ashaar mere yun to zamaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ab ye bhi nahin theek ki har dard mitaa de ab ye bhi nahin theek ki har dard mitaa de ek dard kaleje se lagaane ke liye hain ek dard kaleje se lagaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain aankhon mein jo bhar loge to kaanton se chubhenge aankhon mein jo bhar loge to kaanton se chubhenge ye khwaab to palkon pe sajaane ke liye hain ye khwaab to palkon pe sajaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain dekhun tere haathon ko to lagtaa hai tere haath dekhun tere haathon ko to lagtaa hai tere haath mandir mein fakat deep jalaane ke liye hain mandir mein fakat deep jalaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain socho to badi cheez hai tehzeeb badan kiii socho to badi cheez hai tehzeeb badan kiii warnaa to badan aag bujhaane ke liye hain warnaa to badan aag bujhaane
Ashaar Mere Yun To
Mukesh