Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNargis
HomeNargis
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dwaar khule man mandir ke chitchor nahin aaye nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye garji badli phir bhi naachan garji badli phir bhi naachan mor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye dekh re bhanware khil rahi bagiya dekh re bhanware khil rahi bagiya door door kyun gunje rasiya kaun bhool hum se bhayi bairi kaahe tum iss or nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye sakhi ri chitchor nahin aaye
hooo sakhiyan sab aao ri karo ri badaayi karo ri ri badaayi aao ri aao ri aao ri aao hey aao ri aao ri aao ri aao ri aao ri aao ri aao ho aao ri aao ri aao ri aao karo ri badaayi sab sakhiyan ki sab sakhiyan ki ho sab sakhiyan ki sab sakhiyan ki udd gayi reeeeeee neend ankhiyan ki neend ankhiyan ki uthe sukh ki lehar zara thehar thehar chali khushi re chali gali shehar shehar haaan mite ghum ka zehar bahe pyaar ki lehar chade prem ka nasha har ghadi har paher aye ji teekha teekha sa o ji khatta khatta sa aye ji teekha teekha sa haan khatta khatta sa ho masti ke rang haan masti ke rang haan barsaao khushiyaan mehkaao khushiyaan barsaao khushiyaan satrangi ho jahaan main to bolun hans hans keench jaaye nas nas chade chade prem ras tan jaaye kas kas hooooo bhaage bhaage mera menn sarpat sarpat haaye lapat uthe re kaise jhapat jhapat aye ji behka behka saa o ji lehka lehka saa aye ji behka behka saa haan lehka lehka saa masti ke rang haan hoo masti ke rang maa barsaao
sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane nazara din chaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere ghum nahin haar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani ishara hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja
maj gun gan gin tuna o phir purr pharr chhinn chhunnaa shamma jali parwaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo pyaar ki aag mein jal jaane ko aaj koi deewana aaya aaj koi deewana aaya shamma jali hoooo oooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo oooo oooo aankh se nikle khushi ke aansoon zabaan pe ik afsaana aaya zabaan pe ik afsaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai hoooo oooo oooo laut ke phir mehfil mein teri dekh tera mastaana aaya dekh tera mastaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hum bhi jale parwaana ban kar hum ko seekha do apni adaayen hoooo oooo
shikaari shikaariii sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari koi nahin hai pujari koi nahin hai pujari sundarta ke sabhi shikari mahal do mahalon beech khadi koi chandra kiran si naari chhal se bal se chhal se bal se tan mann joban loote haay shikari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari baag bagichon khili kali to aaya wahin shikari dekh dekh jee bhara na uska chun lee kaliyaan saari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari ban upavan mein sundar hirani daud daud kar haari dekh ke kanchan kaya uski peechhe pada shikari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari
taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat meri dekh dekh tanhayi hansi taaron ne meri udaai meri dekh dekh tanhayi hansi taaron ne meri udaai kahe hans hans taaron bhari raat male hai kyun haath kaho hai kya baat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat kya humse huyi hain khatayen kis zulm ki hain ye sazayen kya humse huyi hain khatayen kis zulm ki hain ye sazayen bahe ruk ruk aansu saari raat huyi hai parbhaat na soojhe koi baat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat kya bhool gaye wo zamana koi roothe bhi to manana kya bhool gaye wo zamana koi roothe bhi to manana rahe chup chup ab saari raat kare na wo baat jiya hai ghabraye taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare
aa aa aaa aa tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main chali hoon meri duniya tere saath reh gayi hai mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main basi hoon tere dil mein mujhe kis liye pukaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai main woh phool hoon ke jis mein tera rang teri boo hai meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai meri zindagi hai zinda teri yaad ke sahaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare
tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya maangun khushi ghum mile kehte hai duniyaa ise haaye main jaaun kahaan ab main pukaarun kise ye to bata de zara maine tera kya kiya tera kya kiyaaaa tod diya dil mera ghum ki ghataen uthi oooooo oooooo ooooooo saari ummeeden mittiiiii hoooo hoooo hooooo iss bhari duniyaa mein aaaa kyaa mera koi nahin kaisa ye tufaan uthaaaa jag mein andhera hua andhera huaaa tod diya dil mera aarzoo naaqam hai zindagi badnaam hai dil mera kehata hai ab kehta hai ab maut hi anjaam hai maut hi anjaam hai ghonth le apna gala aaj wo din aa gaya din aa gayaaaa tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya
nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na
tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun teri muhabbat meri jawaani teri muhabbat meri jawaani mil mil ke chhalkaaye masti hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal jhilmil hai aakaash ki basti hooo oooo aakaash ki basti tu hai chanda main hoon chakor manzil apni gagan ki aor tere paas main aaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun jhoom rahin hain mast umange jhoom rahin hain mast umange dil ko mila hai dil ka sahaara hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani koi naa jaane bhed humara hoooo oooo oooo bhed humara tu hai mere mann ka mor sun le mere dil ke chor jeevan tujh bin paaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath khamosh kinaare soye hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khamosh kinaare soye hain chup chaap hain nadiyaa ki lehren ithlaate huye tum aa jaao lehron mein rawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath beeti huyi ghadiyon ki yaaden hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm beeti huyi ghadiyon ki yaaden aise mein agar hum dohraayen masoom muhabbat muskaaye bedaar jawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath
unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte apni to ye aadat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko kuchh aisi hi haalat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate duniyaa ki inaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa ab ispe qayaamat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye
uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam yehi hai mohabbat kaa dastoor aye dil dastoor aye dil wo ghum de tujhe tuuuuu duwaayen diye jaa uthaye jaa unke sitam kabhi wo nazar jo samaayi thi dil mein samaayi thi dil mein ussi ik nazar kaaaa sahaara liye jaa uthaye jaa unke sitam sataaye zamaana hoooo sitam dhaaye duniyaa sitam dhaaye duniyaa magar tu kisi ki tamnna kiye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum jis raah se tum aane ko thei jis raah se tum aane ko thei uske nishaan bhi mitne lage uske nishaan bhi mitne lage aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum seene se laga teri yaad ko seene se laga teri yaad ko roti rahi main raat ko roti rahi main raat ko haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa
zaraa tham ja tu zaraa tham ja tu ae saawan mere saajan ko aane de aane de aane de mere roothe piya ko phir meri bigdi banaane de banaane de banaane de zaraa tham ja tu odhni pe bijliyon ki got main lagaaungi odhni pe bijliyon ki got main lagaaungi pees ke kaali ghataayein kaajal banaaungi pees ke kaali ghataayein kaajal banaaungi garaj baadal ki apne dil ki dhadkan mein basaaungi teri nanhi phuhaaren goondh ke maala banaaungi salone ke rijhaane ko salone ke rijhaane ko mujhe sapne sajaane de zaraa tham ja tu ae saawan mere saajan ko aane de aane de aane de zara tham ja tu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sakhi Ri Chitchor Nahin Jogan (1950) 02:27 15469
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:27   Song Number : 15469   

Sakhiyan Pranali (2008) 04:41 18890
 
Poster of Pranali (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Anil Pandey
Music Director- 
Kailash, Paresh, Naresh
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 04:41   Song Number : 18890   

Sama Hai Bahaar Ka Ashiana (1952) 03:27 36738
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:27   Song Number : 36738   

Shamma Jali Parwaana Aaya Amber (1952) 03:08 12266
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 12266   

Sundarta Ke Sabhi Shikari Jogan (1950) 02:27 36186
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 02:27   Song Number : 36186   

Taare Gin Gin Beete Saari Raat Dhoon (1953) 03:23 36205
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 36205   

Tere Saath Chal Rahe Hain Angarey (1954) 03:23 12152
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12152   

Tod Diya Dil Mera Andaz (1949) 03:35 15110
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:35   Song Number : 15110   

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Tootegi Naa Pyaar Ki Amber (1952) 03:23 12654
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12654   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Tum Chaand Ke Saath Ashiana (1952) 03:38 12745
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:38   Song Number : 12745   

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137   

Unko Ye Shikaayat Hai Adalat (1958) 04:48 12619
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12619   

Uthaye Ja Unke Sitam Andaz (1949) 02:50 12143
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:50   Song Number : 12143   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Ye Shaam Ki Tanhaiyan Aah (1953) 03:24 12156
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 12156   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872   

Zara Tham Jaa Tu Jogan (1950) 02:39 14349
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Himmat Rai Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:39   Song Number : 14349   
Karaoke Songs of nargis, Sad Songs of nargis, Love Songs of nargis, Dance Songs of nargis, Hip-hop songs of nargis, Best songs of nargis, Super hit songs of nargis, hit songs of nargis, duet songs of nargis, solo songs of nargis, old songs of nargis, famous songs of nargis, Hindi Karaoke Songs of nargis, Hindi Sad Songs of nargis, Hindi Love Songs of nargis, Hindi Dance Songs of nargis, Hindi Hip-hop songs of nargis, best Hindi songs of nargis, super hit Hindi songs of nargis, hit Hindi songs of nargis, duet Hindi songs of nargis, solo Hindi songs of nargis, old Hindi songs of nargis, famous Hindi songs of nargis, Sing Along Songs of nargis, Sing Along Sad Songs of nargis, Sing Along Love Songs of nargis, Sing Along Dance Songs of nargis, Sing Along Hip-hop songs of nargis, Sing Along Best songs of nargis, Sing Along Super hit songs of nargis, Sing Along hit songs of nargis, Sing Along duet songs of nargis, Sing Along solo songs of nargis, Sing Along old songs of nargis, Sing Along famous songs of nargis