MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mukesh
Home Mukesh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki ye jo teri aankhein hain sholaa shabnam si yahin marnaa bhi hai mujhko mujhe jeenaa bhi yahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka mujh ko teraa daaman hai bistar kaliyon ka jahaan par hain teri baanhein meri jannat bhi wahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke nazdeek click here
mujhe mubaraq puraani yaaden tujhe mubaraq naya fasaana jo ho sake to naa yaad karna jo yaad aaun to bhool jaana mehlon ne chheen liyaa bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari maano naa maanon mehlon mein reh ke main aaj bhi hoon tumhaari mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen mujh se juda hai manzil tumhari tum se juda meri raahen mehlon ne chheen liya bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke jaise rahen hon waise rahoge dil mein mere pyaar banke mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera click here
usne kaha tu kaun hai maine kahaa ulfat teri usne kaha tu kaun hai maine kahaa ulfat teri usne kahaa taktaa hai kya maine kahaa soorat teri usne kahaa chaahta hai kyaaaaaaa usne kahaa chaahta hai kya maine kahaan chaahat teri maine kahaan samjhaa nahin usne kahaan kismat teri ek humen aankh ki ladaayi maar gayi doosri ye yaar ki judaayi maar gayi teesari hamesha ki tanhaayi maar gayi chauthi ye khudaa ki khudaayi maar gayi baaki kuchh bachaa to mehngaayi maar gayi mehngaayi maar gayi baaki kuchh bachaa to mehngaayi maar gayi mehngaayi maar gayi ek humen aankh ki ladaayi maar gayi doosri ye yaar ki judaayi maar gayi teesari hamesha ki tanhaayi maar gayi chauthi ye khudaa ki khudaayi maar gayi baaki kuchh bachaa to mehngaayi maar gayi mehngaayi maar gayi baaki kuchh bachaa to mehngaayi maar gayi mehngaayi maar gayi hooo hooo hoooo hooo hoooo tabiyat thik thi aur dil bhi tabiyat thik thi haan tabiyat thik thi tabiyat thik thi haan haan tabiyat thik thi aur dil bhi click here
mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi hai yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa kyun ghiri ghata tu hi bata kyun hansi fizaa tu hi bata phool kyun khila tu hi bataaaaaaaaa kiss raah pe chalna hai kiss gaah pe rukna hai kiss kaam ko karna hai batlaab ke main kaun hoon mehtaab tera chehraa zindgi ko tu geet bana dil ke saaz pe jhoom ke gaa iss jahaan ko tu pyaar sikhaaaaaaaaaa mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa click here
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena click here
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi click here
mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewanaa machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera aisi adaaon pe to koi luta jaaye hai mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere peechhe ek deewanaa aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo dekho deewana kaisi batiyaan banaaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewana mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat dekhi mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat click here
mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein rupyon ka chashma chadhao ye duniyaa dikhegi rangeeli saare nashe iss ke naukar ye hai cheez aisi nasheeli ye cham cham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya ye chham chham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein sapnon si rangeen raaten jaise ke aayi deewali kal ka bhala kya bharosa rahenge maalik yaa maali hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya mini mini click here
mujhe dard rehta hai hmm dil mein dard rehta hai achchha mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti baap re saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai to hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena are hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena pee kar phir aaraam se praani jug jug jee lena yadi phir bhi naa mile tujhe aaraam to raksha kare teri siya raam siya raam siya raam siya raam siya raam teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye mujhe rog bhaari hai hai hai badi beqaraari hai hai hai jab dil dhadakta hai jaise dank lagta hai jiya talmalata hai rabb yaad aata hai teri dillagi haaye ek aankh naa bhaaye hai bura click here
mujhe kehte hain mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai khayaal tu hai khayaal tera mera tera mera saath rahega ho mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani gaa ke sunaayen hum apni kahaani apni kahaani tu mere geeton ki hai zindagani tu mere geeton ki hai zindagani tere geeton mein hai wo kamaal o kallu qawaal tera mera tera mera saath rahega mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai husn o muhabbat ka sangam jahaan hai sangam jahaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai meri aankhon mein aankhen to daal aankhen to daal tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai click here
mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain tumhen kis ne sazaa di kyaa tumhen kis ne sazaa di kyaa ki raaton ko ginon taare ki raaton ko ginon taare wo zaalim wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare tumhen kis ne kaha hai kyaa mere sapnon mein aane ko mere sapnon mein aane ko tere sapnon mein aate hain teri click here
aye ji o ji aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hmmmm duniyaa chakori paisaa hai chanda suli pe latka har ek banda sab ke gale mein maaya ka fanda seekho o yaaron inn se ye dhandha inn se ye dhandha hoooo oooo oooo oooo oooo oooo do bol meethe bas bol ke har maal bechon kam tol ke re baba kam tol ke tum apni khaali jeben bharo ji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hoooo oooo oooo oooo oooo oooo main kuchh na jaanu iss se ziyaada main kuchh na jaanu iss se ziyaada tu mera mohan main teri radha jeevan nahin itna sidha click here
sikandar bhi aaye kalander bhi aaye naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai sikandar ko poras ki taaqat ne roka gauri ko prithvi ki himmat ne toka jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii hooooo oooo ooooo oooo ooooo jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii to dilli ki galiyon se aawaaz aayi laga le tu kitna bhi zor e sitamagar ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai prataap ne jaan de di watan pe shivaji ne bhagwaa udaaya gagan pe mardon ne khaayin aazaadi ki kasmen hooooo oooooo ooooo oooo ooo click here
nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain rasile chaand sa mukhda sundar roop suhaana par bedardi dard na samjhe jaane bas tadpana phir bhi mann tadpaane waala mann ka meet kahaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye jab wo aaye le kar aaye din mein chaand sitaare jab wo jaayen le kar jaayen sab armaan humareee dekh use dil tadpe aur bin dekhe raha naa jaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye hai ji ek chhaliya click here
nain tumhaare mazedaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali pyaar kiya tumse kya humne gunaah kiya pyaar kiya tumse kya humne gunaah kiya aapke ishaaron pe khud ko tabaah kiya bante hai hum hi gunahgaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali aap chaahe kuchh ho nighaahon pe chhaa gaye aap chaahe kuchh ho nighaahon pe chhaa gaye meri zindagi mein bahaar banke aa gaye hum hai tumhaare talabgaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali raah mein pade hain huzur ke ghulaam hai raah mein pade hain huzur ke ghulaam hai geet mere sun lo wafaa ke paiyaam hai hum hai tumhaare taabedaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali click here
natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen ye dil ka lagana bura ya bhala hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen badi muktsar hai mulakaat apni magar keh gaya hai dil har ek baat apni badi muktsar hai mulakaat apni magar keh gaya hai dil har ek baat apni aaaaa yunhi kyun na guzre ye din raat apne haqeeqat bane kyun naa ghadi bhar ke sapne kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai tumhari ada ya hamari ada hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen ye dil ka lagana bura ya bhala hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen bahut mere dil ke kareeb aa gayi ho nasha ban ke aankhon par meri chha gayi ho hoo pata kuch nahi hai ye kya zindagi hai magar aisa lagta hai ke jannat yahi hai kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai tumhari wafaa ya hamari wafaa hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi click here
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki click here
neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata mausam deewana behka zamaana saawan ki mauj mein do dil akele hain teri nigaahein aa haa haa meri nigaahein aa haa haa dono sharaabi hain masti ke mele hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata palkon se chhal ke aa haa haa gaalo pe dhal ke aa haa haa saawan ki bundo mein chanchal ishaare hain samjho ishaara de do sahaara tum bhi hamaare ho hum bhi tumhaare hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata laharon ka aanchal saahil pe dole barakha ki raani bhi zulfon ko khole hai laharon mein kho jaa aa click here
achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa duniyaan bhar ki khushiyaan humko dene waali maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa o maa o maa tune jaag jaag ke raaton mein humein meethi neend sulaaya hai teri mamta ke saaye ne humein sardi garmi se bachaaya hai har haal mein ye ghar swarg lage ye to maa teri maaya hai o maa o maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa maara jo kabhi galti pe humein humse dukh jyada tujhko hua hum aansu baha ke chhup ho gaye lekin maa tera man roya aisi mamta ki murat ki jeevan bhar karte rahe pooja o maa o maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa duniyaan bhar ki khushiyaan humko dene waali maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa click here
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mehboob Mere Patthar Ke Sanam (1967) 05:48 20900
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:48   Song Number : 20900   

Mehlon Ne Chheen Liya Bachpan Zabak (1961) 04:28 15176
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Shayama
Duration : 04:28   Song Number : 15176   

Mehngayi Maar Gayi Roti Kapada Aur Makaan (1974) 08:49 12192
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Amitabh Bachchan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 08:49   Song Number : 12192   

Mehtaab Tera Chehraa Aashiq (1962) 03:32 11898
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 11898   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Mere Peechhe Ek Deewana Nazrana (1961) 04:10 32728
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayantimala
Duration : 04:10   Song Number : 32728   

Mini Mini Chi Chi Kathputli (1957) 04:16 13534
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Agha, Vyjayanthimala
Duration : 04:16   Song Number : 13534   

Mujhe Dard Rehta Dus Numbri (1976) 06:42 13208
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:42   Song Number : 13208   

Mujhe Kahte Hain Dulha Dulhan (1964) 04:53 13191
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 04:53   Song Number : 13191   

Mujhe Sach Sach Bata Bawre Nain (1950) 04:56 12865
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Raj Kumari, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 04:56   Song Number : 12865   

My Name Is Lakhan Ram Lakhan (1989) 07:16 20997
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:16   Song Number : 20997   

Na Koi Raha Hai Na Koi Rahega Johar Mehmood In Goa (1965) 05:33 15605
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Khanna, Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Leela Chitnis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:33   Song Number : 15605   

Nain Dwaar se Sawan (1959) 04:19 14169
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
On Screen Actors- 
Amita, Bharat Bhushan
Raag- 
Jog
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14169   

Nain Tumhaare Mazedaar Junglee (1961) 03:35 13473
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 03:35   Song Number : 13473   

Natija Hamari Puraskar (1970) 05:44 13996
 
Poster of Puraskar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:44   Song Number : 13996   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

Neeli Neeli Ghata Hum Hindustani (1960) 05:22 19229
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K Manohar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:22   Song Number : 19229   

O Maa O Maa Trimurti (1974) 04:15 17214
 
Poster of Trimurti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakesh Roshan, Asrani
Duration : 04:15   Song Number : 17214   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh