MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana mujhko chaahti hai zulfon mein uljhaana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana ye baahen jinko tum gale kaa haar samjhe ho gesun ke jinko tum mehkata pyaar samjhe ho ye baahen jinko tum gale kaa haar samjhe ho gesun ke jinko tum mehkata pyaar samjhe ho haar hai phanda pyaar hai khanjar haar hai phanda pyaar hai khanjar tum ho nishaanaaaaa duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai haaye yaa phir main deewana aazaadi hai to tum ho shezaade mere pyaaro shaadi huyi to samjho bhikhaari ban gaye yaaro aazaadi hai to tum ho shezaade mere pyaaro shaadi huyi to samjho bhikhaari ban gaye yaaro jo hai akela wo albela jo hai akela wo albela uss kaa zamaanaaaaa duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana chudi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai paayal baje bhaago ke ye khatre ki ghanti hai chudi jo chhanke to kaho talwaar click here
duniya sharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi kaun nahin peeta sab peete hain kaun nahin jeeta haan haan sab jeete hain maine bhi pee thodi si pee maine bhi pee to kya hai kharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi daulat ka deewaana jag mein koi ulfat ka mastaana jag mein koi sabko nasha hai kaun bacha hai mujhko bhi ghum ne aaj pila dee kaun nahin peeta kaun nahin jeeta maine bhi pee to kya hai kharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi kya tha abhi kya hai abhi main gaya badal pee ke jidhar daali nazar deep gaye jal kaise kisi ne thaam ke baahen jeene ki mujhko raah dikha di kaun nahin peeta kaun nahin jeeta maine bhi pee to kya hai kharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi aag sahi zahar sahi maane nahin dil mujhko mere dukh ki dawa aaj gayi mil zahar se maine zahar ko maara aag se dil ki aag bujha di kaun nahin peeta kaun nahin jeeta maine bhi pee to kya hai kharaabi duniya sharaabi duniya sharaabi kaun nahin peeta kaun nahin jeeta maine bhi pee click here
o takhat raam ki behna tu ban ja meri maina ab raaj lute ya kaaj lute jab laage tose naina raama dushman hai zamana thenge se dushman hai zamana thenge se tere dar pe jaani aaunga tujhe bana ke raani launga arey lut jaaye khazana thenge se lut jaaye khazana thenge se dushman hai zamana thenge se kyun takht raam ke bachhe mujhko naukar bola tha ab bol tujhe ek hantar doon ya maarun do laafa roye jo tera bhai o meri maina rone bhi de mujhse ho gayi baaghi meri hi saina hone bhi de main kya muh ka niwala hoon raaja hainter wala hoon paintra badal ke aaunga naye naye phir hath dikhaunga arey hainter hai purana thenge se hunter hai purana thenge se dushman hai zamana thenge se aisa waisa nahin sanam main sultanu hoon naami ye sab tu khakar namak mera karte hain namak harami namak haraam hum se haregi duniya hogi na apni haar sanam hum tum suchhe hain dono suchha humala pyaar sanam tela dil aur mela dil ek ho jayenge hilmil aisa tujhmein kho jaunga teri shakal ka main ho click here
ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana jhooth hi keh do mera dil rakh lo chahe phir tum na aanaaaaa ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana jhooth hi keh do mera dil rakh lo chahe phir tum na aanaaaaa ek baar jaan e jaanaa jhoothi baatein bhi yaar ki lagti hain baatein pyaar kiii ahaa ahaa ahaa aaaa jhoothi baatein bhi yaar ki lagti hain baatein pyaar kiii hum bhi kya karen tum bhi kya karo dekho na sanam are haaaaaa ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana jhooth hi keh do mera dil rakh lo chahe phir tum na aanaaaaa ek baar jaan e jaanaa tum jo mil jao ek baaaar main bhi dikhla doon wo bahaaar aha aha aha haannn tum jo mil jao ek baaar main bhi dikhla doon wo bahaaar bhoole na kabhi saari zindagi allah ki kasam are haaaaaaa ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana jhooth hi keh do mera dil rakh lo chahe phir tum na aanaaaaa ek baar jaan e jaanaa ikraar karte jaana jhooth hi keh do mera dil rakh lo chahe phir tum na click here
oooooooo oooo oooo ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul par kehna ek gul ka bulbul na samjha to ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari chaliye ji dil dil ka afsaana samjha do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam ek baat hai kehne ki aankhon click here
ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol duje ke honton ko dekar apne geet koi nishani chhod phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye ye birha ye doori do pal ki majburi phir koi dilwala kaahe ko ghabaraaye tarum pum dhara jo behti hai milke rehti hai behti dhara ban jaa phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa laa laa lal la laa parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori ye dori na chhoote ye bandhan na toote bhor hone waali hai ab raina hai thodi tarum pum sar ko click here
so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani sanan sanan pawan kahe so jaa milega tujhko koi naya khilona hooo magan magan sapan me gum ho jaa milega duja sathi koi salona din kal kaa naya din hoga phir kaisi yeh pareshani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani nikalenge abhi bahut jiya ke arman jivan sara abhi pada hai hooo tukur tukur nayan liye naa ho re hairan upar wala bahut bada hai phir kahe tu pada jage ankhiyon me ho liye pani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm click here
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ho ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek soo ek shola charaago ki anjuman mein ek soo rang e jalwaa kisi butt ke baankpan mein ek shola ek jalwa aur inmein ek deewana ek jaanib shamme mehfil hooo ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil uski kya hai manzil nahin itna bekhabar bhi aayaa dilbaron mein to hai kaafi ek nazar bhi inn nazron ko yaaro kya jaanun main anjaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm aaaa haaaaaa lara la lala laaaa laaa lala laaaa lala kya kya rang nikle haseenon ki saadgi se hoooo ooooo ooooo itni hai shikaayat ke milte hain ajnabi se jo aisa beparwaa kya usse dil click here
hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai jhunjhlaati huyi bal khaati huyi saawan ki sooni raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki machli machli ghar se nikli pagli si kaali raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat click here
ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo mere watan ke chaand sitaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna besharmi se usse nachaate ho sabke aage kya kehna baahar ki mat nakal utaaro sunlo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao magar tumhari biwi ko koi pyaar kare ro dekh na pao hosh mein aao akal ke maaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai ye hai apna desh jahaan par dil hai zinda rooh jawaan hai dekho meri or nihaaro sun lo baat click here
pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar dair se tu mere armaanon ke aaine mein dair se tu mere armaanon ke aaine mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein ae meri jaan e hyaa dekh idhar dekh idhar dekh idhar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho ho to shabnam si magar ho to shabnam si magar aag lagaa deti ho jab mille shor uthe haai re dil haai jigar haai jigar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye iss tarah dekh diwaane ka bhalaa ho jaaye chaahne waalon click here
ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath hum akele hain shehnaaiyan chup hain to kangana bolata hai tu jo chalti hai chhoote se aangan mein chaman sa dolta hai aaj ghar humne aaj ghar humne milan ke rang se sawaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar dekh aanchal mein kayi chandani rut ke nazaare bhar gaye hain nain se tere iss maang mein jaise sitaare bhar gaye hain pyaar ne iss raat pyaar ne iss raat ko aakaash se utaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar click here
gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai dil ki kahaani aur hai aankhon ka fasaana aur hai doob nashen mein chhed maze mein tu koi nagma mastaana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se dekh rahen hain ye samaa mud mud ke sitaare door se husn chala hai ishq ke aage le kar dil ka nazraana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke click here
gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa tu gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa tu gaa mere mann gaa hmmm hmmm hmmm teri tooti huyi beena kahe tujhko hai jeena jeevan ko nibha hmmm hmmm hmmm chaahe bhar bhar aaye chhahe dukh barsaaye tere nainon ki ghata tu nain mat chhalka gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm ye hai duniyaa ke mele tujhe phirnaa akele seh seh ke sitam hmmm hmmm hmmm nafrat ka deewana nahin samjha zamaana tera dukh tera ghum kha thes aur muskaa aaaa aaaa aaaaa gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa hmmm hmmm hmmm har soo hai andhera phir kaun hai tera jo main kahoon zara sun hmmm hmmm hmmm meri kho gayi paayal meri geet hai ghaayal meri zakhmi hai dhun phir bhi tu jhoome jaa gaa mere mann gaa click here
gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat dekho re zaalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari darshan ko tarsun re balam main barkha wali badri dekho re zaalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari darshan ko tarsun re balam main barkha wali badri bin barse hi udi chali jaat re gajab chamke ha gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat joban mora dekho to jawaani badhe raja joban mora dekho to jawaani badhe raja lambi ho umariya jo nazar lade raja ji bhar ke niharun to niharun tohe kaise jiyra mein palak tori dank maare jaise re na jaye pakad mera haath re kareja chhuye kareja chhuye rasiya tori yahi ba ae gajab chamke bindiya tori aadhi ho ho ho ho ho kareja chhuye rasiya tori yahi ba hey gajab chamke bindiya tori aadhi raat click here
heyyyyyyyy gori zara batiyaa suno ji mori moriiiii koi teri gali aaya chori chori choriiii kaakri maakri aakri maakri kaakri maakri aakri maakri hey hey hey hey ge ge ge geli zara timkbaktu kaathmandu kaathmandu gayile hoooo main main main main hoon loha chumbak tuu kaise bhala bach bach ke rahun ge ge ge geli zara hoooo hoooo hooo hooooo bhanware ko kya rokengi deewaren kaante chamkaayen cham cham talware bhanware ko kya rokengi deewaren kaante chamkaayen cham cham talware pawan jab chali o gori gori kali main aaya teri gali koi kya karega ga ga ge ge ge geli zara timbaktu kaathmandu kaathmandu gayile hoooo main main main main hoon loha chumbak tuu kaise bhala bach bach ke rahun ge ge ge geli zara hoooo hoooo hooo hooo milne aaya tujhse ye parwana ye aye meri shamma tune nahin pehchaana milne aaya tujhse ye parwana aye meri shamma tune nahin pehchaana main wahi hoon deewana palak naa girana tu zara sa uthana aankhon ka parda da da timbaktu chumbak tuu ge ge ge click here
ghadi milan ki aayi aayi tu chhutti le kar aa jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa ajab musibat aayi aayi yahaan to sun mere raja ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ghadi milan ki aayi aa jaa ri zoo zoo aa jaa munnu ko sula jaa laal palang par moti heera teenon baba so jaa aa jaari zoo zoo aa jaa jab byaah kiya to darna kya jaani bolo main to nahin bolun nahin bolun nahin ho sang nahin dolun nahin dolungi ho mat dol uppar wala dekhta hai toda kisne dil ka shivala dekhta hai dekhe ye durga maai maai hua badan mera aadhaa isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja ghadi milan ki aayi chali aa re tu sab ko neend ki goli de ke dil ke tukde ko goli dega re are aisa nahin hoga nahin hoga re hmm naa ho to main bechara kya karunga tere pyaar ke aansun pee ke so click here
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana click here
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam socha hai ek din main usse milke keh daalun apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam chaaha hai tumne jis baawri ko woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko naina uthaae to pyaar samjho palken jhukaa de to ikraar samjho rakhti hai kabse chhupa chhupa ke apne honthon mein piya tera naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam click here
gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe re chaandi ka chhalla jaa re jaa re haath ko humare haath lagaa naa ooooooooo dillagi naa samjhna haaan haaan koi loote koi mar mite jag ho deewana hoooooo main jo banu tera gehna tu jo bane gehna sanwarnaa chhod doon mohe tu sajaaye to darpan tod doon hooo aisa gussa bhai re wallah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chaahun tujhe doli mein bitha ke kahin le jaaun heyyyy haaye soch mein pad gayi kya jo main teri dulhaniyaa banun ghunghataa jalaa doon hoooooooo haaye main keh gayi kya jo main chaahun re tu bhi wohi chaahe phir tu zaalim sataaye mujhe kaahe hoooo jaa jaa itna tu naa chilla chhune naa dungi ungali main click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Pagal Hai Shagird (1967) 06:59 14208
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Johar
Duration : 06:59   Song Number : 14208   

Duniya Sharabi Duniya Sharabi Tangewala (1972) 04:18 19958
 
Poster of Tangewala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:18   Song Number : 19958   

Dushman Hai Zamana Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 39425
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 39425   

Ek Baar Jaan E Jaana Kala Sona (1975) 05:24 19832
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 05:24   Song Number : 19832   

Ek Baat Hai Kehne Ki Samson (1964) 03:29 40644
 
Poster of Samson (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dara Singh, Feroz Khan, Ameeta
Duration : 03:29   Song Number : 40644   

Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol Dharam Karam (1975) 05:33 13068
 
Poster of Dharam Karam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 13068   

Ek Din Hasaana Benaam (1974) 06:02 16210
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:02   Song Number : 16210   

Ek Janib Shamme Mehfil Abhilasha (1968) 04:32 12617
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay, Kashi Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12617   

Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:02 20440
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:02   Song Number : 20440   

Ek Nasihat Meri Yaaro Shriman Shrimati (1982) 05:13 39214
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 05:13   Song Number : 39214   

Ek Nazar Ek Nazar (1972) 05:08 18357
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 05:08   Song Number : 18357   

Ek Tera Saath Humko Wapas (1969) 04:47 20453
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ajay, Alka
Duration : 04:47   Song Number : 20453   

Gaa Deewane Jhoom ke Flat No 09 (1961) 03:33 16403
 
Poster of Flat No 09 (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 16403   

Gaa Mere Mann Gaa Tu Lajwanti (1958) 04:33 13590
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:33   Song Number : 13590   

Gajab Chamke Bindiya Teri Sagina (1974) 03:17 40044
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 03:17   Song Number : 40044   

Ge Geli Zara Timbaktu Jhumroo (1961) 05:23 20471
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Others
Duration : 05:23   Song Number : 20471   

Ghadi Milan Ki Aayi Aayi Ek Baap Chhe Bete (1976) 04:33 16434
 
Poster of Ek Baap Chhe Bete (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:33   Song Number : 16434   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Goom Hai Kisi Ke Pyaar Mein Raampur Ka Lakshman (1972) 04:17 20488
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 04:17   Song Number : 20488   

Gori Ke Haath Mein Mela (1971) 05:27 20483
 
Poster of Mela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 05:27   Song Number : 20483   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri