Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhwin ke chaand se badhke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sada hota hai dhokha aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama har ujale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
ye to nahin ke ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj hum bhi to aaj hum nahin hum bhi to aaj hum nahin ye to nahin ke ghum nahin ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ghum ka bhi ab to ghum nahin ghum ka bhi ab to ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin maut agar che maut hai maut agar che maut hai maut agar che maut hain maut se zeest kam nahin maut se zeest kam nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa
yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath rishte wafaayein dosti sab kuchh to paas hai kya baat hai pata nahin dil kyun udaas hai har lamha hai haseen nayi dil kashi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai aankhon mein khaab bhi hai labon par hansi bhi hai dil ko nahin hai koi shikaayat kisi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath hmmm hmmm hmmmm socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar abb aur kis talaash mein bechain hai nazar kudrat toh meherbaan hai dariya dili ke saath phir bhi koi kami si hai
zindagi kya hai jaanne ke liye zinda rehna bahut zarruri hai aaj tak koi bhi raha to nahin saari waadi udaas baithi hai mausam e gul ne khud kashi kar li kisne barood boya baaghon mein aao hum sab pahan le aaine saare dekhenge apna hi chehra sab ko saare haseen lagenge yahaan hai nahin jo dikhayee deta hai aaine par chhapa hua chehra tarjuan aaine ka thik nahin hum ko gaalib ne yeh dua di thi tum salamat raho hazaar baras ye baras to fakat dino mein gaya lab tere meer ne bhi dekhe hain pankhadi ik gulaab ki si hai baat sunte to gaalib ho jaate aise bikhare hain raat din jaise motiyon waala haar toot gaya tumne mujhko piro ke rakha tha tumne mujhko piro ke rakha tha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
zindagi se badi saza hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahin itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main mere hisse mein kuchh bacha hi nahin mere hisse mein kuchh bacha hi nahin zindagi se badi saza hi nahin sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe jhoot ki koi intehaa hi nahin jhoot ki koi intehaa hi nahin jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein aaina jhoot bolta hi nahin aaina jhoot bolta hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahinn
zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
zulmat kade mein mere hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui ik shamma reh gayi hai so bhi khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein ghalib sareer e khaama nawa e sarosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Jagjit Singh 04:54 37302
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 37302   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   

Ye To Nahin Ke Ghum Nahin Chitra Singh 04:05 15754
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:05   Song Number : 15754   

Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaaye Mujhe Jagjit Singh 05:13 19225
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:13   Song Number : 19225   

Yun To Guzar Raha Hai Jagjit Singh 06:31 36749
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:31   Song Number : 36749   

Zindagi Kya Hai Koi Baat Chale (2006) 05:00 16921
 
Poster of Koi Baat Chale (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 16921   

Zindagi Se Badi Saza Hi Nahin Jagjit Singh 05:33 32248
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:33   Song Number : 32248   

Zindagi Tune Lahoo Leke Diya Jagjit Singh 06:24 39763
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Reddy
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 39763   

Zulmat Kade Mein Mere Jagjit Singh 03:48 15695
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:48   Song Number : 15695   
Karaoke Songs of jagjit singh, Sad Songs of jagjit singh, Love Songs of jagjit singh, Dance Songs of jagjit singh, Hip-hop songs of jagjit singh, Best songs of jagjit singh, Super hit songs of jagjit singh, hit songs of jagjit singh, duet songs of jagjit singh, solo songs of jagjit singh, old songs of jagjit singh, famous songs of jagjit singh, Hindi Karaoke Songs of jagjit singh, Hindi Sad Songs of jagjit singh, Hindi Love Songs of jagjit singh, Hindi Dance Songs of jagjit singh, Hindi Hip-hop songs of jagjit singh, best Hindi songs of jagjit singh, super hit Hindi songs of jagjit singh, hit Hindi songs of jagjit singh, duet Hindi songs of jagjit singh, solo Hindi songs of jagjit singh, old Hindi songs of jagjit singh, famous Hindi songs of jagjit singh, Sing Along Songs of jagjit singh, Sing Along Sad Songs of jagjit singh, Sing Along Love Songs of jagjit singh, Sing Along Dance Songs of jagjit singh, Sing Along Hip-hop songs of jagjit singh, Sing Along Best songs of jagjit singh, Sing Along Super hit songs of jagjit singh, Sing Along hit songs of jagjit singh, Sing Along duet songs of jagjit singh, Sing Along solo songs of jagjit singh, Sing Along old songs of jagjit singh, Sing Along famous songs of jagjit singh