Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSiva-Ranjani
HomeSiva-Ranjani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la la la la la la la la la lala la lala la lala la lala la la la la hmm hmm o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena o saathi reee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena phoolon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein phoolon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein tere bina kuchh kahin na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aa aa har dhadkan mein pyaas hai teri saanson mein teri khushboo hai iss dharti se uss ambar tak meri nazar mein tu hi tu hai pyaar ye toote naaaa pyaar ye toote na tu mujhse roothe na saath ye chhote kabhi na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa tujh bin jogan meri raatein tujh bin mere din banjaare mera jeewan jalti dhuni bujhe bujhe mere sapne saare tere bina meri
kaaga sab tan khaiyo ki chun chun khaiyo maans do naina mat khaiyo mohe piya milan ki aas piya milan ki aas piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas baat takti ek virahan mein man ke deep jalaye bujh na paati pran baati jaane wo kab aaye unke darshan bin na nikle unke darshan bin na nikle tan se bairan saans re piya milan ki aas re mo he piya milan ki aas re piya milan ki aas jab se bichhde aise bichhde nainan neend na aaye yaad jag ki main sulagti aisi aag lagaye sau sau saawan baras gaye sau sau saawan baras gaye par bujhi na man ki pyaas re piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas
rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein honthon pe baat jee ki aaye haaye bheegi bheegi raaton mein ho hooo hooo ho hohooo hooo oo tera mera poochhe naataa badi wo ye ghataa ghanghor hai chup hoon aise main keh doon kaise mera saajan nahin tu koi aur hai ke tera naam honthon pe mere tere sapne meri aankhon mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein mera dil bhi hai deewana tere naina bhi hain naadaan se kuchh na socha kuchh na dekha kuchh bhi poocha na ik anjaan se chal pade saath hum kaise aise banke saathi raahon mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein badi lambi jee ki baaten badi chhoti ye barkha ki raat ji kehna kya hai sunna kya hai kehne sunne ki ab kya hai baat ji bin kahe bin sune dil ne dil se kar li baaten baaton mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haai bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haai
sakhi kaise dharun main dheer hooo sakhi kaise dharun main dheer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri bahe nainon se niss din neer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer ghir ghir shyaam ghata lehraaye bedardi ki yaad dilaaye unn bin murli kaun sunaaye hooo ooo unn bin murli kaun sunaaye thadi roun main jamunaa ke teer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer jee naa kare jogan ban jaaun jaise bane unhen dhundh ke laaun wo naa milen to biraj mein naa aaun hooo oooo wo naa milen to biraj mein naa aaun kahin rasten mein taj doon shareer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri bahe nainon se niss din neer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer
sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole
tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa
tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon agar tum ho saagar agar tum ho saagar main pyaasi nadi hoon agar tum ho saawan main jalti kali hoon piyaa tum ho saagar mujhe meri neendein mujhe meri neendein mera chain de do mujhe mere sapnon ki ik rain dedo na yahi baat pehle yahi baat pehle bhi tumse kahi thi wohi baat phir aaj dohraa rahi hoon piyaa tum ho saagar tumhein chhoo ke pal mein bane dhool chandan tumhein chhoo ke pal mein bane dhool chandan tumhaari mehak se mehkne lage tann mehkne lage tann mere paas aao mere paas aao gale se lagaao piya aur tumse mein kya chahti hoon tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon agar tum ho saagar hoooooooo muraliyaan samajh kar muraliyaan samajh kar mujhe tum uthalo bas ik baar honthon se apne lagaa lo na ik baar honthon se apne lagaa lo na koi sur to jaage koi sur to jaage meri
yaar jinhen tum bhool gaye ho yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo chaand gagan se jhaank raha tha yaad karo ye jab tumne kaha tha jaise ye sach hai ke ye hain sitaaren waise ye sach hai ke hum hai tumhaare wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo bikhar gayin armaanon ki kaliyaan ujjad gayin bas sapnon ki galiyaan bhool gaye ho tum waade kasmen tod di saari pyaar ki rasmein wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo
yaad teri aayegi mujhko bada satayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi tera saath chhuta toota dil to ye jaana kitna hai mushkil dil se yaar ko bhulana dil ka hamesha sa hai dushman zamana ghum ye hai tune mujhe naa pehchana naa pehchana yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi bhujh gaya sooraj jale chaand taare nazren dhuwaan hai dhuwaan saare nazaare mujhe dil lagaane ki kya tune saza di bina soche samjhe dil ki duniyaa jala di duniyaa jala di yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi hans ke sahunga saari duniyaa ke ye ghum marr bhi gaya to hoga pyaar nahin kam chhin le tujhe jo mujhse kis mein hai ye dam tan se juda hai to kya ek jaan hai hum
zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliyaa hum tumhen chaahen tum nahin chaaho aisa kabhi naa ho sakta pita apne baalak se bichhad ke sukh se kabhi naa so sakta humen darne ki jag mein kya baat hai jab haath mein tihaare meri laaj hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage pyaar ka hai ye saar piya jo idhar sajje aur udhar bajje teri preet pe bada humen naaz hai meri sar ka tu hi re sartaaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye chhup chhup chhalne mein kya raaz hai yun chhup naa sakega parmatma meri aatma ki ye aawaaz hai zara saamne to aa o chhaliye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Saathi Re Muqaddar Ka Sikandar (1978) 04:25 21061
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 04:25   Song Number : 21061   

Piya Milan Ki Aas Piya Milan Ki Aas (1961) 03:35 38511
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:35   Song Number : 38511   

Rim Jhim Ke Geet Anjaana (1969) 04:46 21165
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:46   Song Number : 21165   

Sakhi Kaise Dharun Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:38 12472
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, David, Others
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:38   Song Number : 12472   

Sansaar Hai Ik Nadiyaan Raftaar (1975) 05:55 31133
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 31133   

Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:42 21294
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:42   Song Number : 21294   

Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 04:32 13213
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13213   

Tumhein Dekhti Hoon To Tumhare Liye (1978) 05:51 14362
 
Poster of Tumhare Liye (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vidya Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 05:51   Song Number : 14362   

Wo Din Yaad (Male) Woh Din Yaad Karo (1971) 03:54 14409
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:54   Song Number : 14409   

Yaad Teri Aayegi Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:35 10662
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Tanuja
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:35   Song Number : 10662   

Zara Samne To Aa Janam Janam Ke Phere (1957) 03:24 13414
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Niroopa Roy
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:24   Song Number : 13414