MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ha r har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev shiv shankar aadi dev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev har har har mahadev parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar tandav priye shashishekhar tandav priye shashishekhar har har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath gangaadhar dheennaath har har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot click here
hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka agey ka kechu tulha bandho agey ka kechu tulha bandho kya bharwa sathan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kaha bisasa is bhande ka kaha bisasa is bhande ka itnak laagey thankaa hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka sagal dharam punya phal pawo sagal dharam punya phal pawo dhur bancho sab jan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kahe kabir suno re santo kahe kabir suno re santo yeh man uran pakheru banka yeh man uran pakheru banka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka click here
heyyyy aaaa heyyyyyy hey krishna gopal hari hey deen dayal hari hey krishna gopal hari hey deen dayal hari tum karta tum hi kaaran tum karta tum hi kaaran tum karta tum hi kaaran hey param kripal hari hey deen dayal hari hey krishna gopal hari hey deen dayal hari raath haanke ranbhumi mein aur karam yog ke maram bataye ajar amar hai param tatv yun kaya ke dukh sukh samjhaye sakha saarthi sharnaget ke sakha saarthi sharnaget ke sada pritpal hari hey deen dayal hari hey param kripal hari hey krishna gopal hari shyam ke rang mein rang gayi meera ras khan to ras ki khan huye jag se aankhen band kari to surdass ne daras kiye maat jashoda brij naari ke maat jashoda brij naari ke maakhan chor hari hey deen dayal hari jai krishna gopal hari jai nand ke laal hari click here
hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari bhav sagar se paar utaaro hey bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tiharii hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari hey shiv shankar hey karunakar chandra lalaat bhabhoot ramaye chandra lalaat bhabhoot ramaye kati bagambar hari kar mein damru gale bhujanga nandi thado dware kar mein damru gale bhujanga nandi thado dware hey gangadhar daras dikha do hey gangadhar daras dikha do hey bhole bhandari hey gangadhar daras dikha do hey bhole bhandari janam maran ke tum ho swami janam maran ke tum ho swami hey shankar abhilashi kan kan mein hai roop tumhara kan kan mein hai roop tumhara hey bhole kailashi charan sharan mein aaya jogi charan sharan mein aaya jogi rakhiyo laaj hamaari hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari bhav sagar se paar utaaro bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tihari bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tihari hey shiv shankar hey click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do ban jaao meet mere meri preet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan jab pyaar kare koi to dekhe kewal mann nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein paayal chhankaati tum aa jaao jeevan mein saansein dekar apni sangeet amar kar do sangeet amar kar do mera geet amar kar do jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara sab jeeta kiye mujhse main har dam hi haara tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do click here
hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake tumne humein bhula diya hum na tumhen bhula sake tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun kis ki zubaan khulegi phir hum na agar suna sake raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin dil mein shikaayaten rahin lab na magar hila sake shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan kis ki majaal hai yahaan hum se nazar mila sake click here
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa click here
humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi jaayenge hum kidhar ajnabi ajnabi zindagi ho gayi hai sulagta safar zindagi ho gayi hai sulagta safar door tak aa raha hai dhuwan sa nazar jaane kiss mod par kho gayi har khushi de ke dard e jigar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi humne chun chun ke tinke banaya tha jo humne chun chun ke tinke banaya tha jo aashiyan hasraton se sajaya tha jo hai chaman mein wohi aashiyan aaj bhi lag raha hai magar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi kisko maloom tha din ye bhi aayenge kisko maloom tha din ye bhi aayenge mausamon ki tarah dil badal jaayenge din hua ajnabi raat bhi ajnabi har ghadi har pahar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum saath hain aaj bhi phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi jaayenge hum kidhar ajnabi ajnabi click here
ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye kab se wo leke meri jaan gaye kab se wo leke meri jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye tum jo aaye to bhari mehfil mein tum jo aaye to bhari mehfil mein dil gaye haath se eemaan gaye dil gaye haath se eemaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye jis jagah par na farishte pahunche jis jagah par na farishte pahunche us jagah aaj ke insaan gaye us jagah aaj ke insaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye click here
Ishq Fana Ka Naam Hai click here
ee eeeee na ee ee ee na ee eeeee ee ee eeee ee ee eeeeeee na ee ee eeeeee eeeeee na jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai saagar tak behete do naina saagar tak behete do naina jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain karvat karvat baaki raina karvat karvat baaki raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina ee ee eeeeee ee ee eeeeee ee ee ee ee ee ee ee naaa ee ee ee ee ee ee aaaaa ee ee aaaa aaaaaa ee ee aaaaaa jaag ke kaati saari raina click here
Jaane Woh Kaise Log The click here
jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de click here
jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya aaine siyah ho gaye aaine siyah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin hum hi dard e raah ho gaye hum hi dard e raah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dost khair baah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye click here
jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai girubali hari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan jamuna teer ban chari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai girubali hari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare rama hare rama rama rama hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare rama hare rama rama rama hare hare click here
jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi ye duniya magar tujh si bholi nahin hai chhupa kar mohabbat ko ruswa karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se milega jo mauka to bechain hokar milega jo mauka to bechain hokar darichon se tum mujhko dekha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi ufaq ki tarah khali nazaren jama kar ufaq ki tarah khali nazaren jama kar kabhi jo na socha wo socha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi kabhi dil ki dhadkan mehsoos hogi kabhi thandi saanson ke tufaan click here
jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye humne kafas mein dekhi humne kafas mein dekhi fasle bahaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barson jis mod par kiye the wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha karte rahe hain jiska karte rahe hain jiska hum intezaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the click here
qaasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaqi ne kuchh mila na diya ho sharaab mein taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar aane ka ehed kar gaye aaye jo khaab mein gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abr o shab e maahtaab mein kab se wo kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein click here
kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah main ek khwaab sahi aapki amanat hoon main ek khwaab sahi aapki amanat hoon mujhe sambhal ke rakhiyega jism o jaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant guzar na jaaye ye rut bhi kahin khizaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah click here
kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad seher na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare tujhe bhoolne ki duwa karoon tujhe bhoolne ki duwa karoon to duwa mein meri asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke yun hi saath saath chalen sada yun hi saath saath chalen sada kabhi khatam apna safar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa tujhe dhadkano mein basa loon main tujhe dhadkano mein basa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Har Mahadev Jagjit Singh 07:44 40011
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:44   Song Number : 40011   

Hari Bin Kaun Sahai Jagjit Singh 05:22 39414
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:22   Song Number : 39414   

Hey Krishna Gopal Hari Jagjit Singh 07:38 32551
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:38   Song Number : 32551   

Hey Shiv Shankar Hey Karunakar Jagjit Singh 07:47 19384
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 19384   

Honthon Se Chhoo Lo Tum Prem Geet (1981) 04:57 18021
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:57   Song Number : 18021   

Hum Mein Hi Thi Na Koi Baat Jagjit Singh & Chitra Singh 04:55 20218
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hafeez Jalandhari
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 20218   

Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 06:29 16543
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rahi Masoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:29   Song Number : 16543   

Humsafar Ban Ke Hum Ashiana (1986) 07:31 19179
 
Poster of Ashiana (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Madan Pal
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 07:31   Song Number : 19179   

Ik Nazar Dekh Ke Hum Jaan Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:37 36604
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 36604   

Ishq Fana Ka Naam Hai Chitra Singh 03:25 36760
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:25   Song Number : 36760   

Jaag Ke Kaati Leela (2002) 06:14 13609
 
Poster of Leela (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Others
Duration : 06:14   Song Number : 13609   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaate Jaate Wo Mujhe Jagjit Singh 06:40 39829
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 39829   

Jabse Hum Tabaah Ho Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:33 37007
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 37007   

Jai Radha Madhav Jagjit Singh 08:33 15525
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:33   Song Number : 15525   

Jawaani Ke Heele Haya Ke Bahane Jagjit Singh 06:28 40918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:28   Song Number : 40918   

Jis Mod Par Kiye The Chitra Singh 05:56 40518
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Faakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:56   Song Number : 40518   

Kab Se Hoon Kya Bataun Jagjit Singh 04:02 37031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 37031   

Kabhi To Khul Ke Baras Chitra Singh 05:18 37971
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:18   Song Number : 37971   

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Jagjit Singh 07:26 32017
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:26   Song Number : 32017   
Karaoke Songs of jagjit singh, Sad Songs of jagjit singh, Love Songs of jagjit singh, Dance Songs of jagjit singh, Hip-hop songs of jagjit singh, Best songs of jagjit singh, Super hit songs of jagjit singh, hit songs of jagjit singh, duet songs of jagjit singh, solo songs of jagjit singh, old songs of jagjit singh, famous songs of jagjit singh, Hindi Karaoke Songs of jagjit singh, Hindi Sad Songs of jagjit singh, Hindi Love Songs of jagjit singh, Hindi Dance Songs of jagjit singh, Hindi Hip-hop songs of jagjit singh, best Hindi songs of jagjit singh, super hit Hindi songs of jagjit singh, hit Hindi songs of jagjit singh, duet Hindi songs of jagjit singh, solo Hindi songs of jagjit singh, old Hindi songs of jagjit singh, famous Hindi songs of jagjit singh, Sing Along Songs of jagjit singh, Sing Along Sad Songs of jagjit singh, Sing Along Love Songs of jagjit singh, Sing Along Dance Songs of jagjit singh, Sing Along Hip-hop songs of jagjit singh, Sing Along Best songs of jagjit singh, Sing Along Super hit songs of jagjit singh, Sing Along hit songs of jagjit singh, Sing Along duet songs of jagjit singh, Sing Along solo songs of jagjit singh, Sing Along old songs of jagjit singh, Sing Along famous songs of jagjit singh