aaaaa aaaaa dil ko le kar tum kinaare ho gaye iss tarha hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin paas aa kar tum kinaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye main bana baadal to bijli dil bana main bana baadal to bijli dil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana shukr hai aansun hamare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai thokaron ke hum dulaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye
Dil Ko Le Kar Tum Kinare Ho
Hemanta Mukherjee