MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa bin rupaiyaa to mister teri mummy kaa pyaar jo paida karta tujhe to kabhi naa kar sakta mere yaar dactor laut jaata fee naa milti agar tu maa ke pote ke ander pada hi reh jaata har baar to kiya jisne paida wo ishwar hai naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa haath khaali agar tu marr gaya meri jaan naa agni tujhko chhuegi naa dharti hi degi maan had ye hai mere bhaai ye khudaaon ka ghar teri daulat ne banaaya to huye khush allah bhagwaan tu iss duniyaa ke khaatir jodi jaa aana paiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa ek leader ko dekho he is looking so very glad udaata phirta dinner hai in the hotel sun n send uss ke ladke ki shaadi dekhe jaa ye naa poochh kahaan se aaya ye haathi from where this english band aaj click here
sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin bano na sanwariya main jaan gayi re bano na sanwariya main jaan gayi re aaj tohe raadha pehchaan gayi re aaj tohe raadha pehchaan gayi re jhuki jhuki akhiyon ko aur na jhukaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin kaise kahun mera tu meet nahin re kaise kahun mera tu meet nahin re aise bhala chhupti hai preet kahin re aise bhala chhupti hai preet kahin re chup chup reh ke mera dil na dukhaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin maan ja sanwariya na tod mera dil maan ja sanwariya na tod mera dil jhoom zara nainon se nain gaye mil jhoom zara nainon se nain gaye mil chham chham naachungi tu murli bajaa batiyaan bana ke mora jiya na click here
ha ha ha ha haa ha ha ha haa ha ha ha haa ho ho hoo ha ha haa saiyaan kaise dhaarun dheer haaye pag thumak chalat bal khaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer paayal baaje na koi jaage na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki kaanta chubh chubh jaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer khili chandni jale saajni haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa bairan shor machaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer koi jaane na bairan maane na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan o more saiyaan parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri pag tharr click here
sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi are haan haaan saj rahi reeee saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri amma sunhari gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein amma tere munne ki gazab hai baat hooo amma tere munne ki haan haan haaye hoo chanda jaisa mukhda kiran jaise haath chanda jaisa mukhda kiran jaise haath saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein haaye aam se humko matlab guthali se kya lena mil jaaye huq apna putli se kya lena phir bachche ko uthaaya gale se yun lagaaya aage kya bolun yaara main paapi dil se haara beta tere kisse pe dil mera roye jeeye tera munna bhai hoye ho ho ooooo jeeye tera munna naseebon waala hoye saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi click here
sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa ye shaam ye tanhaayi kaise de doon kisi ko ye shaam ye tanhaayi kitne dinon ke baad aayi tu hai sajan aanchal hai mera aaj to ek ek pal hai mera oooooo sajnaa kuchh samjhe sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa nazdik laaun tujhko apne dil se bhi jyaada nazdik laaun tujhko saanson se mehkaaun tujhko keh de sitaare phere nazar chaandaniya kyun dekhe idhar oooo sajnaa aye ji sunte ho sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm palken naa khulne doongi inmein tujhko chhupa ke palken naa khulne doongi ye raat naa dhalne doongi pyaar humara so naa sake aur savera ho naa sake click here
hooo sajti hai yun hi mehfil sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do saaz e tamanna laao koi geet gaayen hum jashn e muhabbat hai ye jhoom ke manaayen hum saaz e tamanna laao koi geet gaayen hum jashn e muhabbat hai ye jhoom ke manaayen hum shaam ye muraadon ki subah tak to chalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ab to nazar bhi apne uthti hai duwaa ban kar dhadkan bhi nikli dil se naghmaa e wafaa ban kar ab to nazar bhi apne uthti hai duwaa ban kar dhadkan bhi nikli dil se naghmaa e wafaa ban kar aaj to dil o jaan ki hasraten nikalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun click here
sala main to sahab ban gaya are sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka haaa sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande kauaa jaise pankh mayur ka apni dum mein badhen apni dum mein badhen apni dum mein badhen kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha leader log ki unchi baatein kya samjhe tum nicha kya samjhe tum nicha mera wo sab jhahil pan gaya hey sala main to sahab ban gaya sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka tarapapapapapapa tarapapapapapapa surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli kaisa click here
aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa salle allah zulf kaali kaali salle allah zulf kaali kaali hum dardmandon ke waali waali hum dardmandon ke waali waali salle allah zulf kaali kaali tumpe khuli aasmaanon ki raahen tum se mili click here
Sambhal Ke Samhal Ke Yeh Duniya click here
samjha main kismat khul gayi samjha main kismat khul gayi mujhko raam bhudhiya mil gayi samjha main kismat khul gayi mujhko raam bhudhiya mil gayi arey pahuncha jab uski mehfil mein kya kya arman the dil ke sab reh gaye dil mein samjha main kismat khul gayi mujhko raam bhudhiya mil gayi soch raha tha main hai meri mehbooba chanda ka ek tukda jhoom ke dekhunga choom ke dekhunga gora gora mukhda soch raha tha main hai meri mehbooba chanda ka ek tukda jhoom ke dekhunga choom ke dekhunga gora gora mukhda yahi dhun thi basunga main jawaan gaalon ke til mein kya kya arman the dil ke sab reh gaye dil mein samjha main kismat khul gayi mujhko raam bhudhiya mil gayi dekh singaar uska main to yahi samjha hai koi soorat waali chehre ki laali ko ponchh ke dekha to nikli bhudhiya kaali dekh singaar uska main to yahi samjha hai koi soorat waali chehre ki laali ko ponchh ke dekha to nikli bhudhiya kaali dukhi banke pada hoon main mohabbat ki manzil mein kya kya arman the dil ke click here
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey jaane jaana hey jaane jaana ha jaane jaana hey jaane jaana sanam tum jahan mera dil wahan sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey haan haan haan haan sanam tum jahan mera dil wahan yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai aa gaya mazza chha gaya nasha rang laayi bekaraari ab ye raat hai humari arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan hey jaane jaana na naana ab kahin na jaana chhod do bahaana ab kahin na jaana chhod do bahaana dhal na jaaye raat reh na jaaye baat hai gazab ki shaam aaj bad ke lelo jaam aaj click here
sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye kaun raha hai apna kis ko pukaarun reeee kis ko pukaarun baithi akeli soona panth nihaarun reeee panth nihaarun panchhi bhi jaaaaa sab laut aaye tum hi naa aaye karun kya upaaye sandhya jo aaaaye apni to ek raina birhaa ki raina birha ki raina din kya hai yenaa jaane mere do nainaaa mere do naina ik raat jaaye ik raat aaye tum hi kahooo karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye click here
o o o o o o ooooo oooooo oo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke saachi bolo saachi bolo saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji duniya ulat deta main to thodi der jo tum na aur milte hoo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao hey dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao saajana jisko milega pyaar aise woh toh jarur chhalke tum kya jaanon tumhaare paas aaye hum kitni door chalke aankhon mein kaajal hai kaajal mein surat tumhaari seene mein dil hai to dil ko zarurat tumhaari aankhon mein kaajal click here
ho sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera hay re reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein haay re chahe kahin par maru katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari lage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera mera mera meri ada mein mastani lehar bhi hai lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai aa aa aa aa aa aa meri ada mein mastani lehar bhi hai ha aa lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai jisne jisne dekha jalwa haay re jisne jisne dekha jalwa meri adaon ka koi bacha aur koi mar gaya ha sanwla rang hai mera haay re reshmi ang hai mera sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho click here
sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna oooooooo mera dil o jaane jaan chura ke chali kahaan nashen mein bhari bhari ooooooooo churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri oye behki behki chaal chaal haaye lachke jaise daal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna ooooooooo ye kyun dil pe haath hai wo kya aisi baat hai humen bhi bataaiye ooooooooo bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna click here
hoo hoo hooo hooo hoo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki ha aa ha aa tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki hoo bin badal bijli idhar chamki are sunkar ke mele ki dhoom hum aaye hain tumhre gaanw haan gori sambhalo humein kar do chunariya ki chaanw arey dil pe kahin gir na pade dil pe kahin gir na pade dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki dikhti nahin sar pe dhoop sawan ke andhe ho kya ha ha are bijli kahan banware gora badan hai mera ho oo are thoda sa main bal kha gayi thoda sa main bal kha gayi to jhooma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki ho oo oo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin are bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli oo bin badal bijli oo bin badal bijli ha bin badal bijli click here
shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam dil pareshaan hai raat viraan hai dekh jaa kis tarah aaj tanhaa hain hum shaam e gham ki kasam chaen kaisaa jo pehlu mein tu hi nahin maar daale na dard e judaai kahin rut hansin hai to kyaa chaandni hai to kyaa chaandni zulm hai aur judaai sitam shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee dhundhati hai nazar tu kahaan hai magar dekhte dekhte aayaa aankhon mein dum shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam click here
hooooooo ooooo oooooo oooooo hooooooo ooooo oooooo oooooo oooooooo ooooo oooooo shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali hai yahi dard ke jal jaaye patanga naa kahin shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe main rahun yaa naa rahun ghar ka ujaala to rahe apne preetam ke liye chhod di preetam ki gali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye apne hi ashkon mein bheegi huyi ek raat liye ghum ke toofan mein gheeri thokaren khaati nikli shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya ghum ke sholon mein chhupi aisi ke ghar chhut gaya doobne aayi hai paani mein naseebon ki jali shamma bujhne ko chali click here
du duru duru du du du duru du du du sharabi aankhen gulabi chehra sharabi aankhen gulabi chehra kaisa lage mera dilruba dil mera dilruba dil mera gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera dilruba dil mera dilruba gulabi chehra ye zulfein kya lage jaise chhanv dhale meri chale to iss chaanv mein bita doon sari zindagi haan ye nazar yaar ka ghar haay pagle yaar se alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi du duru duru du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye badan kya sajan haan kya kehne tumse milun to kuchh yaad nahin aaye chaahat ke siwa haan ye baahein pyaar chaahen haa haay diwaane kaam in bahon ka aur bhi to hoga chaahat ke siva du duru duru du du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye kamar haan magar naa meri jaan yun hi to log bekaar nahin bharte aahein subah shaam aa zalima dilruba o nadaan jaan dilruba ke alava click here
shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeey shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heeyy heeyyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa jo nahin samjhe ki hum hain kiske deewane heey heey wo hamari aashiqui ka rang kya jaane arre haan aa ha aa haaan samjho na meri jaan ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeeyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge sunke meri sada chhod ke naaz o ada kachche dhaage mein bandhe aayenge yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sabse Bada Rupaiyaa (Na Bibi Na Bachha) Sabse Bada Rupaiya (1976) 03:06 12463
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
Singer- 
Mahmood, Sathi
Duration : 03:06   Song Number : 12463   

Sach Sach Bol Nahin Batiyan Bana Miss Coca Cola (1955) 03:24 38826
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:24   Song Number : 38826   

Saiyaan Kaise Dharun Dheer Sitaron Se Aage (1958) 06:11 39869
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:11   Song Number : 39869   

Saj Rahi Gali Meri Maa Kunwara Baap (1974) 06:44 12368
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Mumtaj Ali
Raag- 
Bhairav
Duration : 06:44   Song Number : 12368   

Sajnaa O Sajnaa Abhinetri (1970) 05:46 12211
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:46   Song Number : 12211   

Sajti Hai Yun Hi Mehfil Kudrat (1981) 04:45 12367
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh, Rajesh Khanna, Raj Kumar
Duration : 04:45   Song Number : 12367   

Sala Main To Sahab Ban Gaya Sagina (1974) 03:06 12464
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 12464   

Salle Allah Zulf Kaali Kaali Kabli Khan (1963) 04:21 15607
 
Poster of Kabli Khan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajit, Mukri
Duration : 04:21   Song Number : 15607   

Sambhal Ke Ye Duniya Sitaron Se Aage (1958) 04:49 13199
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:49   Song Number : 13199   

Samjha Main Kismat Daulat Ke Dushman (1983) 03:30 38306
 
Poster of Daulat Ke Dushman (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Aruna Irani, Mehmood
Duration : 03:30   Song Number : 38306   

Sanam Tum Jahan Kaalia (1981) 04:59 18260
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:59   Song Number : 18260   

Sandhya Jo Aaye Phagun (1973) 03:41 16293
 
Poster of Phagun (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:41   Song Number : 16293   

Sang Mere Nikle The Phir Wahi Raat (1980) 05:23 32532
 
Poster of Phir Wahi Raat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:23   Song Number : 32532   

Sanwla Rang Hai Mera Raampur Ka Lakshman (1972) 05:35 40260
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:35   Song Number : 40260   

Sar Par Topi Laal Tumsa Nahin Dekha (1957) 05:55 12536
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Amita, Shammi Kapoor
Duration : 05:55   Song Number : 12536   

Sawan Nahin Bhadon Nahin Kudrat (1981) 04:28 36051
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Priya Rajvansh
Duration : 04:28   Song Number : 36051   

Shaam E Gham Ki Kasam Footpath (1953) 03:12 21230
 
Poster of Footpath (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:12   Song Number : 21230   

Shamma Bujhne Ko Chali Ganga Ki Lahren (1964) 03:40 12350
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 12350   

Sharabi Aankhen Gulabi Chehra Madhosh (1974) 05:15 36268
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Rajesh Roshan
Duration : 05:15   Song Number : 36268   

Shehar Ki Pariyon Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 32419
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 05:15   Song Number : 32419   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri