MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin dekha tha jo bahaar kaa sapna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai har dam ye sharaarat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin yun to haseen laakh hain duniyaa ki raah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein tujh mein hai jo agan si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin tere haseen khayaal nighaahon pe chhaa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye humdam ye mohabbat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri click here
rangoli sajavo re rangoli sajavo rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo neel gagan par chamka tara maine samjha tera ishaara ban gayi dhadkan prem sandesa shaayad mujhko tune pukara tere dar par laayi preet tere dar par laayi preet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo dard ke sur mein raag hai mera pyar ki lai par naach hai tera jeevan beena baaze surili jo sur bole naam le tera arpan tujh par har sangeet arpan tujh par har sangeet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo click here
ho rasa sayang re rasa sayang sayang re hei lihat nona jauh rasa sayang sayang re hey rasa sayang re rasa sayang sayang re hai pyaar ka hi naam rasa sayang sayang re ek thi chini gudiya aur ek japani doll hote hote donon mein pyaar hua anmol dheere dheere aakhir rangeen zamaana aaya honthon par donon ke ek geet suhaana aaya pyaar ki manzil ke wo donon ban gaye saathi pyaar ki manzil ke wo donon ban gaye saathi phir shaadi ki phir bachche huye aur ek nahin do nahin baarah rasa sayang re rasa sayang sayang re hei lihat nona jauh rasa sayang sayang re ho rasa sayang re rasa sayang sayang re hai pyaar ka hi naam rasa sayang sayang re dariyaa ka kinaara aur wo ujli bahaar khadi thi ek ladki aankhon mein le ke pyaar khoyi khoyi uski nighaahen kuchh naa poochhoo teer khayi hirni uski aahen kuchh naa poochooo waada tha kisi ka ke aayenge hum milne waada tha kisi ka ke aayenge hum milne wo tadpa kiye aaya naa koi yun raat gayi din gaya saara ho rasa sayang re rasa sayang click here
rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rog lagaya rasik balmaa hoooo jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari neha lagaa ke haari aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa neha lagaa ke haari tadpun main ghum ki maari rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dasti hai ujali raina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hai ujali raina kaa se kahoon main baina rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo click here
re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa kabse teri raahon mein khadi main bekaraar bola jo papiha thi wo meri hi pukaar phoolon ko sajaye jaise baahon mein bahaar aankhon mein sajaye maine sapne hazar re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa paapi mera dil mere bas mein na aaye jaane kahan kahan mujhe leke uda jaye ek bhi na maane meri zidd pe jo aaye neend se jaga ke mujhe raaton ko sataye re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa jane kyun main sochun anhoni si ye baat jahaan bhi tu jaye chali jaaun tere saath thamu ek baar to na chhodun tera haath kabhi sach hogi kya ye sapnon ki baat re aane wale aa tu der na click here
sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re o sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo aloo valoo kuch na mila peechhe pada bhaloo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo lattoo vattoo kuch na mila peechhe pada tattoo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti roti voti kuch na mili peechhe padi moti re click here
ye ye ye ye aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa a aa a aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga re mann sur mein ga re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga koi taar besur na bole na bole koi taar besur na bole na bole re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jeevan hai sukh dukh ka sangam jeevan hai sukh dukh ka sangam maddham ke sang jaise pancham maddham ke sang jaise pancham dono ko ek bana bana bana bana re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga dil jo dhadke taal baje re dil jo dhadke taal baje re taal taal mein samay chale re taal taal mein samay chale re samay ke sang ho ja aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jag hai geeton ki rajdhaani jag hai geeton ki rajdhaani sur hai raaja laiy hai raani aa aa sur hai raaja laiy hai raani raaj roop ban jaa ban jaa ban jaa ban jaa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur click here
room jhoom ke bajaao bansari muraari ang ang mein tarang laao banwaari room jhoom ke bajaao bansari muraari madhuban mein madhuwanti gaaye brij naari madhuban mein madhuwanti gaaye brij naari room jhoom ke bajaao bansari muraari ee ee room jhoom radha ke mann mein pyaar run jhun paayal pukaar sakhiyaan sajke singaar aayin jamuna ke paar sakhiyaan sajke singaar aayin jamuna ke paar room jhoom ke bajaao bansari muraari pa ma dha pa dha ma pa ga ma ga re sa room jhoom ke bajaao ni ni dha pa ma pa ga ma ga re sa ga ma ga re sa ga ma ga re sa room jhoom ke bajaao ruk tham ke chaand chale taaron ka man machle ruk tham ke chaand chale aaaa aaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aa aa aa aa ruk tham ke chaand chale taaron ka man machle runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale room jhoom ke bajaao bansari muraari aa aa aa aaaaa aaaaaa muraari muraari eeeeeeeeeee re click here
khushi to qaid mein hai ye koi jeena bhi jeena hai are zaalim zamaane tune dil ka chain chheena hai rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun jeena bhi hai mushqil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya ye ghum ki ghataayen aisi uthi ummeed pe paani pher diya ummeed pe paani pher diya ab door huyi manzil kiss ko pukaarun kya karun ye phool khushi ke kaante hain hum chupke chupke rote hain chupke chupke rote hain aye maut gawaahi dena tu hum pyaar pe qurbaan hote hain hum pyaar pe qurbaan hote hain duniyaa hai badi qaatil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun mar jaaye to itna kar dena do aansoon aa ke chadha dena do aansoon aa ke click here
roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye kyaa jaane ye chanchal laharen kyaa jaane ye chanchal laharen main hoon aag chhupaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare main bhi itana doob chuka hoon main bhi itana doob chuka hoon kya teri gehraai kaahe hod lagaaye mose kaahe hod lagaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya armaanon ki chita saja keee armaanon ki chita saja ke maine aag lagaayi ab kya aag bujhaaye meri ab kya aag bujhaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare click here
ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein duniyaan jise gaati hai uss geet ko dohraa lein aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein click here
ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa pehle milan ki yaadein le kar aayi hai ye raat suhaani pehle milan ki yaadein le kar aayi hai ye raat suhaani doharaatein hain phir ye sitaare meri tumhari prem kahani meri tumhari prem kahani ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa kal kaa darnaa kaal ki chintaa do tan hain mann ek humaare jeewan seemaa ke aage bhee aaoongi main sang tumhaare aaoongi main sang tumhaare ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa ruk click here
ruk ruk ruk ruk ruk ruk meri rani na kar aana kani sun to kahani nazar ki jubaani hoooo monalisaa hoooo monalisaa pyaasi nigahein machalti yun bahein tujhi ko hain chahein tujhi ko bulaye hoooo monalisaa hoooo monalisaaa teri nazar jiss pe padi phir wo kahin ka na raha jo bhi sanam tera hua wo na kisi ka ho saka haaaa tu jahan main wahan main wahan ruk meri rani na kar aana kani sun to kahani nazar ki jubani hoooo monalisaa hooooo monalisaa ab to yakin kar lo mera humsa kahin na paaogi jao kahin shola badan laut ke phir bhi aaogi haaaaannn tu jahan main wahan main wahan ruk meri rani na kar aana kani sun to kahani nazar ki jubani ho monalisaa ho monalisaa laya hoon main dil ka kamal ye to hai tere waste ek safar ek dagar ek hain apne raste haaaaaann tu jahan main wahan main wahan ruk meri rani na kar aana kani sun to kahani nazar ki jubaani hooo monalisaa hooo monalisaa pyaasi nigahein machalti yun bahein tujhi ko hain chahe tujhi ko bulaye ho monalisaa ho click here
apne rukh par nigaah karne do khoobsoorat gunaah karne do rukh se parda hataao jaan e hayaa aaj dil ko tabaah karne do rukh se zara naqaab utha do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor wo marmari se haath wo mehka hua badan wo marmari se haath wo mehka hua badan takraaya mere dil se mohabbat ka ek chaman mere bhi dil ka phool khila do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar madhosh ho chuka hoon main jalwon ki raah par gar ho sake to hosh mein laa do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein mil jaaye jaise chand koyi sooni raat mein jaaoge tum kahaan ye bata do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere click here
hoooooo oooooo oooo oooo ooooooo hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata udhar wo chup idhar seene mein hum toofan chhupaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni samjh paaye naa jab apne paraaye to paraaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo click here
saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara jhoom jhoom de de tali nachun main to matwaali bas mein nahin mera dil chhup chhup chori chori rahe teri meri jodi ab to bedardi mil chhup chhup chori chori rahe teri meri jodi ab to bedardi mil saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara saagar ke kinaare jaun tujhko pukaare jaun lehron ke sang dolun maujon se kahun ke jao piya ko bula lao jinki hoon ab holun maujon se kahun ke jao piya ko bula lao jinki hoon ab holun saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara click here
saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi pyaar ke chaman mein phool albele khilte rahe hain khilte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere pyaar tera maang liya maine takdir se pyaar tera pyaar tera maang liya maine takdir se dil ko sajaya piya teri tasveer se are jhuki jhuki palkon se are jhuki jhuki palkon se man ko churaaya baandh liya baandh liya zulfon ki zanjeer se saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke saathi saanjh savere nain tere mere tu hi meri duniya hai tu hi mera meet hai tu hi meri tu hi meri duniya hai tu hi mera meet hai sadiyon puraani saiyaan teri meri preet hai jahaan dekhun wahaan wahaan are jahaan dekhun wahaan wahaan tu hi dikhayi de haar meri haar meri aur teri jeet hai saanjh savere nain tere mere milte rahe hain milte rahenge mere janam janam ke click here
saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai jee chaahe aaj tujhko seene se main laga loon ho naa juda kabhi phir saanson mein yun basa loon jee chaahe aaj tujhko click here
sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi duniya ne kitna samjhaaya kaun hai apna kaun paraaya phir bhi dil ki chot chupa kar humne aapka dil behalaaya khud hi mar mitne ki ye zid hai humari khud hi mar mitne ki ye zid hai humari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi dil ka chaman ujadte dekha pyaar ka rang utarte dekha humne har jeene waale ko dhan daulat pe marte dekha dil pe marne waale marenge bhikhaari dil pe marne waale marenge bhikhaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi asli naqli chehre dekhe dil pe sau sau pehre dekhe mere dukhte dil se poochho kya kya khaab sunehare dekhe toota jis taare pe nazar thi hamari toota jis taare pe nazar thi hamari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi click here
humne tumko dil diya tumne usse tadpa diya humne tumse kya kiya aur tumne humse kya kiya sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum magar humne seekha hai khamosh rehna mohabbat hai koi tijarat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade magar aise badle wo jaan dene waale ki do baat sun ne ki fursat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahaan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rangat Teri Soorat Si Tumse Achha Kaun Hai (1969) 05:14 12521
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Babita
Duration : 05:14   Song Number : 12521   

Rangoli Sajao Re Rangoli (1962) 03:37 12457
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12457   

Rasa Sayang Re Singapore (1960) 03:29 12502
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Helen
Duration : 03:29   Song Number : 12502   

Rasik Balmaa Haai Dil Kyun Lagaya Chori Chori (1956) 04:25 12247
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 12247   

Re Aane Wale Aa Kahin Aur Chal (1968) 03:39 37403
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:39   Song Number : 37403   

Re Mama Re Mama Re Andaz (1971) 04:29 21260
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baby Gauri, Shammi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 21260   

Re Mann Sur Mein Ga Lal Patthar (1971) 04:16 12245
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Hema Malini, Vinod Mehra
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 12245   

Room Jhoom Ke Bajaao Bansari Pooja (1954) 03:27 40726
 
Poster of Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 03:27   Song Number : 40726   

Rota Hai Mera Dil Badal (1951) 04:00 12253
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:00   Song Number : 12253   

Roun Main Saagar Ke Kinare Nagina (1951) 04:49 16458
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 04:49   Song Number : 16458   

Ruk Jaa O Jaane Waali Kanhaiya (1959) 05:18 21181
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 21181   

Ruk Jaa Raat Dil Ek Mandir (1963) 04:17 21179
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 21179   

Ruk Meri Rani Dil Daulat Duniya (1972) 04:22 32498
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Narayan Arora
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sadhna
Duration : 04:22   Song Number : 32498   

Rukh Se Zara Naqaab Mere Huzoor (1968) 04:48 21184
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 21184   

Rula Kar Chal Diye Badshah (1954) 03:55 12282
 
Poster of Badshah (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:55   Song Number : 12282   

Saagar Pe Aaj Maujon Ka Raaj Rangoli (1962) 03:57 38907
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:57   Song Number : 38907   

Saanjh Savere Nain Tere Duniya Kya Jane (1971) 03:26 19825
 
Poster of Duniya Kya Jane (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 03:26   Song Number : 19825   

Saath Mein Pyaara Dil Daulat Duniya (1972) 04:52 12326
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Narayan Arora
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sadhna
Duration : 04:52   Song Number : 12326   

Sab Kuchh Seekha Humne Anari (1959) 03:36 21200
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21200   

Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Pyar Mohabbat (1966) 04:19 36962
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 04:19   Song Number : 36962   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan