Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBalraj Sahni
HomeBalraj Sahni
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


so ja tu so jaaaaa hooooo so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu so ja so ja phule phale tu o laal mere choome zamaana kadmon ko tere sadke hon tujh par chaand sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja so ja so ja
teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se iss kadar door ke phir laut ke bhi aa na sakoon aisi manzil pe jahaan khud ko bhi main pa na sakoon aur majboori hai kya aur majboori hai kya itna bhi batla na sakoon teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se aankh bhar aayi agar ashkon ko main pi loonga aah nikli jo kabhi hothon ko main see loonga tujh se vaada hai kiya tujh se vaada hai kiya isliye main jee loonga teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se khush rahe tu hai jahaan le ja duaayen meri teri rahon se juda ho gayi raahen meri kuchh nahi saath mere kuchh nahi saath mere bas hai khataayen meri teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se
surmayi raat dhalti jaati hai rooh ghum se pighalti jaati hai teri zulfon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare tumko apna banake dekh liya tumko apna banake dekh liya ek baar aazmaa ke dekh liya baar baar aitbaar kaun kare baar baar aitbaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare aye dil e zaar sogawaar naa ho aye dil e zaar sogawaar naa ho unki chaahat mein beqaraar naa ho haaye badnaseebon se pyaar kaun kare badnaseebon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare
tu pyaar ka saagar hai tu pyaar ka saagar hai teri ik boond ke pyaase hum teri ik boond ke pyaase hum lauta jo diya toone lauta jo diya toone chale jaayenge jahaan se hum chale jaayenge jahaan se hum tu pyaar ka saagar hai tu pyaar ka saagar hai teri ik boond ke pyaase hum teri ik boond ke pyaase hum tu pyaar ka saagar hai ghaayal mann ka paagal panchhi udne ko beqaraar udne ko beqaraar pankh hain komal aankh hain dhundli jaana hai saagar paar jaana hai saagar paar ab tu hi isse samjha ab tu hi isse samjha raah bhoole thei kahan se hum raah bhoole thei kahan se hum tu pyaar ka saagar hai tu pyaar ka saagar hai teri ik boond ke pyaase hum teri ik boond ke pyaase hum tu pyaar ka saagar hai idhar jhoomke gaaye zindagi udhar hai maut khadi udhar hai maut khadi koi kya jaane kahan hai seema uljhan aan padi uljhan aan padi kaanon mein zara keh de kaanon mein zara keh de ki aayein kaun disha se hum ki aayein kaun disha se hum tu pyaar ka saagar hai tu pyaar ka saagar hai
hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara main kab se taras raha tha mere aangan mein koi khele nanhi si hasi ke badle meri saari duniya le le tere sang jhool raha hai meri baahon mein jag saara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara aaj ungali thaam ke teri tujhe main chalna sikhlaaon kal haath pakadna mera jab main boodha ho jaaon tu mila to maine paaya jeene ka naya sahara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara mere baad bhi iss duniya mein zinda mera naam rahega jo bhi tujhko dekhega tujhe mera laal
tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin wo baat bhala phir kaise ho jo duniyaa ka dastoor nahin dastoor nahin honton pe hansi aati apne ashqon ko chhupaya hai humne aankhen bhi churaayi hain humne daaman bhi bachaya hai humne ooo oo oo ye yaad rahe lekin tumko majboor hain hum magroor nahin magroor nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin duniyaa ki deewaren lekin ye ulfat tod bhi deti hain ye toote dil toote rishte ye kismat jod bhi deti hain ooo oo oo jis din hum tum mil jaayenge wo din shayad ab door nahin ab door nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin wo baat bhala phir kaise ho jo duniyaa ka dastoor nahin dastoor nahin
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har
ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera taqdeer humse roothi apne huye paraaye taqdeer humse roothi apne huye paraaye jaane kahaan chale hain jaane kahaan se aaye chaaron taraf andhera barbaadiyon ne ghera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya hai raat umra bhar ki andha ki zindagi kya dil puchhta hai mera hai kaun ye lutera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Child) Jawab (1955) 02:43 12083
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:43   Song Number : 12083   

Teri Duniya Se Pavitra Papi (1970) 05:25 21305
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:25   Song Number : 21305   

Teri Zulfon Se Pyaar Kaun Kare Joru Ka Bhai (1955) 03:23 15606
 
Poster of Joru Ka Bhai (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:23   Song Number : 15606   

Tu Pyaar Ka Saagar Hai Seema (1955) 04:36 21343
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:36   Song Number : 21343   

Tujhe Suraj Kahoon Ek Phool Do Mali (1969) 05:43 13231
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Sadhana
Duration : 05:43   Song Number : 13231   

Tum Humse Milo Mere Humsafar (1970) 04:23 19143
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Sharmila Tagore
Duration : 04:23   Song Number : 19143   

Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 04:19 14406
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14406   

Yeh Kaisa Nyay Tera Chhoti Bahen (1959) 03:14 17985
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda
Duration : 03:14   Song Number : 17985   
Karaoke Songs of balraj sahni, Sad Songs of balraj sahni, Love Songs of balraj sahni, Dance Songs of balraj sahni, Hip-hop songs of balraj sahni, Best songs of balraj sahni, Super hit songs of balraj sahni, hit songs of balraj sahni, duet songs of balraj sahni, solo songs of balraj sahni, old songs of balraj sahni, famous songs of balraj sahni, Hindi Karaoke Songs of balraj sahni, Hindi Sad Songs of balraj sahni, Hindi Love Songs of balraj sahni, Hindi Dance Songs of balraj sahni, Hindi Hip-hop songs of balraj sahni, best Hindi songs of balraj sahni, super hit Hindi songs of balraj sahni, hit Hindi songs of balraj sahni, duet Hindi songs of balraj sahni, solo Hindi songs of balraj sahni, old Hindi songs of balraj sahni, famous Hindi songs of balraj sahni, Sing Along Songs of balraj sahni, Sing Along Sad Songs of balraj sahni, Sing Along Love Songs of balraj sahni, Sing Along Dance Songs of balraj sahni, Sing Along Hip-hop songs of balraj sahni, Sing Along Best songs of balraj sahni, Sing Along Super hit songs of balraj sahni, Sing Along hit songs of balraj sahni, Sing Along duet songs of balraj sahni, Sing Along solo songs of balraj sahni, Sing Along old songs of balraj sahni, Sing Along famous songs of balraj sahni