daher mein naqsh e wafa daher mein naqsh e wafa wajah e tasalli na hua hai ye wo lafz jo hai ye wo lafz jo sharminda e maani na hua daher mein naqsh e wafa maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun wo sitamgar mere wo sitamgar mere marne pe bhi raazi na hua daher mein naqsh e wafa hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi gosh minnat kash e gosh minnat kash e gulbang e tasalli na hua daher mein naqsh e wafa kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje humne chahaa tha ke humne chahaa tha ke mar jaayen so wo bhi na hua daher mein naqsh e wafa
Daher Mein Naqsh e Wafa
Lata Mangeshkar