MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai main raat mein din kaa ujaala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai main toofanon kaa paala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main machloon to ek aag bhi hoon main machloon to ek aag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon duniyaa se door niraala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon click here
main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe chalta rahega o mere qaatil main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil aaaaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaa teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar ab teri meri ek dagar main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar jo khila hai ban ke bahaar tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe click here
main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala door door door koi mujhko bulaaye mujhko bulaaye kya karun dil use bhool naa paaye bhool naa paaye main rishte jodun dil ke mujhe hi manzil pe koi na pahunchaaye koi na pahunchaaye main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala thi kabhi chaand tak apni udaan apni udaan ab ye dhool ye sadak apna jahaan apna jahaan jo koi dekhe chaunke upar wala bhi soche ye kaisa insaan ye kaisa insaan main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala raat din har ghadi ek sawaal ek sawaal rotiyaan click here
main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun tera aashiq hoon gunehgaar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiyaa jogi mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiyaa jogi apne jogi pe inayat ki nazar kab hogi tera bandaa hoon tera bandaa hoon tera banda hoon unn unn unn unnn tera banda hoon khatawaar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun leke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon leke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon teri khatir to main japan bhi aa pahuncha hoon tera mitwa hoon unn tera mitwa hoon unn tera mitwa hoon unn unn unn unn unnn tera mitwa hoon talabgar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun bin tere dil mera dooba hi chala jata hai bin tere dil mera dooba hi chala jata hai chahe badnaam sahi tera to kahlata hai main to ruswa main to ruswa main to ruswa aa aa aa aa aaaa main to ruswa bhare bazaar click here
maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum hanse aur mere dil mein roshni ho gayi zindagi pyaar ki ragini ke sang kho gayi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum mile mil gaye mujhko jaise dono jahaan tum jahaan dil wahaan tumse zindagi tumse jaan aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna door ki bansuri do dilon ko bhane lagi o madbhari chandani ab idhar bhi aane lagi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna click here
maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya dikha kar sapnon ki jhalki bhula baithe baaten kal ki humi se ab takraate ho bade bhole bante ho ji tumhaari jo kahaani hai humaari bhi kahaani hai ye kaisi bezubaani hai na bole kuchh bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya sambhalo main gir jaaungi kali naazuk murjhaungi na aise hairat se dekho tumhen main sab samjhaungi meetha sa jo khumaar hai isi ka naam pyaar hai isi se bekaraar hai humaara dil bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm click here
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe haar ke haar nahin maani haar ke haar nahin maani man mohanaaaa mohanaaaa bane the khiladi piya aaaaa aaaa aaaaaaaaaaa bane the khiladi piya neend le anaadi mose beimaani kari mujhse hi ruthe mose beimaani kari mujhse hi ruthe aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa jhuthe man mohanaaaa mohanaaaa tumhri ye baansi kaanhaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa tumhri ye baansi kaanhaa bani kal kaasi taan sunaa ke mera tann mann loote taan sunaa ke mera tann mann loote aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm mmmm hmm hmmm hmmmm mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin gair ki hai dagar gair ka hai nagar saans lene ka bhi ek sahaara nahin mann ke panchhi kahin koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai ghum ke toofan hai jiss taraf dekhiye aur toofan mein koi kinaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain zindagi ke liye haath failaye hum aisa jeena to humko ganwaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin ye zamin beraham aasmaan par sitam inn hadon se bhi aage nikal jaayen hum ye zamin beraham aasmaan par sitam inn click here
mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari bhakti bhaav ke phool chadha kar bhakti bhaav ke phool chadha kar nitt aarti utaarun tere pyaar ki jogan meera tere pyaar ki jogan meera main teri aur nihaarun mohe laagi lagan tihaari re mohe laagi lagan tihaari re mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari palak mund kar dekhun tumko palak mund kar dekhun tumko madhur madhur muskaate kaalindi ke tatt par baithe kaalindi ke tatt par baithe meethi taan sunaate sun raadha sudh budh haari re sun raadha sudh budh haari re mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari tann tumse mann mohan tumse tann tumse mann mohan tumse tumse jeevan jyoti saunp chuki main tumko swami saunp chuki main tumko click here
mann reeeee tu hi bata kya gaaun tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pee jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun tu hi bata kya gaaun jisne barbas baandh liya hai iss pinjre mein kaid kiya hai jisne barbas baandh liya hai iss pinjre mein kaid kiya hai kab tak main uss pathar dil ka jee behlaati jaaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pii jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun neend mein jab ye jag sota hai main roti hoon dil rota hai neend mein jab ye jag sota hai main roti hoon dil rota hai mukh pe jhuthi muskanon ke kab tak rang chadhaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pee jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun mann reeeee click here
manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye duniyaa ki nazaron se door duniyaa ki nazaron se door jaate hain hum tum jahaan uss desh ki chandani gaayegi ye daastan mausam tha wo bahaar ka dil the machal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye chhup na sake mere raaz chhup na sake mere raaz nagmon mein dhalne lage roka tha phir bhi ye dil pehlu badlne lage ye din hi kuchh ajeeb the jo aaj kal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye click here
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri click here
mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale teri ek nazar pe zaalim kismat kaa faislaa hai jeene ki aarzoo hai marne kaa haunsala hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale click here
masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga aji bilkul masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa idhar bhi ho tufaan chhupa udhar bhi ho tufaan chhupa tanhayi ka aalam ho waqt bada hi zaalam ho paas mein koi baalam ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul masti aur jawaani ho ho umar badi mastaani ho ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe nashe se palken bhari bhari madhoshi mein hosh rahe husn pe ek qayamat ho nakhra naaz nazaqat ho aankhon mein ek dawat ho to phir pyaar bhi hoga click here
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann apne roothe mann ko main lekar jaaun kahan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kar de na mujhe pagal mere natkhat armaan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kyun laaj lage hai sab se kyun sab se chhupti phirun koi bhi nahin hai click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa matwali naar thumak thumak chali jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye phool badan mukhda yun damke aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa phool badan mukhda yun damke baadal mein jyun bijali chamke geet suna ke tu chham chham ke geet suna ke tu chham chham ke lalchaaye chhup jaaye haaye haaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye ye chanchal kajraari aankhen aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa ye chanchal kajraari aankhen ye chit chor shikaari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen muskaayen sharmaayen jhuk jaayen matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye click here
ae thambak thambak ae paandiya dundiyan ghaasiya pitiya ae sakhu ae tagdi hi hi hi hi hi taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao kolhapur se main aaya khiladi bhalu bhai se hai apni yaari main bhi izzat wala hoon logo samjho na koi mujhko madaari ha ha ha ha ha are aao humko are aao humko maska lagao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay haan haan haan dekho dekho rahe dil pe kaabu santo re santo meri sajni ko chhedo na babu samjhla ha ha meri rani ko jo tumne chheda ek mukke mein kar dunga tedha ha ha ha ha ha are yun na misterrr hun hun hun hun are yun na mister aankhe dikhao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao mana sundar tera roop aahe itna gori click here
mehnat humaara jeevan mehnat humaara naara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan mehnat humaara naara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan sau haath hon na jab tak ek haath kya karega sau haath hon na jab tak ek haath kya karega gar hum jiyen akele kuchh kaam na banega kuchh kaam na banega mehnat se jo bhi haara wo zindagi se haara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan mehnat humaara naara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan karlen jo hum iraade patthar pe gul khila den karlen jo hum iraade patthar pe gul khila den himmat hai dil mein itni aakaash ko jhuka den aakaash ko jhuka den apne hi baazuon ka lete hain hum sahaara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan mehnat humaara naara mehnat se jagmaga lo takdeer ka sitaara mehnat humaara jeevan jitni karoge mehnat haan uska phal milega jitni karoge mehnat haan uska phal milega nikhrega desh apna click here
mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi hai yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa kyun ghiri ghata tu hi bata kyun hansi fizaa tu hi bata phool kyun khila tu hi bataaaaaaaaa kiss raah pe chalna hai kiss gaah pe rukna hai kiss kaam ko karna hai batlaab ke main kaun hoon mehtaab tera chehraa zindgi ko tu geet bana dil ke saaz pe jhoom ke gaa iss jahaan ko tu pyaar sikhaaaaaaaaaa mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaa mera dil ab tera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa nain hamaare tum sang laage tum sang preet hamaari man bhaaye tum jaano na jaano jaane hai duniya saari koi aur na mera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa morni ban ke raah takoon main tum baadal ban chhao mere pyaase rom rom pe ras barsaate jaao tera dil mein baseraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa pyaar ka bandhan janam janam ka saans ke sang hi toote saare hi rang pheeke pad jaaye pyaar ka rang na chhoote tune tan man gheraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Raahi Bhatakne Waala Badal (1951) 04:32 12790
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12790   

Main Rangila Pyaar Ka Chhoti Bahen (1959) 03:44 12987
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:44   Song Number : 12987   

Main Rikhshaa Wala Chhoti Bahen (1959) 03:46 15179
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Mehmood
Duration : 03:46   Song Number : 15179   

Main Tere Pyaar Ka Beemar Hoon Love In Tokyo (1966) 04:15 36030
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 04:15   Song Number : 36030   

Maine Bulaya Aur Tum Aaye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 37509
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Manoj Kumar
Duration : 05:35   Song Number : 37509   

Maine To Nahin Pee Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:50 17769
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:50   Song Number : 17769   

Man Mohana Bade Jhuthe Seema (1955) 04:23 12102
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Ektal
Duration : 04:23   Song Number : 12102   

Mann Ke Panchhi Naina (1973) 05:50 13828
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Padma Khanna
Duration : 05:50   Song Number : 13828   

Mann Mohan Krishan Muraari Sanjh Aur Savera (1964) 04:46 16313
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:46   Song Number : 16313   

Mann Re Tu Hi Bata Kya Hamrahi (1963) 03:33 13311
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jamuna
Duration : 03:33   Song Number : 13311   

Manzil Wohi Hai Pyaar Ki Kathputli (1957) 04:10 13531
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Subir Sen
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Vyjayanthimala
Duration : 04:10   Song Number : 13531   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Mast Nazar Dekh Idhar Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:05 13212
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 13212   

Masti Aur Jawaani Ho Dil Daulat Duniya (1972) 04:39 37040
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Helen
Duration : 04:39   Song Number : 37040   

Mat Ja Mat Ja Mere Chhoti Si Mulaqat (1967) 03:58 32745
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:58   Song Number : 32745   

Matwali Naar Thumak Thumak Ek Phool Char Kante (1960) 03:29 15587
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Maru-Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 15587   

Maza Naav Ganpat Rao Love In Bombay (1975) 04:39 32845
 
Poster of Love In Bombay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 32845   

Mehnat Humara Jeevan Nadaan (1971) 04:24 19838
 
Poster of Nadaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Navin Nischol
Duration : 04:24   Song Number : 19838   

Mehtaab Tera Chehraa Aashiq (1962) 03:32 11898
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 11898   

Mera Dil Ab Tera O Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:51 19190
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19190   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan