh naa jaayen o hoo hoo chaahat ke raste mein pher bade hain giroge phisal ke chalna sambhal ke chhup chhup jaana o hoo o hoo aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hooo chori chori aa ke more saiyan o hoo hoo choomo aur thaamo mori baiyaan hmm hmm hmm chori chori aa ke more saiyan aa haa haa choomo aur thaamo mori baiyaan o ho ho jaao ji tumse diler bade hain aaye jo akad ke maarungi pakad ke chhup chhup jaana o ho o ho aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hoo oo hoo ho hoo aaa haa haa haaa
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen khuli ghata ke khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen saason ki lai par koi aisi dhun gaaye de de jo dil ko dil ki panaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le jhula dhanak ka jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le masti mein jhoome aur kabhi ghum bhoole dekhen na peechhe mud ke nighaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen
aaaa haaaa haaa haaa tara ra rum tara rara rum aaaa haaaa tara ra rum tara rara rum yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya achaanak ye mere haathon mein kiska haath aaya hai naa main jaanun naa dil jaane wo apna yaa parayaa hai yeh kaun aaya ke main apni hi dhadkan sun ke sharmaayiiiii yeh kaun aaya dulhan ban ke jawaani ki umenge gungunaati hain basa hai kaun aankhon mein ke aankhen muskuraati hain bikhar ke kiski baahon pe ye meri zulf lehraayiiiii ye kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Piya Baazi (1951) 03:03 20020
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:03   Song Number : 20020   

Aaja Panchhi Akela Hai Nau Do Gyarah (1957) 02:50 20039
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 02:50   Song Number : 20039   

Aankhon Mein Kya Ji Nau Do Gyarah (1957) 04:26 20049
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik, Dev Anand
Duration : 04:26   Song Number : 20049   

Dhalki Jaaye Chundariya Nau Do Gyarah (1957) 03:16 38294
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Raag- 
Pilu
Duration : 03:16   Song Number : 38294   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Peechhe Peechhe Aa Kar House No 44 (1955) 03:59 36350
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 03:59   Song Number : 36350   

Phaili Huyi Hai Sapnon Ki Baahen House No 44 (1955) 03:36 12231
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 03:36   Song Number : 12231   

Yeh Kaun Aaya Baazi (1951) 02:25 21470
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 02:25   Song Number : 21470   
Karaoke Songs of kalpana kaartik, Sad Songs of kalpana kaartik, Love Songs of kalpana kaartik, Dance Songs of kalpana kaartik, Hip-hop songs of kalpana kaartik, Best songs of kalpana kaartik, Super hit songs of kalpana kaartik, hit songs of kalpana kaartik, duet songs of kalpana kaartik, solo songs of kalpana kaartik, old songs of kalpana kaartik, famous songs of kalpana kaartik, Hindi Karaoke Songs of kalpana kaartik, Hindi Sad Songs of kalpana kaartik, Hindi Love Songs of kalpana kaartik, Hindi Dance Songs of kalpana kaartik, Hindi Hip-hop songs of kalpana kaartik, best Hindi songs of kalpana kaartik, super hit Hindi songs of kalpana kaartik, hit Hindi songs of kalpana kaartik, duet Hindi songs of kalpana kaartik, solo Hindi songs of kalpana kaartik, old Hindi songs of kalpana kaartik, famous Hindi songs of kalpana kaartik, Sing Along Songs of kalpana kaartik, Sing Along Sad Songs of kalpana kaartik, Sing Along Love Songs of kalpana kaartik, Sing Along Dance Songs of kalpana kaartik, Sing Along Hip-hop songs of kalpana kaartik, Sing Along Best songs of kalpana kaartik, Sing Along Super hit songs of kalpana kaartik, Sing Along hit songs of kalpana kaartik, Sing Along duet songs of kalpana kaartik, Sing Along solo songs of kalpana kaartik, Sing Along old songs of kalpana kaartik, Sing Along famous songs of kalpana kaartik