MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae mister bolo miss kya hai tumhara naam naam kehte hain mujhko raja aji kehte hain mujhko raja kaam main bajaata hoon dil ka baaja paidaish main paida hua jalandhar main paida hua jalandhar pata pata pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja dil ka taala ho ya tijori samjhi dil ka taala ho ya tijori bin chabi ke kholun main gori tere dil ka taala bhi main kholunga phir na kehna ho gayi dil ki chori karta hoon jaadu mantar main chaalu hoon ek number pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja haan ho apne pe malik ki kam nazar hai apne pe malik ki kam nazar hai subah khaya shaam ki fikar hai apne liye rone wala kaun hai na gharwali hai na koi ghar hai phir bhi hoon mastkalandar na hitlar hoon na sikandar pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmmm khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao subah pe jis tarah shaam kaa ho gumaan subah pe jis tarah shaam kaa ho gumaan zulfon mein ik chehraa kuchh zaahir kuchh nihaar khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao dhadkanon ne suni ik sadaa paaon ki dhadkanon ne suni ik sadaa paaon ki aur dil pe lehraai aanchal ki chhaaon si aur dil pe lehraai aanchal ki chhaaon si khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao mil hi jaati ho tum mujhko har mod pe mil hi jaati ho tum mujhko har mod pe chal deti ho kitne afsaane chhod ke chal deti ho kitne afsaane chhod ke khaab ho tum yaa click here
khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa yug se wo hai mera yug se wo hai mera main uski reee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main mere tann pe chhanv hai mere tann pe chhanv hai usi ki reeeee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi hans pardesi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm mera hans pardesi click here
khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi jaag utha hai sapna kis ka meri inn aankhon mein ik nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein kisi ki baaten hai dabi si honthon mein raat din meri aankhon mein koi parchhayi lehraane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi dil ka ye carvaan yun hi tha ravaan davaan manzil na humsafar lekin aye meharbaan teri wo ik nazar kar gayi asar duniyaa sanwar jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sharmo hayaa se keh do khuda haafiz o meri jaana hai ghadi milan ki khudaara laut ke naa aana hai raat ka parda humari hi click here
ooooo khanke khanke kangna bindiya hanse khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye baaje re bichhua kehna maane na aah khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera haaye saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera jab kisi ankhiyaan dekhe sapna khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari kahungi balma humko chhuo na khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse click here
khinche humse saanwre itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho roko paagal man ko ke jisne chaha tumko meri baahon se pare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho rut ye doori ki nahin hai hooooo rut ye doori ki nahin hai gori kahin hai pi kahin hain rukiye to are re re re re rukiye to are are aisa kya are re re re re suniye to haan roko chanchal mann ko ke jisne chaaha tumko hooo aji gusse mein bhare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho kabhi na poochha haal mera hooooo kabhi na poochha haal mera lage ujaala bhi andhera ghum ab to are re re re re rukta hai are are man mera are re re re re dukhta hai haan roko vyakul man ko ke jisne chaaha tumko oho piya apnon se phire itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho pyaar ki hoon main to pyaasi ho oooo pyaar ki hoon main to pyaasi tum na samjhe ye udaasi aage aur na na na na na na kehna kya oho oho tumhre bin na na na na na na rehna kya haan roko paagal man ko ke jisne chaha tum ko ohoo click here
fariyaad hai fariyaad hai aji suniye sahebaan meri baat to suniye aur tum bhi sun lo aji sunti ho meri jaan mmmmm tumhari judaai mein khuda ki khudaayi mein kal se kuchh khaya na piya are are are are ab tak na jaane kaise jiya hahahahahaa upar se dhoop ne aur bhi jalaaya hai koi chhatri hai na saaya hai are ek chhatri ka sawaal hai baba hmmmmm kehte hain marne ke baad khaak pe sona hoga koi takiya na na na bichhona hoga khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine iraada kar liya maine intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine maine maine maine maine intezaar e dilbar aahe waah intezaar e dilbar aahe waah intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine yaar jab ho bewafa haaye jeene se kya faayda haal mera click here
khuli nazar kya khel dikhega duniya ka band aankh se dekh tamasha duniya ka gao bachcho tum bhi mere saath gao khuli nazar kya khel dikhega duniya ka band aankh se dekh tamasha duniya ka sunil tum bhi gao khuli nazar kya khel dikhega duniya ka bachcho band aankh se dekh tamasha duniya ka koi na isko dekh raha hai isko pata jab chalta hai koi na isko dekh raha hai isko pata jab chalta hai bhai mere jab jag walon ka asli roop nikalta hai pal mein badal jata hai naksha duniya ka band aankh se dekh tamasha duniya ka khuli nazar kya khel dikhega duniya ka band aankh se dekh tamasha duniya ka aaj ke insanon ki bas ki jo duniya kahlaye aaj ke insanon ki bas ki jo duniya kahlaye na dekhe so chain se baithe dekhe so pachhtaye aisa hai kuchh aaj nazaara duniya ka band aankh se dekh tamasha duniya ka koi na isko dekh raha hai isko pata jab chalta hai koi na isko dekh raha hai isko pata jab chalta hai bhai mere jab jag walon ka asli roop nikalta hai pal mein badal jata hai click here
oo ooo oooo o o khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom gaao re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom kahin koi kaanta lage je pag mein to lagne do naachoo re jhoom jhoom aaj hansun main itna ke meri aankh lage rone aaj hansun main itna ke meri aankh lage rone aaj main itna gaaun ke mann mein dard lage hone oo majje mein sabere talak yahi gat ko bajne do naachoo re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom dhool hoon main wo pawan basanti kyun mera sang dhare dhool hoon main wo pawan basanti kyun mera sang dhare meri nahin to aur kisi ki bayaan mein rang bhare oo du nainon mein aansoon liye dulhaniyaan ko sajne do naachoo re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom kahin koi kaanta lage je pag mein to lagne do naachoo re jhoom jhoom gaao re jhoom jhoom naachoo re jhoom jhoom click here
ye aarzoo thi ke hans kar koi mila hota kahin to hum se kisi ka dil aashna hota kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein ke raaste nahin maloom iss nagar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun milega chain to ab jaan se guzar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na click here
