MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSeekho Na
HomeSeekho Na
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o baazi kise vi madaan ch na haari jatt ne ajj chak layi ae mod ke donaali jatt ne baazi kise vi madaan ch na haari jatt ne ajj chak layi ae mod ke donaali jatt ne saare nass gaye shareeq pind chhad ke ke maar aisi maari jatt ne ae jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appe la layi jatt ne jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appe la layi jatt ne jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appey la layi jatt ne jatt nu loko light nahin lainaa sab ton vadda aqal hai gehna jatt nu loko light nahin lainaa sab ton vadda aqal hai gehna lod pawa te fight wi kerdaa internet te chat vi kerdaa o pag bann layi kullay te chitta rang di kameez paa layi jatt ne jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appe la layi jatt ne jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appe la layi jatt ne jidon hoya na koi judge kolon faislaa kacheri appe la layi jatt ne sheher di curruption jatt ne mukaani ae putt suttani ae bhaaven kinni vi puraani ae sheher di click here
ek pyaasa tujhe maikaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazaraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di saahil karega yaad usi naamuraad ko saahil karega yaad usi naamuraad ko hai kashti khushi se jisne bhanvar mein utaar di jaise guzar saki ye shabe ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna hai duniya ka kya hai usne sazaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di click here
meri nazron ko toone sapna dikhaaya jagaaya mujhe raaton mein dabi dabi saanson mein khushboo le aaya kabhi jo na thi raahon mein aisa mera dil kabhi na tha jaisa ye ho gaya karamaat teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun maano na kehna mera main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil ye mera aate aate tum le aana be mausam ki kuchh barishen yahaan aadhe aadhe bheege donon ho phir apni kuchh khwahishen riha aisa mera dil kabhi na tha hairaan be wajah saugaat teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil yeh mera haan bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil yeh mera baithe baithe soche tumko do aankhein ye bunti kahaniyaan hanste hanste baatein karte ik dooje se khwabon ke darmiyaan aisa mera dil kabhi na tha iss baar ho gaya khurafaaqt teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil ye mera haan bas ek baar tumko dekhne ko tarsun maano na kehna mera main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil click here
bas ek chup si lagi hai nahin udaas nahin kahin pe saans ruki hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai koi anokhi nahin aisi zindagi lekin khoob na hoooo koi anokhi nahin aisi zindagi lekin khoob na hooo mili jo khoob mili hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai sehar bhi ye raat bhi dopahar bhi mili lekin sehar bhi ye raat bhi dopahar bhi mili lekin hamin ne shaam chuni hamin ne shaam chuni hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai wo dastaan jo hum ne kahi bhi hum ne likhi wo dastaan jo hum ne kahi bhi hum ne likhi aaj woooooo khud se suni hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai click here
aa aa aa aa aa aa bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona aadmi ko bhi mayassar nahin insaan hona bas ke dushwaar hai ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba haai us zood pashemaan ka pashemaan hona bas ke dushwaar hai haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib jis ki qismat mein ho aashiq ka girebaan hona bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona bas ke dushwaar hai click here
hoooo bas qayaamat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ik haseen naazneen se mohabbat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi neend apni kho gayi dillagi mein dil gaya neend apni kho gayi dillagi mein dil gaya aur deewaana humein naam yaaro mil gaya husn ki ishq pe ek inaayat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi hum khayaalon mein mile yun mulaakaaten huyin hum khayaalon mein mile yun mulaakaaten huyin hothon pe na aayengi unse jo baatein huyin bas yahi jaan lo duniya jannat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ho gaye khamosh hum bezubaanon ki tarah ho gaye khamosh hum bezubaanon ki tarah baat logon mein chali ye fasaanon ki tarah har zubaan har nazar ko shikayat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ik haseen naazneen se mohabbat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi click here
bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hota hai nehaa gard mein sehra mere hote ghista hai jabeen khaakh pe dariyaa mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe tu dekh ke kya rang tera mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr kaaba mere peechhe hai kalisa mere aage bazeecha e atfal hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai rehne do abhi saagar o meena mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm click here
Besh Karechhi Prem click here
beshak mandir masjid todo buleshah hai kehta beshak mandir masjid todo buleshah hai kehta par pyaar bhara dil kabhi na todo iss dil mein dilbar rehta jis palden mein tulle muhabbat jis palden mein tulle muhabbat usmein chaandi nahin tolna tauba meri na dholna main ni bolna o nahin bolna jaa main nahin bolna jaa o main nahin bolna jaa dholna main ni bolna tauba meri na dholna main ni bolna aag te ishq barabar dono par paani aag bhujaaye aag te ishq barabar dono par paani aag bhujaaye aashique ke jab aansoo niklen aur agan lag jaaye tere saamne baith ke raulaaaaaa ho tere saamne baith ke raulaa dil ka dukhda nahin kholna dholna main ni bolna o nahin bolna jaa main nahin bolna jaa ve main nahin bolna jaa dholna main ni bolna tauba meri na dholna main ni bolna ve main nahin bolna o ve main nahin bolna ve main nahin bolnaaaaaaaaa ve main nahin bolna ve main nahin bolna dholna main nahin bolna nahin bolna ve main nahin bolna nahin bolna ve main nahin bolna nahin bolna ve click here
are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome ye umar nayi dagar naya safar hai pyare door abhi hai door kahin jane kahan kinare tu ruk nahin jana tu dar nahin jana tu thak nahin jana mere pyare are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome zindagi jo hai mili hansi khushi gujaro tum jiyo to yun jiyo ke sara jahan sanwaro pyaar lutaye auron ke kaam aaye yahi to zindagi hai mere pyare are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome click here
sangtam aik tor bomboi sirvis kortam busicho conductor ghott dor hat sodd hi sirvis saiba korunk zainam kitli khor patthim fuddem ttik ttik ttik ttik ttik korun tiketti kator sirvis bori te busint cheddvam bailo asot tor bhitor half ticket kya umar hai aap ki sirf gyaarah baras ha ha ha ha main to samjha aapki shaadi ho chuki khair koi bath nahin son'var aitar sodanch busint zata lutt khett marine lineschi ticket punn denvtat pautoch churchgate solla vorsanchim cheddvam bus ixttopar cheddeank ditat date busint choddtoch mhunntat give me half ticket cheddvank bailank busint zago nam zalear pasun excess ghetam tikett ditam poixe ghetanam hatak tanchea ghott dhortam upper deckar mog kornarank mog korunkcheakui chance ditam driver mhunnta tem driving soddun hanvuim conductor zatam busint zago nam zatoch cheddvam ubim urta eka hatant bag dusrea hatan paipak dhorta driver mudomm brake voddta cheddvam lotton mhojer poddta dis bhorchea bhoron mhozo overtime bhorta bus click here
Bus Ke Chakkar Ghume Gol click here
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur click here
haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai isiliye to kehta hoon akad ke naa chalo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal bahot haseen milenge humko naaz na karo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka main aadmi hoon kaam ka ji saath le chalo haseen ho haseen ho khuda click here
haan aaa ooooo main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon saari hadein meri ab maine tod di de kar mujhe pata aawaargi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda hasratein ab meri tumse hain jaa mili tum dua ab meri aakhiri ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa aaa aa haaaa aaa aaa ooo ooo ooo click here
are husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya aji dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kabhi pass aayen kabhi door jaayen ye hain dil churaane ki laakhon adaayen nahin teer nikla abhi tak kamaan se nahin teer nikla abhi tak kamaan se koi unse keh de ke dil ko bachaayen ke dil ko bachaayen haaye husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kahaan tak rahoge ye daaman bachaa ke ke mushkil hai bachna nishaane pe aa ke humara hai kya hum to mit ke rahen humara hai kya hum to mit ke rahen jahaan tumne dekha zara muskuraa ke zara muskuraa ke dil ko click here
husn hai yaa koi qayaamat hai khaab dekha hai yaa haqeeqat hai bebasi hai ke aa nahin sakte haayeeeee humse thodi siii door jannat hai humse thodi siii door jannat hai ooooooo ooooo ooooooooooo hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hoooooo oooooo ooooooo ooooo ooooo ooooo aisa koi naa tha nighaaon mein jaisa dekha hai aaj raahon mein dil keenchaa jaa raha hai pehlu seeeee har ajnabee humsafar ki baahon mein ajnabee humsafar ki baahon mein kyun naa milne ki koshishen kar len poori tann mann ki khawaahishen kar len koi taaqat jinhen naa tod sakeeee haayeee aao hum aisi bandishen kar len aao hum aisi bandishen kar len click here
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge click here
hmm hmm mmm mmm mmm husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum hoo oo oo oo husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum dil ki lagi ke saath ajab dillagi huyiii manzil to aa gayi thi humein dhoondhti huyi hum khud hi door ho gaye allaah re sitam husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya o o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya ik nagma lab pe aaya magar kho ke reh gaya halki si ek khushi hai to halka sa ek ghum husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum mil sake na hum click here
ho chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya arre tu kya jaane teri khatir kitna hai betaab ye dil tu kya jaane dekh raha hai kaise kaise khaab ye dil dil kehta hai tu hai yahaan to jaata lamha tham jaaye waqt ka dariya behte behte is manzar mein jum jaaye toone deewana dil ko banaya is dil par ilzaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya ho aaj main tujhse door sahi aur tu mujhse anjaan sahi tera saath nahin paaoon to khair tera armaan sahi ye armaan hain shor nahin ho khamoshi ke mele hon is duniya mein koi nahin ho hum dono hi akele hon tere sapne dekh raha hoon aur mera ab kaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baazi Kise Vi Madaan Abrar Ul Haq 04:37 11333
 
Poster of Abrar Ul Haq
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Abrar Ul Haq
On Screen Actors- 
Sukhvinder Singh
Duration : 04:37   Song Number : 11333   

Baazi Kisi ne Pyaar Ki Nazrana (1961) 03:42 15643
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 15643   

Bas Ek Baar Soham Naik 03:07 40276
 
Poster of Soham Naik
 
Category
Indipop
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Anurag Saikia
Singer- 
Soham Naik
On Screen Actors- 
Aamir Ali, Sanjeeda Sheikh
Duration : 03:07   Song Number : 40276   

Bas Ek Chup Si Lagi Hai Sannata (1966) 03:30 14143
 
Poster of Sannata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Raj Mehra
Duration : 03:30   Song Number : 14143   

Bas Ke Dushwar Hai Chitra Singh 03:08 37950
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:08   Song Number : 37950   

Bas Qayamat Ho Gayi Haye Mera Dil (1968) 03:39 10577
 
Poster of Haye Mera Dil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 10577   

Bazeecha E Atfal Hai Jagjit Singh 05:11 15692
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:11   Song Number : 15692   

Besh Korechhi Prem Mouchak (1974) 03:16 40061
 
Poster of Mouchak (1974)
 
Year- 
1974
Lyricist
Gauri Prasanna
Music Director- 
Nachiketa Ghosh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ranjit Mullick, Mithu Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 40061   

Beshak Mandir Masjid Bobby (1973) 03:41 12928
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rishi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 12928   

Bishan Chacha Yaarana (1981) 04:45 33036
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Amzad Khan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:45   Song Number : 33036   

Bus Conductor H Britton 03:12 36145
 
Poster of H Britton
 
Category
Konkani
Duration : 03:12   Song Number : 36145   

Bus Ke Chakkar Ghume Gol Nursery Rhymes (Hindi) 01:37 39549
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:37   Song Number : 39549   

Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 02:39 13749
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Faqeer
Duration : 02:39   Song Number : 13749   

Haseen Ho Khuda To Nahin Ho Mud Mud Ke Na Dekh (1960) 03:44 13788
 
Poster of Mud Mud Ke Na Dekh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharati
Duration : 03:44   Song Number : 13788   

Hasi Ban Gaye Hamari Adhuri Kahani (2015) 03:16 37886
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 37886   

Husn Chala Kuchh Aisi Bluff Master (1963) 04:48 12924
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:48   Song Number : 12924   

Husn Hai Yaa Koi Qayaamat Saudagar (1973) 05:03 14167
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Padma Khanna
Duration : 05:03   Song Number : 14167   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Husn Ki Bahaaren Liye Benazir (1964) 03:17 39821
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 39821   

Saagar Jaisi Aankhon Waali Saagar (1985) 04:53 18252
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 04:53   Song Number : 18252