Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaaz
HomeNaaz
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aayi pari rang bhari aayi pari rang bhari kis ne pukaara kisne kiya pyaar bhara mast ishaara chham chham chham chham naache jiya mausam to lehra ke gaane laga jhoom utha jahaan aayi pari ga ni sa ga pa ga sa sa ga pa dha ni sa dha dha ni dha ni dha ni dha sa pa dha pa ga pa ga sa ga sa ni dha dha ni sa ga pa ga sa pa ga sa le ke bahaar aayi hoon main dil ka qaraar laayi hoon main tu mera main teri o mere balam tu mera main teri o mere balam dharti ki godi mein aayi hoon main le ke mastiyaan aayi pari dha sa dha sa dha ni dha sa ga sa ni dha sa ni dha dha ni dha ni dha ni dha sa pa dha pa ga pa ga sa ga sa ni dha dha ni sa ga pa ga sa pa ga sa bansi ki dhun ne loota mujhe apne hi dil mein dekha tujhe gaaun re dolun re ho ke magan gaaun re dolun re ho ke magan taaron ke mehlon se utri hoon main le ke bijliyaan aayi pari karna to yaad aaungi main khelan ko chaand laaungi main aa idhar jhoom kar tu hai mera dil aa
hmmm mmm haaa haa haa aaaa ho oooo oooo ooo ooo baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum gaa rahe hain nazaron se poochho mere pyaar ko tum tumhare liye hum jiye ja rahe hain baharon se poochho kabhi main papiha tumhare liye hoon kabhi main chakora tumhare liye hoon aji main bhi koyal tumhare liye hoon mohabbat mein pagal tumhare liye hoon mere pyaar ne hi diya roop inko ye gumche tumhe jo nazar aa rahe hain nazaron se poochho agar jaan tum ho to hum bhi to dil hain bhare hain hazaron mohobbat ke arman agar tum ho sagar to main bhi hoon nadiya hain donon dilon mein mohabbat ke toofaan mere pyaar ka to kinara nahin hai tere pyaar mein hum bahe ja rahe hain baharon se poochho ye udi ghatayen masti lutayen jaise tumhari sharabi nigahen ye thandi hawayen bharti hain aahen samjho inhen tum hamari sadayen fizaon mein dekho ye baadal nahin hain ye aanchal tumhare lahra rahe hain baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum ga rahe hain nazaron se
hmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi hmmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi jab wo mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ghar mein use hum apni dulhan banaa ke laaye baahon ki doli mein hum us ko bithaa ke laaye jab raat ho gayi to armaanon ko jagaaya yaani ke apni bigdi taqdeer ko banaaya naaraaz kaise hoti naaraaz kaise hoti wo so rahi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi phoolon ki chaandni pe hamne usse sulaaya phir pyaar vyaar kar ke seene se bhi lagaaya aage naa hum se poochho us raat hum kahaan the dil dil se mil rahe the do jism ek jaan the maare sharam ke shamma maare sharam ke shamma gul ho gayi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi
oooooooooo ooooo ooooo ooooo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa oo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa ki apuna basere pardesh odhire chunariyaan mein dagiya lagayee gayeele madide karejawaa mein thesh kajri nazariya se khelayi re badariyaa kajri nazariya se khelayi re badariyaa ki barsayee rakatwa ki neer dadadi ke mare chhayee dardi chanarma pai gadahi mili re taqdeer chadhat phagunawa sagunawa manawai gori chadhat phagunawa sagunawa manawai gori chaita kare re upwash garmi besarmi na beniya dolaye mane dare saiyan garwa mein faansh oooo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa ki apuna basere pardesh odhire chunariyaan mein dagiya lagayee gayeele madide karejawaa mein thesh
mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar har ik talaash ke raste mein mushkilen hain magar har ik talaash muraadon ke phool laati hai hazaar chaand sitaaron kaa khoon hota hai to ek subah fizaaon mein muskuraati hai mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar kadam kadam pe chattane khadi rahen lekin jo chal nikalte hain dariyaa to phir nahin rukte hawaayen jitna bhi takraayen aandhiyaan ban kar magar ghataaon ke parcham kabhi nahin jhukte mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar jo apne khoon ko paani bana nahin sakte wo zindagi mein naya rang laa nahin sakte jo raaston ke andhere se haar jaate hain wo manzilon ke ujaalon ko paa nahin sakte mere nadeem mere humsafar
ho mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi o mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya allah kasam kya khat ka bharosa allah kasam kya khat ka bharosa kho jaaye khat to ho jaaye dhoka ho kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha ye soch ke main khud aan pahuncha ho tune mera dil khush kar diya khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi teri judaai seh na saki main teri judaai seh na saki main tujhse mile bin reh na saki main ho tune kaha jo keh na saka main tune kaha jo keh na saka main tujhse mile bin reh na saka main ho is jor se dil dhadka mera khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya aaya hawa ka har ek jhonka aaya hawa ka har ek jhonka tera hi koi paigaam le ke ho itni muhabbat
mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai nazar se nazar ka bada faasla tha magar aaj dil ke kareeb ho gaye ho tujhe maine dekha dil ki nazar se meri bhi nazar mein haseen ho gaye ho haseen ho gaye ho mujhe mil gayi hai mere haath mein yun tera haath aaya ke gulshan mein jaise bahaar aa gayi ho magar haath se yun khincha haath tera main samjha kali koi sharma gayi ho sharma gayi ho mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai
naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin honge rangeen ye sitaare tumse rangeen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare chalta hai saara hi zamaana teri nazar ke sahaare dil chaahe aasmaan ko chhoo loon le chal humen bhi wahin naa jaane chaand kaisa hoga chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri kho jaaun jaa ke baadlon mein kab se tamanna hai meri jaane do khwaab ki ye baaten humko hai inn pe yakeen naa jaane chaand kaisa hoga saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen dil ke rangeele sapnon se mehfil rengeeni sajaaye aisa jahaan hai kahaan pe hoga kahin naa kahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayi Pari Rang Bhari Do Phool (1958) 05:42 37705
 
Poster of Do Phool (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Baby Naaz
Duration : 05:42   Song Number : 37705   

Baharon Se Poochho Mera Ghar Mere Bachche (1960) 05:01 37800
 
Poster of Mera Ghar Mere Bachche (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Subiraj, Naaz
Duration : 05:01   Song Number : 37800   

Ek Khoobsurat Ladki Shaadi Se Pehle (1980) 03:39 36904
 
Poster of Shaadi Se Pehle (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Praveen Sood, Shehnaaz
Duration : 03:39   Song Number : 36904   

Hansi Hansi Panwa Khiwanle Bidesiya (1963) 03:36 15799
 
Poster of Bidesiya (1963)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1963
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Naaz, Sujit Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 15799   

Mere Nadeem Mere Humsafar Bhai Bahen (1959) 03:36 16212
 
Poster of Bhai Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Naaz
Duration : 03:36   Song Number : 16212   

Mere Sanam Palay Khan (1986) 06:10 19195
 
Poster of Palay Khan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Farha Naaz
Duration : 06:10   Song Number : 19195   

Mujhe Mil Gayi Hai First Love (1961) 03:21 36208
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Naaz
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 36208   

Naa Jaane Chaand Kaisa Hoga Rocket Girl (1962) 03:21 31036
 
Poster of Rocket Girl (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kamal Barot, Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar, Naaz
Duration : 03:21   Song Number : 31036   
Karaoke Songs of naaz, Sad Songs of naaz, Love Songs of naaz, Dance Songs of naaz, Hip-hop songs of naaz, Best songs of naaz, Super hit songs of naaz, hit songs of naaz, duet songs of naaz, solo songs of naaz, old songs of naaz, famous songs of naaz, Hindi Karaoke Songs of naaz, Hindi Sad Songs of naaz, Hindi Love Songs of naaz, Hindi Dance Songs of naaz, Hindi Hip-hop songs of naaz, best Hindi songs of naaz, super hit Hindi songs of naaz, hit Hindi songs of naaz, duet Hindi songs of naaz, solo Hindi songs of naaz, old Hindi songs of naaz, famous Hindi songs of naaz, Sing Along Songs of naaz, Sing Along Sad Songs of naaz, Sing Along Love Songs of naaz, Sing Along Dance Songs of naaz, Sing Along Hip-hop songs of naaz, Sing Along Best songs of naaz, Sing Along Super hit songs of naaz, Sing Along hit songs of naaz, Sing Along duet songs of naaz, Sing Along solo songs of naaz, Sing Along old songs of naaz, Sing Along famous songs of naaz