dhoop mein niklo ghataaon mein naha kar dekho dhoop mein niklo ghataaon mein naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hataa kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hataa kar dekho wo sitaaraa hai chamakne do yunhi aankhon mein wo sitaaraa hai chamakne do yunhi aankhon mein kya zaroori hai usse jism banaa kar dekho kya zaroori hai usse jism banaa kar dekho pattharon mein bhi zubaan hoti hai dil hote hain pattharon mein bhi zubaan hoti hai dil hote hain apne ghar ke dar o deewaar sajaa kar dekho apne ghar ke dar o deewaar sajaa kar dekho faasla nazron ka dhokha bhi to ho sakta hai faasla nazron ka dhokha bhi to ho sakta hai wo mile ya na mile haath badhaa kar dekho wo mile ya na mile haath badhaa kar dekho dhoop mein niklo ghataaon mein naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hataa kar dekho
Dhoop Main Niklo Ghataon Mein
Jagjit Singh