MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ik nazar ne teri maar diyaa ik ada ne teri loot liyaa kis khataa ka badla liyaa ye bataa na sataa ye bataa na sataa na sataa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kyaa phir mujhe wo jalwaa dikha phir se ik dafaa muskuraa phir se mujhpe bijli giraa ab to aa aa bhi jaa ab to aa aa bhi jaa aa bhi jaa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya mast mast teri shokhiyaan zulf ki ye kaali badliyaan le udengi ye aandhiyaan dil meraa loot laa dil click here
juhi ki kali meri laadli naazon ki pali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli juhi ki kali meri laadli naazon ki pali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli dharti pe utar aaya chanda tera chehra bana champe ka salona guldasta tann tera bana champe ka salona guldasta tann tera bana o meri laadli komal titli meri laadli heere ki kani meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli sharmaye deewali taaron ki tere nainon se koyal ne churayi hai pancham tere bainon se koyal ne churayi hai pancham tere bainon se o meri laadli gudiya si dhali meri laadli mohe laage bhali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli har bol tera sikhlaaye humen dukh se ladna muskaan teri kehti hai sadaa dheeraj dharna muskaan teri kehti hai sadaa dheeraj dharna o meri laadli ganga ki lehar meri laadli chanchal saagar meri laadli o aas kiran click here
o meri meri la la la ra rara lu lu lu lu lu lara lu o meri lara lu main tera papplu o meri lara lu main tera papplu jee chahe choom loon tu mera papplu main teri lara lun hey tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon dil daulat aur duniya meri teri ada hai aye haye aye haye aye haye teri ye nazar meri aankhon ka nasha hai wayi wayi wayi wayi wayi wayi tujhse hai badhkar yahan aur kya o meri lara lu main tera papplu o meri lara lu main tera papplu jee chahe choom loon aisa fanda daala toone baanke shikari hehe hehe hehe kaanta mere dil mein toota main dil ko haari yoyo yoyo yoyo naachungi main chahe jaise nacha tu mera papplu main teri lara lun tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon kaisi chale duniya mein ulti hawa jee yoyo yoyo yoyo kaisa ye zamaana aaya dekha na suna ji yi yi yiyi yiyi ladke pe ladki huyi re fida tu mera papplu main teri lara lun tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon o meri lara lu main tera click here
ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat jhukti rahi jaise champa ki daali jhukti rahi jaise champa ki daali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali rogi bana di ye chhoti si jaan tauba tabuba buri hai ye mardon ki zaat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat humne baandha preet kaa dhaaga humne baandha preet kaa dhaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga ulfat ka ab tak mila naa jawaab humne samjha tha aayega le kar baarat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee click here
o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh ke dekh le ke pyaar kya hai pyaar kya hai o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh ke dekh le ke pyaar kya hai pyaar kya hai taaron se raat ko jab dil ki baat ho taaron se raat ko jab dil ki baat ho jaan lo ke jiya kho gaya ke dillagi mein dil kisi ka ho gaya jaan lo ke jiya kho gaya ke dillagi mein dil kisi ka ho gaya o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh ke dekh le ke pyaar kya hai pyaar kya hai o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh ke dekh le ke pyaar kya hai pyaar kya hai sapne mein har ghadi aaye jab ajnabi sapne mein har ghadi aaye jab ajnabi jaan lo ke ab to neend bhi ke apni raat bhi paraayi ho gayi jaan lo ke ab to neend bhi ke apni raat bhi paraayi ho gayi o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh ke dekh le ke pyaar kya hai pyaar kya hai o saajna na poochh mujhse pyaar kya hai kitaab e dil mein padh click here
o sajna mere ghar angna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna piya pyar tumhara jeevan ka sahara badli mein chamakta ek aas ka taara piya pyar tumhara jeevan ka sahara badli mein chamakta ek aas ka taara sach hoke yun saamne aaya mera har sapna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna taqdeer jagi hai dulhan si saji hai resham ki ye dori jis din se bandhi hai taqdeer jagi hai dulhan si saji hai resham ki ye dori jis din se bandhi hai lekar tera naam sawariya dhadke dil apna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna mere mann ko ghere mere tan ko ghere mere paas ho nis din tum saajan mere mere mann ko ghere mere tan ko ghere mere paas ho nis din tum saajan mere mann ke ambar ke chanda tum dekho ab na chhupna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na click here
o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan ek dard uthe hai reh reh ke jigar mein rehta hai wo zaalim har waqt nazar mein yaad uski jo aaye raaton ko jagaaye uljhen meri saansen diwaana banaaye o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan meethi si kasak hai nas nas mein chamak hai jaagi hain ummangein aur dil mein dhadak hai bas ek nazar se kya cheez pilaayi mujhko to sharaabi kehti hai khudaayi o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan is pyaar ne meri kismat hi badal di ikraar ne meri haalat hi badal di jab tak na huya tha veeraan the nazaare jis din se huya hai din hain bade click here
o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana do bhatakte raahi aa mile manzil par do dilon ki kashti aa lagi saahil par muskuraate jaage ek sang do muqaddar o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana raat chup sunti hai ye hasin afsaana dekhte hai taare bas gaya veerana chaand ko sharmaa de aapka sharmana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana hooo oooo o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana soonepan mein achanak koi panchhi bola jaag kar sapne se dil kisi ka dola raat ki raani ka kis ne ghunghat khola o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana click here
o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali maine to haai ye bhi na jaanaa kab din doobaa kab raat dhali phir bhi hain milne se majboor phir bhi hain milne se majboor o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan jab se hai janami pyaar ki duniyaa tujhko hai meri mujhe teri lagan tujh bin ye duniyaa benoor tujh bin ye duniyaa benoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor haai ri qismat andhi qismat dekh saki naa meri teri kushi haai ri click here
paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa apni hi duniya mein khoya rahe wo humre dil ki na poochhe bedarda poochhe bedarda paan khaaye saiyaan humaro hoye hoye sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khil gayi kaliyan duniya jaane lekin na jaane baghiya ka maali baghiya ka maali paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro khaa ke gilori shaam se oonge so jaaye click here
