akela hoon main is jahaan mein akeli meri daastaan na manzil koi na saathi koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan meri raat ka ek saathi yahi chaand ka kaarwaan chaloon to chalein rukoon to rukein jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan mera hamsafar mera saaya mera meherbaan raazdaan na iska koi na mera koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan ye dariya ye maujein ye saahil ye chhalki hui mastiyaan hain aati nazar kuchh kami si magar jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan akela hoon main is jahaan mein akeli meri daastaan na manzil koi na saathi koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan jaa raha hoon main kahaan
Akela Hoon Main Iss Jahan Mein
Kishore Kumar