MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mukesh
Home Mukesh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai toofaan ko aana hai aa kar chale jana hai badal hai ye kuchh pal ka chha kar dhal jana hai parchhaiyan reh jaati reh jaati nishaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik click here
ik teer chalane waale ne ik teer chalane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik hook uthi hai mann mein ik dard basa jeevan mein ik dard basa jeevan mein aankhon mein samaane waale ne aankhon mein samaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik geet sunaane waale ne ik geet sunaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya sharma ke nazar jab daali ik vaar gaya naa khali ik vaar gaya naa khali lalchaa ke lubhaane waale ne lalchaa ke lubhaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya aankhon ko bana kar bhedi chup ke se muhabbat de di chup ke se muhabbat de di iss ghar ko basaane waale ne iss ghar ko basaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya wo humse agar poochhenge hum unse yahi keh denge hum unse yahi keh denge ik dil ko churane waale ne ik dil ko churane waale ne dil loot liya haaye loot click here
je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor arre e bandhan hai pyaar kaa je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor kajraa waali phir tu aaise kaahe nihaare kajraa waali phir tu aaise kaahe nihaare e chitvan ke gori maane to samjhaa jaa re matlab waa ek hai ek hai nainan pukaar kaa je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hujoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor dekho baadar aaye pawan ke pukaare dekho baadar aaye pawan ke pukaare ulfat meri jeeti anaadi piya haare aayega re majaa re majaa ab jeet haar ka je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor click here
phirte the jo bade hi sikander bane huye baithe hain unke darr pe kabootar bane huye jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba humne bhi ye socha tha kabhi pyaar karenge chhup chhup ke kisi shokh haseena pe marenge dekha jo azzizon ko mohabbat mein tadpate dil kehne laga hum to mohabbat se darenge inn nargisi aankhon ke chhupe waar se tauba tauba iss waar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba tum jaiso ki nazren naa haseenon se ladengi gar lad bhi gayin apne hi kadmon pe gadengi bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena jhad jaayenge sab baal wo bebaav padegi tum jaiso ko jo padti hai uss maar se tauba tauba uss maar se tauba jiss pyaar mein ye haal ho jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba dil jinka jawaan hai wo sadaa ishq click here
jumme ki raat ho ya din jumme raat ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna ye na poochho piya beeti kaise ratiyan kar gayi jadoo teri neeli neeli ankhiyan neeli neeli ankhiyan meetha meetha dard hai nazron ke vaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jao ji jaao hamein aake karo bore na jhhute patake kahin aur jaake chhod na aur jaake click here
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do click here
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se click here
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere click here
kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re na rooth ke mujhse jaa ke mera dil nahin mere haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re tu kaun hai ye maloom nahin tu kaun hai ye maloom nahin phir dil kyun tujhe bulata hai taqdeer ne chhoda saath magar tu chhod na mera saath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re main apna sab kuchh kho baitha main apna sab kuchh kho baitha kya pyaar mein tera bigada hai tu aa ke dekh ek baar hai meri aankhon mein barsaat re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re yaad aa ke na rasta rok mera yaad aa ke na rasta rok mera mujhe jane de mujhe jane de ek baar laut ke aa thaam le aa kar mera haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re click here
laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke click here
lag jaa gale se aye tanhaayi lag jaa gale se aye tanhaayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa mujhko muhabbat raas naa aayi mujhko muhabbat raas naa aayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi o tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi aag se maine pyaas bhujaai aag se maine pyaas bhujaai pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi click here
le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal jab se nazar mein aap base hain jab se nazar mein aap base hain masti si chhaayi hai aankhon mein chhayi rahe ye masti bas jaaye dil ki basti mehki rahe ye waadiyaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn le chal preet ka bandhan baandh ke tumne preet ka bandhan baandh ke tumne preet pe bhi upkaar kiya hai ab ye bandhan naa toote yug yug ye saath naa chhute chalta rahe yun carwaaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal click here
tan bhi badla man bhi badla badal gayi hai kaaya kaali raat se jeevan ko ab mil gayi ujali chhaya looie shama sha ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui aaaa aaa aaa aaaaaaaaaaaaaaaaa mausam ne li angdaayi hai kudrat ne bandhi payal hai haaye main kiski baat karun dil mera hi to ghayal hai rishton ki mehandi le aao o o o o o o rishton ki mehandi le aao dulhan sa mujhe sajaao dulhan sa mujhe sajaao ri prem ki bhasha ui ui ui ui ui ui prem ki bhasha uii prem ki bhasha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui hooo dil chanda ka le aayenge sooraj se aankh milayenge aa jayenge jab apni par taaron ko tod ke layenge dil chanda ka le click here
main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa mann gaaye tere geet basa kar preet mohe kuchh tujh bin bhaye naa ooooooooooo tu sooraj tu sooraj main ujiyaara ooooo oooooo oooooo tu sooraj main ujiyaara hai ab jeevan bhar ka meil hai ab jeevan bhar ka meil suno ji preet nahin hai khel suno ji preet nahin hai khel oooooo oooooo oooooo ye jeevan ye jeevan mujhko pyaara ooooooo oooo ooooo oooo ye jeevan mujhko pyaara jiyun main duniyaa ke dukh jhel jiyun main duniyaa ke dukh jhel o preetam aag se khelun khel iss dil ki hai dil se laag khule hain bhaag ye duniyaa humko sataaye naa main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tu mera hai tu mera hai main teri hooooo ooooo ooooo tu mera hai main teri saajan main raadha tu shyaam saajan main raadha tu shyaam japun main har dam tera naam japun main har dam tera naam ooooooo oooooo ooooo oooo main tera hoon main tera hoon tu meri hoooooo ooooo oooo main click here
main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila bada haseen mere dil ka raazdaar mila main khushnaseeb hoon kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho ke jaise saare zamaane se ikhtiyaar mila main khushnaseeb hoon kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade meri wafaa ka sila mujhko shaandar mila main khushnaseeb hoon mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon click here
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main click here
maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye ik dil dukh zamaane bhar ke haaye re zamaane bhar ke hum to bharose re rasiya hai bas tumhare kar ke haaye re tumhare kar ke hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye click here
maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi jiss ki soorat khayaalon mein thi aisa lagta hai tum ho wahi mil gayi kya khushi chhaa gaya kya nasha maine bhi tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi chalti hai saanson mein aandhiyaan dil ki dhadkan theharne lagi kya pata kya hua hona hai jaane kya maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa hooo oooo ooooo ooooo hooo oooo ooooo rang laayi hai dil ki duwaa tujhe chaha tu mera hua rang click here
manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri aakhen naa pher le tu dil baar baar bole aakhen naa pher le tu dil baar baar bole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ik Pyaar Ka Nagma (Long Version) Shor (1972) 05:59 14255
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:59   Song Number : 14255   

Ik Teer Chalane Waale Pugree (1948) 03:02 13994
 
Poster of Pugree (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sitara Devi, Mukesh
On Screen Actors- 
Amar, Kamini Kaushal
Duration : 03:02   Song Number : 13994   

Je Hum Tum Chori Se Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 03:40 20656
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Nanda
Duration : 03:40   Song Number : 20656   

Jiss Pyaar Mein Ye Haal Phir Subha Hogi (1958) 03:59 13954
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 13954   

Jumme Ki Raat Ho Dulha Dulhan (1964) 04:22 32964
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hayat Varasi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 32964   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Kismat Mein Bichhadna Tha Shabnam (1949) 02:40 16317
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 02:40   Song Number : 16317   

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   

Lag Jaa Gale Se Woh Jo Hasina (1983) 04:38 14410
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta
Duration : 04:38   Song Number : 14410   

Le Chal Mere Jeevan Vishwas (1969) 04:32 14402
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Aparna Sen, Jeetendra
Duration : 04:32   Song Number : 14402   

Looie Shama Sha Kranti (1981) 07:49 36705
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dilip Kumar
Duration : 07:49   Song Number : 36705   

Main Bhanwra Tu Hai Mela (1948) 03:56 13712
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 13712   

Main Khushnaseeb Hoon Tower House (1962) 03:29 14353
 
Poster of Tower House (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 03:29   Song Number : 14353   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Maine Dekhi Jag Sunehre Din (1949) 03:12 14297
 
Poster of Sunehre Din (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:12   Song Number : 14297   

Maine Tujhe Dekha Hai Kahin Meetha Zehar (1985) 05:18 18551
 
Poster of Meetha Zehar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Babla
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 05:18   Song Number : 18551   

Manvaa Mein Pyaar Dole Sartaj (1950) 02:47 16315
 
Poster of Sartaj (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Zohara, Mukesh
On Screen Actors- 
Ansari, Kukku Saigal
Duration : 02:47   Song Number : 16315   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh