aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man laagi teri lagan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja kheton kheton dagmag dole hariyaali matwaari ho hariyaali matwaari aise mein o preetam pyaare aaye yaad tihaari ho aaye yaad tihaari tore bina mohe kal nahin aaye tore bina mohe kal nahin aaye dil ki lagi tadpaaye hoooo dil ki lagi tadpaaye mast pawan chale man lehraaye mast pawan chale man lehraaye aayi milan rut haaye aayi milan rut haaye ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja oo oo oooo oo kheton se parvat par aakar kheton se parvat par aakar jeevan jyot jaga le jeevan jyot jaga le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja
Aayi Saawan Rut Aayi
Mela (1948)