Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj Udhas
HomePankaj Udhas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sab dekhen mukh chaand ka main to dekhun tohe tum hi hamare chaand ho mukh dekhe sukh hoye tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar khaamosh tu rahe
tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah baatein rahin adhoori bichadna pada humein baatein rahin adhuri bichadna pada humein tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
dard chamkaa rahi hai teri yaad noor barsaa rahi hai teri yaad dil ki waadi mein chandani ki tarah failti jaa rahi hai teri yaad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua mushkil se ehsaas hua pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai rone dhone baithi hai phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne
yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein soyi soyi har gali se uth rahi hain sard saansein bheegi raatein yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara teri gali mein yaara kab se bhatak raha hoon tu chilmanon ke peechhe main bepard jal raha hoon hai dar badar fakeeri hai dar badar fakeeri tera hoon bas tera hoon le ke yahi tamanna jee jee ke mar raha hoon chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein uss atariya tera manzar ek leher si uth rahi hai dil ke andar yaara tere kooche mein toota hai koyi taara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara ho tere noora da dil vich ho gaya dera ho tere noora da dil vich ho gaya dera ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan hoya saara door hanera
jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale din chale raat chale subha chale shaam chale kaarobaar e maikhana to band hai saqi tu nighahon se pila de to mera kaam chale ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke
dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dil ki mitti hai abhi tak nam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech faasla ruswaai ka hai kam zara aahista chal apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag uski aankhon mein bhi hai shabanam zara aahista chal koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar ab ke logon mein wafa hai kam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal ho zara aahista chal zara aahista chal
zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye kitni mayus hai zindagi ki khushi kitni mayus hai zindagi ki khushiiiii kitni mayus hai zindagi ki khushi muskurata hua koi ghum dijiye muskurata hua koi ghum dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jo na dil ki tarah toot jaaye kabhiiii jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi aisa apni wafa ka bharam dijiye aisa apni wafa ka bharam dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye aaj likhenge hum daastaan e wafaaaaa aaj likhenge hum daastaan e wafa aaj likhenge hum daastaan e wafa khoon e dil mein dubo kar kalam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Paas Hai Pankaj Udhas 07:16 18014
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:16   Song Number : 18014   

Tum Aaye Zindagi Mein Pankaj Udhas 08:20 33035
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:20   Song Number : 33035   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   

Yaadon Ka Ek Jhonka Pankaj Udhas 10:51 18331
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 10:51   Song Number : 18331   

Yaara (Full Version) Pankaj Udhas 06:45 19357
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ustad Amjad Ali Khan
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:45   Song Number : 19357   

Ye Alag Baat Hai Pankaj Udhas 08:33 18017
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:33   Song Number : 18017   

Zara Aahista Chal Pankaj Udhas 04:13 18010
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:13   Song Number : 18010   

Zindagi Ko Khushi Chahe Pankaj Udhas 04:52 32294
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:52   Song Number : 32294