ho kisne dekha hai kal kisko kal ka pata aaj dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ha kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hey kisne dekha hai kal ha ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan hey kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza hey hey click here
kitna pyaara wadaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal o saathiya o beliyaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal ho ujaalaa ya andhera kahin na chhoote haath mera koi mera na tere bin piya nibhana saath mera arre kora kora gora gora ye ang tora haai paagal mohe bana diya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal barson maine man jalaya mili palkon ki tab ye chhaayaa kaantein mere tan mein toote gale se toone tab lagaya ho saiyyan pyaare chalta ja re baiyan daare haai garva tohe laga liya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal roz utha ke ye nayenva chhua karoongi tora manva jaise pehli baar chaaha sada chahoongi main sajanva haai tere naina mere naina phir kya kehna haai kya kya na maine paa liya kitna pyaara click here
ha ha yahoo kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na hey hey hey mera dil bhi ik mehfil hai tum bhi kabhi aao na baitho na tum se mil ke yun to mehak raha hoon phir bhi main akela behak raha hoon arre ouuuuu huuuu huuuu huuuu huuuu tum se mil ke yun to mehak raha hoon phir bhi main akela behak raha hoon meri andheri hain tanhaaiyan koi diya tum jalaa do na hey kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na zuuu zuuu zuuu zuuuu zuuu hey hey hey har taraf jahaan bhi palak thami hai pyaar ki jahaan mein bahut kami hai arre ouuuuu huuuu huuuu huuuu huuuu har taraf jahaan bhi palak thami hai pyaar ki jahaan mein bahut kami hai berang hai ye mere raat din tum rang koi milaa do na hey kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na koi mujh mein dekhe to kya nahin hai haan wo ghum mein bheegi sadaa nahin hai koi mujh mein dekhe to kya nahin hai haan wo ghum mein bheegi sadaa nahin hai mere taraanon mein pad jaayen jaan tum koi dhadkan click here
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmm hmmmm kitni akeli kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage jiss tarah kisi gehri neend se koi jaage ab jahaan se door hoon kahin baithi main albeli kitni akeli hoooooo oooo ooooo kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate khulte dwaar baahon ke chand diye se jal jaate pyaar ke bina hai ye mann mera jaise sooni haweli kitni akeli aaaaa aaaaaa aaaaaa kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli click here
koi aaya aane bhi de koi gaya jaane bhi de koi aaya aane bhi de koi gaya jaane bhi de la la la tujhko to hai masti mein jeena jee le koi aaya aane bhi de koi gaya jaane bhi de la la la tujhko to hai masti mein jeena jee le koi aaya aane bhi de tu to hai deewana behke jaa mehke jaa khushi ke nashe mein aise hi maze mein aa ha tu to hai deewana behke jaa mehke jaa khushi ke nashe mein aise hi maze mein aa ha mehmil mein rang bharta jaa subha talak rangeele koi aaya aane bhi de koi gaya jaane bhi de la la la tujhko to hai masti mein jeena jee le koi aaya aane bhi de la la la la la la lalalalalala lalalalalalala laa laa jhoome jaa mastaane chhede jaa taraane kal kya ho kya jaane jaane ye tumhaari bala jhoome jaa mastaane chhede jaa taraane kal kya ho kya jaane jaane ye tumhaari bala aage dekh hone de andhera sapne to hain chamkeele koi aaya aane bhi de koi gaya jaane bhi de la la la tujhko to hai masti mein jeena jee le koi aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi click here
haaan haaan haaaa aaaaa hooo hooooo hoo haan haan koi aayaa dhadkan kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai dhire se dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai hone lagi kisi aahat ki phulkaariyaan hone lagi kisi aahat ki phulkaariyaan paravana ban ke udi dil ki chingaariyaan jhoom gayaa jhilmilataa diyaa koi aayaa koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai aaaa aaaaaaa chaand hansaa leke darpan mere saamne heeyyy heeeyyy chaand hansaa leke darpan mere saamne ghabraa ke main lat ulajhi lagi thaamne chhed gayi mujhe chanchal hawaa koi aayaa koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai aaaaaaa aaa aa hi gayaa mithi mithi si uljhan liye aa hi gayaa mithi mithi si uljhan liye kho hi gayi main to sharmayi chitvan liye gore click here
hey hey hey hey ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise jo mujhe raah dikhaaye wohi taara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse wo mere ho na sake main bhi tumhara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon jo mujhe phir se bulaa le wo ishaara naa raha koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha click here
koi jab dard ka maara kabhi aansu bahaata hai koi jab dard ka maara kabhi aansu bahaata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai haaa hamesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil mein haaaa hamesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil mein tamaasha dekhne waala tamaasha ban ke aata hai tamaasha dekhne waala tamaasha ban ke aata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai jise dekha usi ne dil dukhaya is zamaane mein jise dekha usi ne dil dukhaya is zamaane mein yahi humne to dekha hai jahaan tak yaad aata hai yahi humne to dekha hai jahaan tak yaad aata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai click here
koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee muhabbat ki wo zindagi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaaa muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaa hoooo ooo oooo oooo wo har taar mein raagni ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrrrr samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrr hoooo oooo ooooo oooo oooo wo honthon pe mere hansi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein click here
koi nahin hai phir bhi hai mujhko koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o yeh bhi na jaanu lahrake aanchal kisko bulaye baar baar sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki gaalon ko chhuye jo daali bahar ki chhuye jo daali bahar ki ooooo sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki kaun hai aye hawa aye bahaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar paani mein chhabi main dekhon khadi khadi balon mein saja ke kaliyaan badi badi saja ke kaliyaan badi badi ooooo paani mein chhabi main dekhon khadi khadi phir banu aap hi beqraar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar waadi mein nishan mere hi paaon ke phoolon pe hai rang meri hi chhaon ke hai rang meri hi chhaon ke ooooo waadi mein nishan mere hi paaon ke phir bhi kyun aaye na aitbaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kehte Hain Mujhko Raja Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 03:58 37854
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 03:58   Song Number : 37854   

Khaab Ho Tum Yaa Koi Teen Devian (1965) 05:45 20776
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:45   Song Number : 20776   

Khaayi Hai Re Humne Talash (1969) 04:17 20756
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Barwa
Duration : 04:17   Song Number : 20756   

Khamoshiyan Gungunane Lagi One 2 Ka 4 (2001) 05:26 20760
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:26   Song Number : 20760   

Khanke Kangna Bindiya Dr Vidya (1962) 03:33 38399
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:33   Song Number : 38399   

Khinche Humse Saanwre Abhinetri (1970) 04:54 40810
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:54   Song Number : 40810   

Khudkushi Karne Ka Dhan Daulat (1980) 06:54 40108
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:54   Song Number : 40108   

Khuli Nazar Kya Khel Parvarish (1977) 03:55 36907
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 03:55   Song Number : 36907   

Khushi Ki Wo Raat Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 05:39 20775
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 05:39   Song Number : 20775   

Kisi Ne Bhi To Na Dekha Dil Aashna Hai (1992) 06:09 20783
 
Poster of Dil Aashna Hai (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:09   Song Number : 20783   

Kisne Dekha Hai Kal Heeralal Pannalal (1978) 05:34 36286
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amjad Khan, Prem Nath
Duration : 05:34   Song Number : 36286   

Kitna Pyaara Wadaa Caravan (1971) 05:29 20787
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Asha Parekh
Duration : 05:29   Song Number : 20787   

Kitne Sapne Kitne Arman Mere Jeevan Saathi (1972) 04:31 13726
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:31   Song Number : 13726   

Kitni Akeli Kitni Tanhaa Talash (1969) 03:33 14315
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:33   Song Number : 14315   

Koi Aaya Aane Bhi Kala Sona (1975) 05:52 40266
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen, Parveen Babi
Duration : 05:52   Song Number : 40266   

Koi Aaya Dhadkan Lajwanti (1958) 03:43 32105
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:43   Song Number : 32105   

Koi Humdam Na Raha Jhumroo (1961) 04:33 20791
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:33   Song Number : 20791   

Koi Jab Dard Ka Maara Miss Coca Cola (1955) 03:07 20560
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:07   Song Number : 20560   

Koi Mere Dil Mein Andaz (1949) 02:49 12680
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12680   

Koi Nahin Hai Phir Bhi Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 13935
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:36   Song Number : 13935   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri