Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHema
HomeHema
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haseenon mujhse mat poochho ke kya kya bechtaa hoon main chhupa kar chudiyon mein dil ki duniyaa bechtaa hoon main yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna aabaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna hoooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo ooooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re hooo oooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa le ke haath ye chhod naa dena mukh mod naa lena ke dil mera shaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna main to mann ka darpan tod ke laaya dil ke tukde jod ke hooo oooo oooo saare jag se hai dekho niraala oooooo ooooo saare jag se hai dekho niraala ye baat meri yaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna
kahaan ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar haan tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar waah waah hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen achchhaa zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen muhabbat ki duniyaa ho ghum se begaana rahe na kisi ka bhi darr aji darr kaisa ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar chaliye hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm aaaa haaa haaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa baharon ke din hon jawaan ho nazaren aa haa haa haa haseen chandani ho nadi ke kinare kya baat hai baharon ke din hon jawaan ho nazaren haseen chandani ho nadi ke kinare naa aaye jahan bhool kar badnasibi
ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehti hai kuchh nighahen samjho zara ishaare ye raah to nayi hai jaane kidhar gayi hai darr laage haaye kaise main sang chalun tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehta hai ye bahaar ka masti bhara samaan aankhon mein aakhen daal ke sun dil ki daastan baahen gale mein daal doon dil chaahta to hai phir sochti hoon kar na de badnaam ye jahaan badnaam ye jahaan kuchh bhi kahe zamana baaton mein tum naa aana tumko kisi ka darr kya main saath hoon tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare apna bana ke saajna munh modna nahin samjhi hoon jisko pyaar main dhoka na ho kahin dil to tumhara ho chuka haazir hai jaan bhi ek baar mere pyaar ka kar lo zara yakeen kar lo zara yakeen aisa naa munh se boliye hum to tumhare ho liye lo haath de diya hai ab haath mein tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki
ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujhse haseen aur tujhse haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do ye nayan darre darre hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
ye sone ki duniya ye chaandi ki duniya yahaan aadmi ki bhala baat kya hai ye daulat ki duniya amiron ki duniya ye daulat ki duniya amiron ki duniya yahaan par garibon ki aukaat kya hai ye sone ki duniya ye toote dilon ke jo tukde pade hain laga le inhen dil pe wo dil kahaan hai ye footpath par so rahe jo musaafir bataaye koi inki manzil kahaan hai manzil kahaan hai bina roshni ke hain inke sawere jo din hi andhere to phir raat kya hai ye daulat ki duniya amiron ki duniya yahaan par garibon ki aukaat kya hai ye sone ki duniya ye bhookhe ye nange ye bhikhmange bhi to usi deen bandhu ki santaan hain re ye kyun chhin gaya inke jeene ka adhikaar ye bhi to hum jaise insaan hain re insaan hain re ye aankhen barasti hain baarahon mahine inn ashkon ke aage ye barsaat kya hai ye daulat ki duniya ameeron ki duniya yahaan par garibon ki aukaat kya hai ye sone ki duniya
zameen chal rahi aasmaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye hansna ye rona ye aasha nirasha hansna ye rona ye aasha nirasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par
zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria itna maska na to maaro humein aisi baaton se darr lagta humein tum pyaar kaise bolo karega darta hai kyun maria aila saala humpe marta hai ye lagta hai love humko karta hai ye kyun na karega hum to kahega tumsa nahin maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria o sahibaan tum bhulaana nahin dil mein aake door jaana nahin dil jo liya hai dil bhi diya hai bewafa hum nahin dil jo torega hum kuchh kar jayega lagta hai hum to marr jayega tum se mohabbat humko hai kitna kaise kahein maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaad Rakhna Nagin (1954) 03:07 13818
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Bali, Vijaya Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:07   Song Number : 13818   

Ye Hansta Hua Carvaan Zindagi Ka Ek Jhalak (1957) 03:07 16435
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 16435   

Ye Jhoomte Nazaare Nai Raahen (1959) 03:38 16460
 
Poster of Nai Raahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Anoop Kumar, Geeta Bali
Duration : 03:38   Song Number : 16460   

Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 03:11 16203
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shashikala
Duration : 03:11   Song Number : 16203   

Ye Nayan Darre Darre Kohraa (1964) 04:39 12000
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:39   Song Number : 12000   

Ye Sone Ki Duniya Do Dost (1960) 03:22 37150
 
Poster of Do Dost (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Chitra, Kamran
Duration : 03:22   Song Number : 37150   

Zameen Chal Rahi Hai Aasmaan Chal Raha Hai Pehli Jhalak (1955) 05:59 19172
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shiv Raj
Duration : 05:59   Song Number : 19172   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492   

Zinda Hai Hum To Josh (2000) 04:46 18135
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:46   Song Number : 18135   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677   
Karaoke Songs of hema, Sad Songs of hema, Love Songs of hema, Dance Songs of hema, Hip-hop songs of hema, Best songs of hema, Super hit songs of hema, hit songs of hema, duet songs of hema, solo songs of hema, old songs of hema, famous songs of hema, Hindi Karaoke Songs of hema, Hindi Sad Songs of hema, Hindi Love Songs of hema, Hindi Dance Songs of hema, Hindi Hip-hop songs of hema, best Hindi songs of hema, super hit Hindi songs of hema, hit Hindi songs of hema, duet Hindi songs of hema, solo Hindi songs of hema, old Hindi songs of hema, famous Hindi songs of hema, Sing Along Songs of hema, Sing Along Sad Songs of hema, Sing Along Love Songs of hema, Sing Along Dance Songs of hema, Sing Along Hip-hop songs of hema, Sing Along Best songs of hema, Sing Along Super hit songs of hema, Sing Along hit songs of hema, Sing Along duet songs of hema, Sing Along solo songs of hema, Sing Along old songs of hema, Sing Along famous songs of hema