paise ki pehchaan yahaan insaan ki kimat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai aankh ka aansoon khoon e jigar ka mitti se bhi sasta hai mitti se bhi sasta hai sab ka teri jeb se naata teri zarurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai kehte hain imaan jise wo kuchh noton ki kahaani hai kuchh noton ki kahaani hai bhukh hai mazhab iss duniyaa ka aur haqeeqat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai raat mein karti byaah kali wo bewa subah ho jaati hai bewa subah ho jaati hai aurat ban kar iss kooche mein rehti aurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein click here
panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe aasmaan pe chhayenge ab ye geet pyaar ke panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi ye milan ki raagini ek main aur ek wo ye milan ki raagini ek main aur ek wo mil gaye ek ho gaye aaj hum nahin hain do panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe gaa rahi hai zindagi mann ke sur bahaar pe aasmaan pe chhayenge ab ye geet pyaar ke panchhi re o panchhi ud jaa re o panchhi mat chhed tu ye taraane ho jaayein na do dil deewaane panchhi click here
paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar mere khayaal mein khone se faayda kya hai mere khayaal mein khone se faayda kya hai hansi ke parde mein rone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai jo mujhpe bojh ho aisi tu guftgoo na kar paraayi hoon paraayi ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi har ek phool ne shehnaai si bajayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi kisi ki ho chuki badnaam aabroo na kar paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri click here
parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba mere parde mein laak jalwe hain kaise mujhse nazar milaaoge jab zara bhi naqaab uthaungi jab zara bhi naqaab uthaungi yaad rakhna ke yaad rakhna ke jal hi jaaoge parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba husn jab benaqaab hota hai woh samaan lajawaab hota hai khud ko khud ki khabar nahi rehti khud ko khud ki khabar nahi rehti hosh waala bhi hosh waala bhi hosh khota hai parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba haai jisne mujhe banaya hai woh bhi mujhko samajh na paaya hai mujhko sajde click here
pardesiyaa tere des mein dil is tarhaa milta hai kya batla zaraa tere des mein pyaar is tarhaa milta hai kya meri janiyaa tere des mein teer is tarhaa chalta hai kya batla zaraa tere des mein roop is tarhaa khilta hai kya pardesiyaa naak mein nathni haan kaan mein baali bindiya ka ye tara resham ki ye ho ghaghra choli dekh kahin dil hara are rang hai teraa aisa niraala kuchh kala kuchh gora jadugar hain haye aankhen teri tu hai ek lutera ho le le le le la la la la la la la la la la pardesiyaa tere des mein dil is tarhaa milta hai kya pardesiyaa mausam bheegaa mahka mahka mast pawan lehrayi are chori chorii chhuke sajan ko are leke sandesha aayi main hoon deewanaa ho bahka bahka masti anokhi chhayi kaanon mein kah dee ho kya kahti hai tujhse pawan purwai he la la la la la la la la la la la la la la pardesiyaa tere des mein dil is tarhaa milta hai kya meri janiyaa tere des mein teer is tarhaa chalta hai kya meri janiyaa click here
patanga patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki lagi hai tan ujhiyaara jalte reh na bhaag humaara hooooo ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana tohare milan mein jaan to jaaye pyaar ki lekin aan na jaaye ooooo hamesha preet ki reet nibhaye hamesha preet ki reet nibhaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye click here
pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare nazar ka pher hai pyaare tu behkave mein naa aana hai uska sab jag jaana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le pet ko laakh tu bhar le seekh le mann ko manaana sabr se kaam chalana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana jo naa talwaar se hoga wo pal mein pyaar se hoga naa kar paayenge jo click here
patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai khilen phool si teri jawani koi bataye kaha kasar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai hoye main chanchal madmast pawan hoon main chanchal madmast pawan hoon jhoom jhoom har kali ko choomun jhoom jhoom har kali ko choomun bichhad gayi bichhad gayi main ghayal hirni tumko dhoondhun ban ban ghoomun meri zindagi mast safar hai meri zindagi mast safar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun main behte dariya ka paani main behte dariya ka paani khel kinaaron se badh jaaun khel kinaaron se badh jaaun bandh na paaun naya nagar nit nayi dagar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam click here
pee lo aaj pee lo pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo zakham e jigar see lo kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo zakham e jigar see lo kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo hosh mein na aana hosh mein na aana duniya sataayegi kal ki jo sochega neend na aayegi kal ki jo sochega neend na aayegi kal chale jaana hai koi na tera hai waqt lutera hai door sawera hai kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo dil ko duba daalo dil ko duba daalo aag ke paani mein khud ko bacha rakhna hai jurm jawaani mein khud ko bacha rakhna hai jurm jawaani mein kal chale jaana hai gark umar kar do chhota safar kar do unko khabar kar do kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo rang pe mehfil hai rang pe mehfil hai pyaar ka mausam hai pyaas bahut zyada waqt magar kam hai pyaas bahut zyada waqt magar kam hai kal chale jaana hai raat mahekne de shola dahekne de dil ko behekne de kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo jakham e jigar see lo kal chale jaana hai click here
ho pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jaane kya ho gaya hai dil hai bekarar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hooo pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kaate jaise bichhua kuchh aisa mera haal dil mera bole ke khud ko sambhal kaate jaise bichhua kuchh aisa mera haal dil mera bole ke khud ko sambhal aaj mujhe khud par nahin hai ikhtiyaar aaj mujhe khud par nahin hai ikhtiyaar pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hoooo pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar sharm o haya se hua hai mukh laal pyaar ne kisi ke ye kar diya kamal sharm o haya se hua hai mukh laal pyaar ne kisi ke ye kar diya kamal ang mora sulge ke jaise ho bhukhar ang mora sulge ke jaise ho bhukharrrr pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hoooo pahla phala pyaar hai ye pahla pahla pyaar ghadi ghadi toote ye phool sa badan rom rom phadke hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Meri Baby Doll Ek Phool Char Kante (1960) 04:42 16231
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:42   Song Number : 16231   

O Meri Laadli Dil Ek Mandir (1963) 04:09 13098
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rajendra Kumar, Raj Kumar
Duration : 04:09   Song Number : 13098   

O Meri Lara Loo Dil Daulat Duniya (1972) 04:42 37807
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jagdeep, Helen
Duration : 04:42   Song Number : 37807   

O Mora Naadan Baalma Ujala (1959) 03:36 12020
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:36   Song Number : 12020   

O Saajna Na Poochh Mujhse Krorepati (1961) 03:37 40664
 
Poster of Krorepati (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:37   Song Number : 40664   

O Sajna Mere Ghar Angna Sanjh Aur Savera (1964) 04:12 16314
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:12   Song Number : 16314   

O Sakhiyan Sakhiyan Pyar Hi Pyar (1969) 05:14 19297
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:14   Song Number : 19297   

O Sanam Tere Ho Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:22 21062
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 21062   

O Shamaa Mujhe Aashiq (1962) 05:07 12605
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:07   Song Number : 12605   

Paan Khaye Saiyaan Humaro Teesri Kasam (1966) 04:16 21075
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman
Duration : 04:16   Song Number : 21075   

Paise Ki Pehchaan Yahaan Pehchan (1970) 03:53 12424
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:53   Song Number : 12424   

Panchhi Re O Panchhi Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 05:27 12212
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Nayana Saahu
Duration : 05:27   Song Number : 12212   

Paraai Hoon Paraai Meri Kanyadaan (1969) 06:03 38274
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sashi Kapoor
Duration : 06:03   Song Number : 38274   

Parde Mein Rehne Do Shikar (1968) 06:13 12539
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 06:13   Song Number : 12539   

Pardesiyaa Tere Des Mein Garam Khoon (1980) 05:00 36728
 
Poster of Garam Khoon (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Singhar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Helen
Duration : 05:00   Song Number : 36728   

Patanga Jal Jal Mar Jaaye Patanga (1971) 05:41 15295
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Vimi
Duration : 05:41   Song Number : 15295   

Pate Ki Baat Kahega Diwana (1967) 03:53 12322
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 03:53   Song Number : 12322   

Patli Kamar Hai Barsaat (1949) 03:23 12217
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 12217   

Pee Lo Aaj Pee Lo Patanga (1971) 03:51 40725
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gopaldas Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:51   Song Number : 40725   

Pehla Pehla Pyaar Budtameez (1966) 04:14 12290
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhna
Duration : 04:14   Song Number : 12290   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan