MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage umar mori jaani sharm mohe laage umar mori jaani sharm mohe laage ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun dil ki batiya tu hi samjh le dil ki batiya tu hi samjh le main kaise batlaun haye main kaise batlaun jiyara mora larje badan mora kaanpe jiyara mora larje badan mora kaanpe ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala dil pe more tune balamwa dil pe more tune balamwa kaisa jaadu daala haaye kaisa jaadu daala jiya ko more luta basuriya baja ke jiya ko more luta basuriya baja ke ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage click here
guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain hum ko naa ye gumaan tha o sang dil sanam raahe wafaa se tere behak jaayenge kadam chhalkega zehar bhi teri aankhon ke jaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain o bewafaa tera bhi yun hi toot jaaye dil tu bhi tadap tadap ke pukaare ke haaye dil tera bhi saamna ho kabhi ghum ki shaam se guzre hain hum wo nahin jo pyaar mein ro kar guzaar den parchhayin bhi ho teri to thokar pe maar de waakif hai hum bhi khoob har ek inteqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain aaj ishq mein click here
aa aa aa haal e dil main kya kahun mushkil hai mere saamne haal e dil main kya kahun haal e dil main kya kahun mushkil hai mere saamne mushkil hai mere saamne bhole bhaale roop mein bhole bhaale roop mein qaatil hai mere saamne qaatil hai mere saamne haal e dil main kya kahun meri ummeedon ki kashti paar ho jaane bhi de paar ho jaane bhi de meri ummeedon ki kashti paar ho jaane bhi de paar ho jaane bhi de hoo oo o o o o ruk ja ae toofaan tu ruk ja ae toofaan tu saahil hai mere saamne saahil hai mere saamne haal e dil main kya kahun josh kehta hai ke chal aur hosh kehta hai sambhal aa aa aa aa aa aa aa aa josh kehta hai ke chal aur hosh kehta hai sambhal hosh kehta hai sambhal kiska kehna maan lun kiska kehna maan lun manzil hai mere saamne manzil hai mere saamne haal e dil main kya kahun click here
Hay Re Insaan Ki Majbooriya click here
hungaama e ghum se tang aa kar izhaar e masarrat kar baithe izhaar e masarrat kar baithe mashhoor thi apni zinda dili daanistah sharaarat kar baithe daanistah sharaarat kar baithe koshish to bohot ki humne magarrrrrrrr paaya na ghum e hasti se mafarrrrrrrrr viraani e dil jab hadd se badhi viraani e dil jab hadd se badhi ghabra ke mohabbat kar baithe ghabra ke mohabbat kar baithe nazron se na karte furshide ghum khamosh hi rehna behtar tha aaaaaaa deewaanon ko tumne chhed diya deewaanon ko tumne chhed diya wallaah qayaamat kar baithe wallaah qayaamat kar baithe allaah to sab ki sunta hai aeeeeeeeee jurrat hai shakeel apni apniiiiii aaa aa aaaa aaaa haali ne zubaan se kuchh na kaha haali ne zubaan se kuchh na kaha iqbaal shikaayat kar baithe iqbaal shikaayat kar baithe hungaama e ghum se tang aa kar click here
haule haule jiya dole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole mile mujhe rasiya balam man basiya mile mujhe rasiya balam man basiya khushiyon ke din aa gaye aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein rang anokhe chha gaye rang anokhe chha gaye lage bechain se nainon mein madira koyi ghole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole ga re sa re ga ma pa pa pa pa re ma ga sa re ni sa ga ma pa ni dha pa ma ga aa aa haaye jab saiyaan thamenge mori baiyaan haaye jab saiyaan thamengi mori baiyaan lajo se mar jaungi chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya haath na unke aaungi haath na unke aaungi naina milai ke na jaane balma kya kya bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole click here
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri click here
hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you koi laata gudiya motar koi laata gudiya motor race to koi laata phirki lattu koi chabbi ka tattu aur duniya kehti happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukri ki chintha na roti ki phikar nanhe munhe hote hum to dete sau hukam peeche peeche daddy mummy banke naukar choclate biscuit toffee khate aur peeta duddu aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you kaise kaise nakhre karte ghar walon se hum pal mein hanste pal mein rote karte naak mein dum akkad bakkad lukka chuppi kabhi chuha chu karte din bhar hulla gulla click here
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge click here
hum kya bataayen tumse hum kya bataayen tumse kyun door ho gaye hain kyun door ho gaye hain kismat se tang aakar kismat se tang aakar majboor ho gaye hain majboor ho gaye hain kuchh baat hai ke jisne milne ki aas todi kuchh baat hai ke jisne milne ki aas todi duniya humaare dil ki barbaad karke chhodi duniya humaare dil ki barbaad karke chhodi tum ye samajh na lena tum ye samajh na lena magroor ho gaye hain majboor ho gaye hain fariyaad kar rahi hai ujdi hui mohabbat fariyaad kar rahi hai ujdi hui mohabbat hum tum hain ghum ke maare donon ki hai ye haalat hum tum hain ghum ke maare donon ki hai ye haalat aankhen taras gayi hain aankhen taras gayi hain dil choor ho gaye hain majboor ho gaye hain hum kya bataayen tumse kyun door ho gaye hain kyun door ho gaye hain click here
hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain click here
hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein ooooooo oooooo oooooo ooooo oooooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri aankhon ki ye masti hai jo saawan ban ke aayi hai mera dum jab tak rahe pyaar ki chamak mere dil ke nagine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen aankhon mein ishaare ho jaayen ulfat ka chale aisa jaadoo dushman bhi humare ho jaayen click here
humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare main hoon ji pyaar ki pehli nishaani main hoon ji pyaar ki pehli nishaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani oooooo ooooo oooo sun lo ji paiyaan padun hoooo oooo ooooo ooooo dekho ji binti karun dekho ji binti karun hoooo oooo hoooo oooooo umar bhar laaj nibhana dil naa dukhaana balmaa kahaa mera maan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare meethe do bol yahaan mushkil hai bolna meethe do bol yahaan mushkil hai bolna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna oooooo ooooo oooo jhuthi hai preet yahaan hoooo oooo ooooo ooooo koi naa meet yahaan koi naa meet yahaan hoooo oooo hoooo oooooo bura hai aaj zamaana toote jiya naa unn sang mein hai meri jaan hooo piya duniyaa badi click here
humen kaash tumse muhabbat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti naa dil tumko dete naa majboor hote naa duniyaa naa duniyaa ke dastoor hote qayaamat se pehle qayaamat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti humin badh gaye ishq mein had se aage zamaane ne thokar lagaayi to jaage agar marr bhi jaate to hairat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti tumhin phoonk dete nasheman humara muhabbat pe ehsaan hota tumhara zamaane se koi shikaayat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti click here
humin se muhabbat humin se ladaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi are maar daala duhaayi duhaayi abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar kahin mud naa jaaye tumhaari kalaayi are maar daala duhaayi duhaayi sitam aaj mujh par jo tum dhaa rahi ho badi khoobsurat nazar aa rahi ho ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon muhabbat mein aaye naa tum par buraayi are maar daala duhaayi duhaayi humen husn ki har adaa hai ganwaara haseenon ka gussa bhi lagta hai pyaara udhar tumne teer e nazar dil pe maara udhar tumne teer e nazar dil pe maara idhar humne bhi jaan kar chot khaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi karo khoon tum yun naa mere jigar kaa bas ik vaar kaafi hai teerchhi nazar kaa yahi pyaar ko aajmaane ke din hain yahi pyaar ko aajmaane ke din hain kiye jaao hum se yunhi bewafaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar click here
humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab nigaahein mili sharm aayi khul na paayi zabaan unke aage ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain dil me kuchh karwaten le rahi hain unki baahon ka le le sahara itni himmat kahaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi jaane kis raah par ja rahi thi unko dekha to manzil samjh kar ruk gaya carvan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki kaash wo jaan le baat dil ki haath faila ke kuchh mangte hain apni tanhaiyaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab click here
hmm hmm mmm mmm mmm husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum hoo oo oo oo husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum dil ki lagi ke saath ajab dillagi huyiii manzil to aa gayi thi humein dhoondhti huyi hum khud hi door ho gaye allaah re sitam husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya o o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya ik nagma lab pe aaya magar kho ke reh gaya halki si ek khushi hai to halka sa ek ghum husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum mil sake na hum click here
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai click here
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghunghat Nahin Kholungi Mother India (1957) 03:46 13773
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:46   Song Number : 13773   

Guzre Hain Aaj Ishq Dil Diya Dard Liya (1966) 03:50 13095
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 13095   

Haal E Dil Main Kya Kahun Uran Khatola (1955) 03:25 15171
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:25   Song Number : 15171   

Haaye Re Insaan Ki Majooriyan Ghunghat (1960) 03:16 38151
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Beena Roy, Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 38151   

Hangama E Ghum Se Tang Aakar Talat Mahmood 03:25 40489
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:25   Song Number : 40489   

Haule Haule Jiya Dole Kaise Kahoon (1964) 03:08 39251
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 39251   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Hum Bhi Agar Bachhe Hote Door Ki Awaz (1964) 05:23 13170
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:23   Song Number : 13170   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Hum Kya Bataayen Tumse Jan Pehchan (1950) 03:55 40811
 
Poster of Jan Pehchan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Khem Chandra Prakash, Manna Dey
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:55   Song Number : 40811   

Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 03:22 12652
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 12652   

Hum Tum Ye Bahaar Amber (1952) 03:19 12653
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:19   Song Number : 12653   

Humare Dil Se Na Jana Uran Khatola (1955) 03:11 15172
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surya Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 15172   

Humen Kaash Tumse Mughal-E-Azam (1960) 03:09 13797
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:09   Song Number : 13797   

Humin Se Muhabbat Leader (1964) 03:29 13606
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13606   

Humne Chaha Magar Keh Na Paaye Umeed (1962) 04:33 36586
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 36586   

Husn Ki Bahaaren Liye Benazir (1964) 03:17 39821
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 39821   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni