ae dil ae deewane ae dil ae deewane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana ek nazar aur kitni baatein ek nazar aur kitni baatein ek khamoshi laakh fasaane ae dil ae deewane aag laaga li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil armanon ki nazuk kashti armanon ki nazuk kashti lagi hai tufaan se takrane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane
Ae Dil Ae Deewane Aag Lagaa Li
Baaz (1953)