MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai ye husn tumko diyaa khudaa ne tumhaara iss mein kamaal kyaa hai nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare labon pe mere jo aa gayi hai wo tere dil ki sadaa hai pyaare nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o click here
nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain sabhi ko bhaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne diye jalaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo click here
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke click here
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki click here
neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa jab phool koi muskata hai preetam ki sughandh aa jaati hai nas nas mein bhanver sa chalta hai madmati jalan kalpati hai yaadon ki nadi ghir aati hai har mauj mein hum to behte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain kehta hai samay ka ujiyaara ek chandra bhi aane waala hai inn jyot ki pyaasi ankhiyan ko ankhiyon se pilane waala hai jab paat hawaa se bajte hain hum chauk ke raahen takten hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaa aaaaaaa click here
nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine duniya ka dhaancha badla kismat ka saanchaa badla aankhen to kholo zaraa lala ho kahaan lalalalabala bala lalalalabala bala taaj niraale raaz niraale jeewan ke saare saaz niraale mehfil mehfil ghoom dharti ke jaaye ambar pe chaaye phaila ke baahen chanda bulaaye aa taaron ko choom nineteen fifty nine nineteen fifty six hello o my kal ki kahaani ho gayi puraani duniya pe phir se aayi jawaani behki behki chaal saadi se choli holi se boli milke machaa do rangon ki holi ye fashion ka saal nineteen fifty nine nineteen fifty six fashion badhenge kapde ghatengen maalik hi jaane kitne rahenge mausam kaa ye khel zulfen chhaantaao naakhoon badhaao chehre pe naqli chehra chadhaao nineteen fifty nine nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine click here
o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein jee uthe hum jab se teri baanh aayi baanh mein chheen kar nainon se kaajal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai hum jo haare dil ki baazi ye teri hi haar hai sunle kya kehti hai paayal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti click here
o bereham tere sitam hum pe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum o bereham tere sitam hum pe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum wo dekh aansuon se zakhm dho rahi hai zindagi wo khak hoke beej naye bo rahi hai zindagi siwa khuda ke aur ki na hogi hamse bandagi siwa khuda ke aur ki na hogi hamse bandagi ye kah ke dekh baar baar ro rahi hai zindagi ye ghum ke aur chaar din sitam ke aur char din ye din bhi jaayenge guzar guzar gaye hazaar din na jaane kab bhadak uthe ye aag inteqaam ki na jaane kab bhadak uthe ye aag inteqaam ki wo aa rahe hain aandhiyon ke peeth par sawaar din o bereham tere sitam humpe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa click here
o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh unche unche baadlon ko gale laga ke unche unche baadlon ko gale laga ke jhoome ye aasmaan ghumen ye aasmaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun ambua ki daal pe koyal ka shor ambua ki daal pe koyal ka shor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke dole ye dil jawaan bole ye dil jawaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma click here
ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin oooooo hoye ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi ho ooo oooo ho ho dil mera dole ye khaye hichkole ho dil mera dole ye khaye hichkole main haaye haaye karun ye bhed saara khole main haaye haaye karun ye bhed saara khole o naina baan chalati hai rut aisi roz nahin o naina baan click here
ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya pyaar hua jab se chehra khila tab se pyaar hua jab se yaa yaa marhabaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya saanson mein hai hulchul hum to huye paagal saanson mein hai hulchul kya kya kar diya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya tu hai mera jeevan kehti hai ye dhadkan tu hai mera jeevan naaaa naa naa sataaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya click here
tumhe kasam hai mere dil ko yun na tadpaao ye iltejaa hai ke mud mud ke dekhte jaao o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana dil tod ke toh chal diye mujhko na bhulana zara dekhte jaana fariyaad kar rahi hain khaamosh nigaahein khamosh nigaahein fariyaad kar rahi hain khaamosh nigaahein khamosh nigaahein aansoo ki tarah aankh se mujhko na girana zara dekhte jaana o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana click here
o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao ankhiyaan gulaabi rangi shabaab humko pilaaye pyaar ki sharaab padh lo humare dil ki kitaab iss mein likha hai pyaar ka jawaab ho bhari bahar mein shor na machaao pyaar ka usool hai ghar mein bulaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao kar lo kabhi to hans ke do baat kaate kate na birhaa ki ye raat aaoge jis din le ke baraat de denge haathon mein ye haath ho kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao jeevan bhar ka saath nibhaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao click here
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein nain humaare tera mandir aur ye dil aarti le gayi hai dil humaara teri surat saanvari keh rahi hai gunguna kar man ki koyal baanvari apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein jab suhaani shaam aaye yaad aaye shyaam ki jap rahi hoon prem maala main tumhaare naam ki tum nahin to meri vyakul zindagi kis kaam ki apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein aaj palkon ke jharokhe mein bula lungi tujhe dil ke sinhaasan pe mohan main bitha lungi tujhe donon aankhen meech lungi aur chhupaa lungi tujhe apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein click here
o laxmi o sarsu o sheela o rajni o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu aa gayin chanchal hawaayen geet gaane dil ki duniyaa mein nayi halchul machane pyaar ke din hain muhabbat ke zamaane chup naa baitho tum bhi chhedo ye taraane o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sheela zindagi armaan ban kar gungunaayi ik nayi pehchaan ban kar muskuraayi bekhudi ye kiss jahaan mein khench laayi har taraf se bas yahi aawaaz aayi o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu hum se bhi kuchh keh rahin hain ye fizaayen sabr dil ka aazmaati hain ghataayen chhedti hain hum ko bhi natkhat adaayen phir bhi kyun majboor hain hum kya bataayen o click here
o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood baahon ke tujhe haar main pehnaaungaa ik din sab click here
ho more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya pake nimbua anaar ho jhuke ambua ki daal kare papeeha pukaar piya aaja ek baar ho piya aaja ek baar hoo kaase man ki kahun main batiyaan maine dil bhi hai tujhko diya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya chale nazron ka khel ho kahin chori chori mel kahin hirni ko choom kare hirni kulel o kare hirni kulel hooo gale milne ki rut aayi re yahi ga ke chali jaye nadiya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya hawa lehra ke aaye o mori chunri udaye jiya dhak dhak mora koi dekh le na haaye ho koi dekh le na haye ho maine duniya se mukh mod ke tere sapnon ko apna liya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya more saanwre salone piya click here
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin click here
o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota kab khayaalon ki dhoop dhalti hai har kadam pe shama si jalti hai mera saaya jidhar bhi jaata hai teri tasveer saath chalti hai o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum ho sehara mein tum gulistaan mein tum ho zarron mein tum bayaanbaan mein main ne tum ko kahaan kahaan dekha chhup ke rahate ho tum rag e jaan mein o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota meri aankhon ki justaju tum ho iltaja tum ho aarzu tum ho main kisi aur ko to kya jaanu meri ulfat ki aabaru tum ho o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi click here
o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum ho sehera mein tum gulistaan mein tum ho zarron mein tum biyaban mein maine tum ko kahan kahan dekha chhup ke rehete ho tum rag e jaan mein o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota meri aankhon ki justajoo tum ho iltaja tum ho aarzoo tum ho main kisi aur ko to kya janoon meri ulfat ki aabroo tum ho o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazar Mein Bijli Adaa Mein Shole Prince (1969) 04:27 21034
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 21034   

