daur e khizaan tha dil ke chaman mein koi aaj banke bahaar aa gaya hai tanhaaiyaan thi viraaniyaan thi koi aaj leke karaar aa gaya hai daur e khizaan koi dilkashi thi na koi khushi thi koi dilkashi thi na koi khushi thi badi kashmkash mein ye zindagi thi tadpaa gaye jo sar e shaam dil ko aaj un khayaalon pe pyaar aa gaya hai daur e khizaan ye kehte rahe dil se shab e ghum ke saaye ye kehte rahe dil se shab e ghum ke saaye chiraag e tamanna koi to jalaaye hasin chaand chamka naya noor lekar umangon pe jaise nikhaar aa gaya hai daur e khizaan tha dil ke chaman mein koi aaj banke bahaar aa gaya hai tanhaaiyaan thi viraaniyaan thi koi aaj leke karaar aa gaya hai daur e khizaan
Daur E khizaan Tha
Shabash Daddy (1979)