MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


muqaddar aazmana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon mujhe bas pyaar kaa ek jaam de do main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon ghadi bhar ko mere nazdik aao ghadi bhar ko mere nazdik aao zara aankhon se aankhen to milaao zara aankhon se aankhen to milaao main haal e dil sunana chaahtaa hoon main haal e dil sunana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon banaana hai mujhe ek aashiyaana banaana hai mujhe ek aashiyaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana tumhaare dil mein aana chaahta hoon tumhaare dil mein aana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon click here
murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo ooooo oooo oooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo dole hai mann jaane na preet mere bhole sajan hoo jaane na preet mere bhole sajan mere bhole sajan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan mausam pyaara thandi hawaa dil mil jaaye wo jaadu jagaa murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo oooo ooooo murli se teri jiya laaga balam ho murli se teri jiya laaga balam ho laaga balam aankhon mein tu nahin ab koi ghum aankhon mein tu nahin ab koi ghum nahin ab koi ghum o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam aaj suna de wo dhun zara rum jhum saawan ki barse ghata murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya click here
na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi machal raha hai suhaag mera jo tum na hoge to kya karoongi kya karoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye sab tumhare liye hai preetam main aaj tumko na jaane doongi jaane na doongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam tumhare raste ki dhool lekar main maang apni sada bharoongi sada bharoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo piya meri ye araj bhi sun lo tumhare charnon mein click here
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon click here
ho tamnna loot gayi phir bhi tere dum se muhabbat hai mubaraq gair ko khushiyaan mujhe ghum se muhabbat hai na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate chalo achha hua apnon mein koi gair to nikla ji koi gair to nikla agar hote sabhi apne to begaane kahaan jaate to begaane kahaan jaate duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di muhabbat tumko sikhlaa di na jalati shamma mehfil mein to parwaane kahaan jaate to parwaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate tumhin ne ghum ki daulat di bada ehsaan farmaaya bada ehsaan farmaaya zamaane bhar ke aage haath failaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate click here
naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai salaamat rahe tu ye meri dua hai naa shikwaa hai koi bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen zara bach ke chalna zamaana bura hai naa shikwaa hai koi hoooo oooo oooo oooo ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera kahin hai andhera muqaddar se raahon ke badle huye hain muqaddar se raahon ke badle huye hain koi bujh raha hai koi jal raha hai naa shikwaa hai koi hooooo ooooo oooo oooo mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna koi ghum naa karna ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare naa meri khataa hai naa teri khataa hai naa shikwaa hai koi click here
teri mohabbat pe shaq nahin hai teri wafaaon ko maantaa hoon magar tujhe kiss kiiii aaaarzoo haiiii main ye haqeeqat bhi jaantaaa hoon naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa naa husn mein ab wo dilkashi hai naa ishq mein ab wo zindagi hai jidhar nigaahen utha ke dekho sitam hai dhoka hai berukhi hai badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana naa aadmi ka koi bharosa dawaa ke badle mein zehar de do utaar do mere dil mein khanzar lahoo se seencha tha jiss chaman ko uge hai shole ussi ke ander mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa click here
hooooo ooooo ooooo naa bol pee pee more angnaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi hooo chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun main kya karun rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun sun thes laage dil ko haaye sun thes laage dil ko aisa gaana tu naa gaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware ho sanware panchhi tera ho buraaaa kyun aag lagane aa gaya kyon aa gaya main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware panchhi tera ho buraa kyun aag lagane aa gaya tu maan mera kehna bairiiiii tu maan mera kehna bairi dil ko naa jala panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa click here
naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain kahin aansun bahaane se tamannaye nikalti hain naa ro aye dil naa ro aye dil natizaa mil gaya humko kisi se dil lagaane kaa natizaa mil gaya humko kisi se dil lagaane kaa sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka muhabbat aah bharti hai wafaayen haath malti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain liye jaate the aye dil hum teri naiyaa kinaare par liye jaate the aye dil hum teri naiyaa kinaare par muhabbat ke bharose par ummeedon ke sahaare par muhabbat ke bharose par ummeedon ke sahaare par khabar kya thi ke zaalim aandhiyaa bhi saath chalti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain naa ro aye dil naa ro aye dil click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa sambhal kar khelna dariyaa se maujon ki rawaaniiii mein jalenge dil hazaaron aag lag jaayegi paani mein naa toofan se khelo naa saahil se khelo mere paas aao mere dil se khelo naa toofan se khelo naa saahil se khelo mere paas aao mere dil se khelo naa toofan se khelo ye kehte hain tumse umangon ke dhaare ye kehte hain tumse umangon ke dhaare laga do muhabbat ki naiyaa kinaare naiyaa kinaare chalo dil ki duniyaa mein sang sang humare sang sang humare mila hai jo rasta to manzil se khelo mere paas aao mere dil se khelo naa toofan se khelo lagi dil ki paani se bhujh naa sakegi lagi dil ki paani se bhujh naa sakegi jahaan tak bhujhaaoge bhadti rahegi bhadti rahegi naa socho ke duniyaa humen kya kahegi humen kya kahegi muhabbat hai mushkil to mushkil se khelo mere paas aao mere dil se khelo naa toofan se khelo naa saahil se khelo mere paas aao mere dil se khelo naa toofan se khelo click here
so ja meri laadli kaahe nindiya khoye bachpan beet gaya to aurat jeevan bhar na soye ho ho oo oo oo oo ho ho oo oo oo naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi hothon pe madhur muskaan kabhi aankhon mein asuwan dhaar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi kitne sukh deti hain jag ko maa beti bahan patni ban kar maa beti bahan patni ban kar hai kitna kathin jeevan iss ka samjha na ise sansaar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi ho ho oo oo oo ho ho oo oo oo ho ho oo oo oo oo ho ho oo oo oo aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa click here
nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai haa hahaa haha hahaa aaaaaa nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi chand ke rath par baith ke jhilmil chand ke rath par baith ke jhilmil raat ki raani aayi shaam suhaani aayi haa hahaa haha hahaa aaaaaa naye zamane naye taraane le ke jawaani aaayi sun sun jisko naach uthe dil sun sun jisko naach uthe dil aisi kahaani laayi shaam suhaani aayi nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai hooo ooo ooo dharti par aakash hai jab tak hooo ooo ooo ooo dil ka nagar aabaad rahega dhalta suraj dhoop sunehari aaj ka mausam yaad rahegaa aaj ka mausam yaad rahegaa rut ye rangeeli pyaar ki saajan rut ye rangeeli pyaar ki saajan ban ke nisaani aayi shaam suhaani aayi nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi aa aaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa click here
nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi re baanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa bedardi baalam ne mohe phoonka ghum ki aag mein phoonka ghum ki aag mein birhaa ki chingaari bhar di dukhiyaa ke suhaag mein dukhiyaa ke suhaag mein pal pal manwaa roye chhalke nainon ki gagariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa aayi thi ankhiyon mein le kar sapne kya kya pyaar ke sapne kya kya pyaar ke jaati hoon do aansun le kar aashaayen sab haar ke aashaayen sab haar ke duniyaa ke mele mein loot gayi jeevan ki gathariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa darshan ke do bhookhe naina jeevan bhar naa soyenge jeevan bhar naa soyenge bichhade saajan tumhre kaaran raaton ko hum royenge raaton ko hum royenge ab naa jaane raama kaise beetegi umariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi click here
laaga gori gujariyaa se nehaa hamaaaar hoyi gawaa saara chaupat more rojgaar hooo hoooo oooo ooooo oooo nain ladh jayin hain nain ladh jayin hain to manva maa kasak hoyi be kari prem ka chuti hai pataka to dhamak hoy be kari nain ladh jayin hain to manva maa kasak hoyi be kari roop ko mann maa baseen baa ton bura ka hoyi hai roop ko mann maa baseen baa ton bura ka hoyi hai tohu se preet lagayi baa tohu se preet lagayi baa to bura ka hoyi hai prem ki nagri maa kuchh hamara bhi haq hoy be kari prem ki nagri maa kuchh hamara bhi haq hoy be kari nain ladh jayin hain nain ladh jayin hain to manva maa kasak hoyi be kari prem ka chuti hai pataka to dhamak hoyi be kari nain ladh jayin hain to manva maa kasak hoyi be kari hoyi gava mann maa more tirachhi nazar ka halla hoyi gava mann maa more tirachhi nazar ka halla gori ko dekhe bina gori ko dekhe bina nindiya na aave hum ka phaansi lagi hai to karajeva maa khatak hoyi be kari phaansi lagi hai to karajeva maa khatak hoyi click here
nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind raste pe chalungaa na darr darr ke chaahe mujhe jeenaa pade marr marr ke manzil se pehle na lungaa kahin dum aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind dhoop mein paseenaa main bahaaungaa jahaan hare hare khet lehraaenge wahaan dharati pe faake na paaenge janam aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind nayaa hai zamaanaa meri nayi hai dagar desh ko banaaungaa masheenon ka nagar bhaarat kisi se rahegaa nahin kam aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa click here
naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere tujhi ko teri kahaaaniiiiiiiii tujhi ko teri kahani sunaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon jo naghmen soye huyeeeeeeee hain tere khayaalon mein hain tere khayaalon mein jo naghmen soye huye hain tere khayaalon mein unhi ko aaj main gaa karrrrrrr unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon oooooooo bahaa bhi de meri haalat pe aaj do aansoon aaj do aansoon baha bhi de meri haalat pe aaj do aansoon main apne dil ke lagi koooooo main apne dil ke lagi ko bhujhaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon hooooo oooooo oooo oooo agar wo saamne hote to unse yeee kehtaaaaaaaaa agar wo saamne hote to unse ye kehta tere huzoor mein bigadiiiii tere huzoor mein bigadi baanane aayaa hoon naseeb darr pe tere click here
naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse mein pyaas aayi kisi ke hisse mein jaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka ye haal hai meri zindagi ka naa husn hi mujhko raas aaya naa ishq hi mere kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se bichhad gaya main bhi carvaan se teri muhabbat ke raasten mein naa jaane ye kya maqaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tamaam naaqaam ho gayin hain kisi ne zikr e wafaa kiya jab zubaan pe tera hi naam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse click here
nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa wo kyaa gaye ke bahaaron mein jee nahin lagtaa na poochh mujh se tere ghum mein kyaa guzarti hai na poochh mujh se tere ghum mein kyaa guzarti hai yahi kahoongaa hazaaron mein jee nahin lagtaa nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa kuchh iss qadar hai ghum e zindagi se dil e maanoos aa aaaa aa aa aaa aa aa kuchh iss qadar hai ghum e zindagi se dil e maanoos fizaan gayi to bahaaron mein jee nahin lagtaa aa nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa fasaana e shab e ghum khatm hone waala hai ae fasaana e shab e ghum khatm hone waala hai shakeel chaand sitaaron mein jee nahin lagtaa aa wo kyaa gaye ke bahaaron mein jee nahin lagtaa aaaaaaaaaaaa click here
nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein nazar phero naa humse nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein jahaan nazren milin bole jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein oooo tumhari shokhiyon ko dil meraa nakaam kar dega aaaaa suna kar pyaar ke naghmen tumhen badnaam kar dega haaaan aji yeh dil nahin chhip chhip ke aahen bharne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein wohi dil hai jo iss duniyaa mein apna naam kar jaaye mohabbat kya karega wo jo badnaami se dar jaaye haaann nahin hum aapki in dhamkiyon se darne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein click here
chale aaj tum jahan se huyi zindagi parayi tumhen mil gaya thikana humen maut bhi na aayi o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele tune wo de diya ghum bemaut mar gaye hum dil uth gaya jahaan se le chal humen yahan se le chal humen yahan se kiss kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele sooni hain dil ki raahen khaamosh hain nighahen naaqam hasraton ka uthne ko hai janaaza uthne ko hai janaaza chaaron taraf lage hain barbadiyon ke mele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le hum reh gaye akele click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muqaddar Aazmana Chahta Door Ki Awaz (1964) 03:18 13175
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:18   Song Number : 13175   

Murli Waale Murli Bajaa Dillagi (1949) 02:57 13121
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:57   Song Number : 13121   

Na Jao Saiyan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:15 21005
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 21005   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

Na Milta Ghum To Amar (1954) 04:13 12643
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:13   Song Number : 12643   

Na Shikwa Hai Koi Amar (1954) 04:24 12648
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:24   Song Number : 12648   

Naa Aadmi Ka Koi Bharosa Aadmi (1968) 03:56 20998
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 20998   

Naa Bol Pee Pee More Dulari (1949) 03:27 13189
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:27   Song Number : 13189   

Naa Ro Aye Dil Uran Khatola (1955) 03:21 14367
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:21   Song Number : 14367   

Naa Toofan Se Khelo Uran Khatola (1955) 03:42 14368
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:42   Song Number : 14368   

Naari Jeevan Jhoole Aurat (1967) 03:02 38718
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:02   Song Number : 38718   

Nadi Kinare Babul (1950) 03:18 16205
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Munavvar Sultana
Duration : 03:18   Song Number : 16205   

Nagri Nagri Dwaare Dwaare Mother India (1957) 03:49 12048
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:49   Song Number : 12048   

Nain Ladh Jayin Ganga Jumna (1961) 04:52 21022
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:52   Song Number : 21022   

Nanha Munna Rahi Hoon Son of India (1962) 04:57 21029
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shanti Mathur
On Screen Actors- 
Master Shaahid
Duration : 04:57   Song Number : 21029   

Naseeb Darr Pe Tere Aazmaane Aaya Hoon Deedar (1951) 03:34 13037
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 13037   

Naseeb Mein Jiske Do Badan (1966) 04:16 13139
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:16   Song Number : 13139   

Nazar Nawaaz Nazaaron Shanti Hiranand 03:19 40488
 
Poster of Shanti Hiranand
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Shanti Hiranand
Singer- 
Shanti Hiranand
Duration : 03:19   Song Number : 40488   

Nazar Phero Na Humse Deedar (1951) 03:50 12836
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 12836   

O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le Le Re Uran Khatola (1955) 03:53 14369
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 14369   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni