bigdi baat bana de ram nayiya paar laga de ram yug yug se main bhatak raha yug yug se main bhatak raha ab toh raah dikha de ram bigdi baat bana de ram ram hey ram siya ram hey ram ghor andhera chhaya hai mann panchhi ghabraya hai mohmaya ke chakkar mein ye murakh bharmaaya hai ab to andhera door karo ab to andhera door karo gyaan ka deep jala de raam bigdi baat bana de ram tumne jeevan daan diya itna bada ehsaan kiya humne magar us jeevan ka pag pag par apmaan kiya jaise hain hum tere hain bhale bure prabhu tere hain gun avgun bisaraa de ram bigdi baat bana de ram nayiya paar laga de ram ram hey ram siya raam hey ram
Bigdi Baat Bana De Ram
Mukesh