aa ke ab aata nahin dil ko qaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar raah takte thak gaya hai intezaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar kiss kadar bechain hai duniyaa meri kiss kadar bechain hai duniyaa meri dil ki har dhadkan mein hai aahat teri aarzooen ho rahi hain beqaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar dil sadaayen de raha hai tu kahaan dil sadaayen de raha hai tu kahaan muntzir hai chaand taare aasmaan ye hawaayen ye fazaayen ye bahaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar saath tere woh haseen raaten gayin saath tere woh haseen raaten gayin pyaar ki rangeen mulaqaaten gayin reh gaya hai dard dil ki yaadgaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar raah takte thak gaya hai intezaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar
Aa Ke Ab Aata Nahi
Mehbooba (1954)

Achala Sachadev, Gop, Heera Lal, Nalini Jayvant, Shammi Kapoor