Nazar Mein Rang Jawan Mohabbat (1971) 04:25 13431
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:25   Song Number : 13431   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

Neel Gagan Ki Chhanv Amrapali (1966) 04:02 12657
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12657   

Nineteen Fifty Six Anari (1959) 04:09 40455
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Raj Kapoor, Lalita Pawar
Duration : 04:09   Song Number : 40455   

O Basanti Pawan Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:00 13453
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 13453   

O Bereham Tere Sitam Baghi Sipahi (1958) 03:22 37539
 
Poster of Baghi Sipahi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 03:22   Song Number : 37539   

O Bhole Balma Poonam (1952) 03:18 13971
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:18   Song Number : 13971   

O Ek Baar Aata Hai Suraj (1966) 05:11 35915
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 35915   

O Jaadugar Pyaar Ke Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:17 11821
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:17   Song Number : 11821   

O Jaanewale Mud Ke Zara Shree 420 (1955) 02:10 14256
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:10   Song Number : 14256   

O Kali Anar Ki Na Itna Chhoti Bahen (1959) 03:40 12988
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rahman, Shyama
Duration : 03:40   Song Number : 12988   

O Kanhaiya Aaj Aana Kanhaiya (1959) 06:16 38760
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:16   Song Number : 38760   

O Laxmi O Sarsu O Sheela Kahin Aur Chal (1968) 03:37 15608
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15608   

O Mehbooba Sangam (1964) 05:38 21052
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 21052   

O Mere Saanware Salone Kanhaiya (1959) 05:14 40749
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:14   Song Number : 40749   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903   

O Mere Shah E Khuban (Female) Love In Tokyo (1966) 04:47 32330
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:47   Song Number : 32330   

O Mere Shah E Khuban (Male) Love In Tokyo (1966) 04:08 13620
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 13620   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan