oooo oo oooo oo aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka do phool bahaaron mein sadiyon se mehekte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain aa der na kar tujh ko seene se laga loon main aati hoon zara apne dil ko to sambhalun main jab milta hai dil se dil do jaam khanakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka parvat hain tere waade hoo jharne hain teri kasmein angdaiyaan leti hai tu kaliyon ki nas nas mein duniya se do afsaane ab mit nahin sakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka karta hai ishaare tu ho chup chup ke bahaaron mein pehchaan hi leta hai dil tujh ko hazaaron mein saawan ki ghanak se bhi do rang chhalakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain sadiyon se chamakte hain sadiyon se chamakte hain
Aakaash Pe Do Taare
Roop Tera Mastana (1972)