MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHasrat Jaipuri
HomeHasrat Jaipuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ka nazraana le o dildaar le dil ka nazraana le o dildaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le mere yaar le dil ki nishani le mere yaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le aasmaan to nahin jo badal jaaunga pyaar ka rang kachcha nahin maine dekhe yahaan pe hazaaron sanam baat ka koi sachcha nahin haan hum to wo nahin kar lo yakeen mere wafaaon ka ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le daaliyaan sar jhukaati hain mere liye chaand suraj ki mujh pe nazar tere kadmon tale in bahaaron ka dil koi tujhsa kahan jaadugar haan dhadke hai ye dil teri kasam tere khayaalon mein ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le hum gale mil ke aao ye waada karen zindagi bhar na honge juda ab tumhin sab kuchh ho humaare liye jaan o dil se hai tum pe fida o sanam main hoon click here
dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri click here
dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo dekh kar kisi ko hosh kho gaye ik nazar mein hum kisi ke ho gaye haaye re wo saamna dil pada hai thaamna phir rahe hain aankh mein nazaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare jab ke naache wo to jhoome zindagi uske har kadam pe baaje raagini ik pari jamaal hai aisi mast chaal hai jaise morni ke ho ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo yaad uski zindagi ke saath hai uski har adaa mein ek baat hai pyaar ki kitaab hai wo to laajawaab hai jo bhi dekhe jaan apni waare dil ki baazi jeet ke bhi haare click here
ho dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori hi rahne do gar ye zora zori hai zori hi rahne do chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage suraj ko lage lagne do lage grahan haye pyaar ki chandani gori hai gori hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye aane do agar aata hai idhar phir apne aap udd jaye harjaee ye adat tori hai tori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do chal doge muskura ke ha ha ha ha nazron se tum gira ke achchhaa chal doge muskura ke nazron se tum gira ke jab pyaar kiya iqraar kiya manenge hum nibha ke haye teri meri ye jodi hai jodi hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori click here
siwaani aule aule aule aule aule aule oo aule aule aule aule aule oo haan haa haan haa haan haa haan haa dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane aa ha ha ha o ho ho ho hoo aye hey hey heyy aa ha ha haa aa ha ha haa aye hey hey hey aa ha ha haa aye hey hey heyy dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pyaar jo hoga dard bhi hoga pyaar na ho to jeena mushkil hai aaj kitni jawaan hai ye mehfil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane siyaan gaul ho bo yobano balaa o tado tawanodo mili paila o gali bala o mado bayila ablooo itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain pyaar bina to donon jahaan click here
dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aa gaye baaton mein hum dil mein chhuti phooljhadi dil mein chhuti phooljhadi haaye hum to phans gaye ghabraa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke paas jo poonji bachi haaye wo bhi kho chuke haaye wo bhi kho chuke hum to apne haal par sharmaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se click here
dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka haai mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka jitna gussa kare woh haseena aur nikhre hai uss ki jawaani rang aata click here
haaaa haaa haaaa haa haa dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi haaaa haaa haaaa haa haa ye duniyaa hai naujawaanon ki zamaana hai naujawaanon ka hawaayen bhi gungunaati hai taraana hum naujawaanon ka ye duniyaa hai naujawaanon ki zamaana hai naujawaanon ka hawaayen bhi gungunaati hai taraana hum naujawaanon ka badlegi ik din ye hasti chamkega ik din muqddar aayega jhoomta savera jeevan mein roshni ko le kar dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi kabhi manzil bhi mil jaayegi abhi to har aas baaki hai ummeedon per nau bahaaren hain jahaan tak ye saans baaki hai kabhi manzil bhi mil jaayegi abhi to har aas baaki hai ummeedon per nau bahaaren hain jahaan tak ye saans baaki hai click here
dil mera le gayi laal batuye mein hoyee dil mera le gayi laal batuye mein laal batuye mein tha jaal batuye mein hoye dil mera le gayi laal batuye mein hoye dil mera le gayi fashion ki mallika wo sapnon ki raani hoooo sapnon ki raani jhanse mein laayi wo kaatil jawaani hayeee kaatil jawaani bhar ke wo le gayi maal batuye mein ho dil mera le gayi laal batuye mein haan dil mera le gayi laal batuye mein laal batuye mein tha jaal batuye mein haye dil mera le gayi laal batuye mein ha dil mera le gayi loota re loota mujhe har ada se loota re loota haye lootaa budhu banaaya ji baaten banaake budhu banaaya ho budhuuuuu kar diya mujhko halaal batuye mein haaye dil mera le gayi laal batuye mein hayee dil mera le gayi laal batuye mein laal batuye mein tha jaal batuye mein haye dil mera le gayi laal batuye mein ha dil mera le gayi click here
dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se pachhta rahe hain dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se kal tumne jo humse waade kiye the kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo waade kal tumne jo humse khaayi thi kasmein kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo kasmein na itraaiye na muskaaiye sharmaaiye dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye jaane jaan tum ko pooja hai humne jaraan yaad keeje wo raatein suhaani humraaz thi tum meri zindagi ki magar aaj badli huyi hai kahaani ye kya ho gaya ye kyun ho gaya samajh na saka dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye gulbadan sabse mumtaaz thi tum mehal pyaar ka ik banaaya tha maine ye kis ki nazar se jala aashiyaana bade naaz se ghar sajaaya tha maine looti click here
dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak hum to jayenge behak humne wo pyaar kiya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa aa aa aaaa koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani wohi zanjeer bani dil se dil baandh liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa ke sapnon mein sada le gaye dil ko chura hamne to dhund liya aankhon mein qaid kiya aa ke sapnon mein sada le gaye dil click here
dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de ye pyaar ke nazaare hain dekh lo jidhar ab naachti hai duniyaa khushi ka hai asar lo khatam hua hai ye aaj ka safar lo khatam hua hai ye aaj ka safar ab hogi suhaani wo kal ki sehar dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de jo sochte rahoge to kuchh naa milega jo chup ke rahoge to kaam naa banega jo dil mein jaloge to armaan jalega jo dil mein jaloge to armaan jalega jo badhte chaloge to raastaa milega dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de wo guncha nahin hai jo khilna naa jaane wo baad e sabaa kya jo chalna naa jaane wo bijli nahin jo chamakna naa jaane wo bijli nahin jo chamakna naa jaane wo insaan nahin jo tadapna naa jaane dil use do jo jaan de de click here
din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye gagan ke tale do sitaare hilmil chalen do sitaare hilmil chalen tere pyaar ka diyaa mere dil mein hardam jale mere dil mein hardam jale ye jhoomti raahen ghoomti dharti badle rang hazaar main kaise kar loon pyaar din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye milan mad bhara ye nazaare jhilmil karen ye nazarein jhilmil karen mere dil mein piyaa ye baharein rangat bhare ye baharein rangat bhare sapne chura kar dekh le kaliyan dhadke jiya har baar main kaise kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar click here
din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair aasaan hai jaana mehfil se o kaise jaoge nikal kar dil se mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main yaad aayengi ye batein tumhari tadpegi mohabbat humari mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu seene ke surkh baag mein dil click here
do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai pyaas lage to dhoodh piyo dhoodh mein paani milta hai mandir mein bhi aaj diya naqli ghee ka jalta hai naa asli mithai hai naa asli malaai hai maava hai singhade ka kya zaalim halwaai hai aate mein mitti chaaval mein kankar behisaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai zehar dawaa mein shaamil hai zehar dawaa se behtar hai zehar bhi naqli milta hai marna bhi ab dubhar hai desh ke sachche dushman hai ye jo milawat karte hain inki badolat kitne log maut se pehle marte hain aise logon ko pakdana sabse bada sawaab hai kaun hai sachcha kaun click here
doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti ik laash hai chalti phirti dard mujhe jo mila us dard ka chara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe lagaya bhi na gale se mujhe koi bata de jaun kahan koi hamara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko click here
dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen aahaha aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen pyaar ki shehanaiyan baj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye aahaha ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye vaadiyaan ummeed ki saj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai pehle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapnon mein dekha tha jisko click here
duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi kahe banaaye toone maati ke putle dharti ye pyari pyari mukhde ye ujale kahe banaayaa toone duniya ka khela kahe banaayaa toone duniya ka khela jis mein lagaya jawani ka mela gupchup tamasha dekhe wah re teri khudaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi tu bhi to tadpa hoga mann ko bana kar tufaan ye pyar ka mann mein chhupa kar koi chhabi to hogi aankhon mein teri koi chhabi to hogi aankhon mein teri aansu bhi chhalke honge palkon se teri bol kya sujhi tujhko kahe ko preet jagaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi preet banaa ke toone click here
dupatte ki giraha mein baandh lijiye dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega ke maana tum haseen ho naazaneen ho mere dil mein tum hi pardanasheen ho kahaan le jaaogi tum aisi surat kabhi to hogi saathi ki zururat mera dil hai ise saathi bana lo isse apni nigaahon mein chupa lo dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega mere dil se na ab daaman bachaao tumhen meri kasam hai paas aao mera dil pyaar mein dooba hua hai tumhaari yaad mein khoya hua hai mera dil aapse badhkar haseen hai haseenon ki tarah qaatil nahi hai dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil click here
dushman e dil kahun dushman e jaan kahun ya dushman e imaan kahun tum hi kaho tumhen kya kahun kya kahun kya kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun butkhane dekh len to kadam choomne lagen maykhane dekh len to wahi choomne lagen kya husn e taajgaar ko dil ki dua kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun ho ummm ho ummm duniya pe chha gayi ho gulaabi khumaar ho jhonka ho khushbuon ka farishton ka pyaar ho kya malika e jamaal ko rangin ada kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ka Nazrana Le Chalaak (1973) 05:13 12957
 
Poster of Chalaak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 05:13   Song Number : 12957   

Dil Ke Jharokhe Mein Brahmachari (1968) 06:43 20363
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Pran, Rajshree
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:43   Song Number : 20363   

Dil Ki Baazi Jeet Ke Bhi Haare Madan Manjari (1961) 03:17 15620
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sharda Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:17   Song Number : 15620   

Dil Ki Kitaab Kori Hai Yaar Mera (1972) 03:39 16484
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rakhi
Duration : 03:39   Song Number : 16484   

Dil Ki Manzil Kuchh Tere Ghar Ke Samne (1963) 05:07 14340
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:07   Song Number : 14340   

Dil Laga Kar Aap Se Around The World (1967) 03:49 12737
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree, Others
Duration : 03:49   Song Number : 12737   

Dil Le Gayi Le Gayi Laat Saheb (1967) 06:26 32755
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:26   Song Number : 32755   

Dil Mera Ek Aas Ka Aas Ka Panchhi (1961) 04:17 12600
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Subir Sen
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:17   Song Number : 12600   

Dil Mera Le Gayi Rootha Na Karo (1970) 03:15 20654
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:15   Song Number : 20654   

Dil Ne Pyaar Kiya Shararat (1972) 04:57 31111
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 31111   

Dil Ne Usse Maan Liya Santan (1959) 03:45 36241
 
Poster of Santan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kamini Kadam
Duration : 03:45   Song Number : 36241   

Dil Use Do Jo Jaan De Andaz (1971) 07:26 20381
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Hema Malini
Duration : 07:26   Song Number : 20381   

Din Albele Pyaar Ka Mausam Begunah (1957) 03:25 36590
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakila
Duration : 03:25   Song Number : 36590   

Din Saara Guzara Junglee (1961) 03:28 11863
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 11863   

Do Jasoos Karen Do Jasoos (1975) 04:52 13146
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Raj Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 13146   

Doobte Huye Dil Ko Kahin Aur Chal (1968) 03:24 32626
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:24   Song Number : 32626   

Dooriyan Nazdeekiyan Duniya (1968) 05:02 12057
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Achala Sachadev
Duration : 05:02   Song Number : 12057   

Duniya Banaane waale Teesri Kasam (1966) 05:57 20412
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:57   Song Number : 20412   

Dupatte Ki Giraha Mein Baandh Lijiye Apne Huye Paraye (1964) 04:32 32218
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 32218   

Dushman E Dil Kahun (Tumko Pasand Ho) Murder In Circus (1971) 03:31 19295
 
Poster of Murder In Circus (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujit Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 19295   
Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Sad Songs of hasrat jaipuri, Love Songs of hasrat jaipuri, Dance Songs of hasrat jaipuri, Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Best songs of hasrat jaipuri, Super hit songs of hasrat jaipuri, hit songs of hasrat jaipuri, duet songs of hasrat jaipuri, solo songs of hasrat jaipuri, old songs of hasrat jaipuri, famous songs of hasrat jaipuri, Hindi Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Hindi Sad Songs of hasrat jaipuri, Hindi Love Songs of hasrat jaipuri, Hindi Dance Songs of hasrat jaipuri, Hindi Hip-hop songs of hasrat jaipuri, best Hindi songs of hasrat jaipuri, super hit Hindi songs of hasrat jaipuri, hit Hindi songs of hasrat jaipuri, duet Hindi songs of hasrat jaipuri, solo Hindi songs of hasrat jaipuri, old Hindi songs of hasrat jaipuri, famous Hindi songs of hasrat jaipuri, Sing Along Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Sad Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Love Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Dance Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Sing Along Best songs of hasrat jaipuri, Sing Along Super hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along duet songs of hasrat jaipuri, Sing Along solo songs of hasrat jaipuri, Sing Along old songs of hasrat jaipuri, Sing Along famous songs of hasrat jaipuri