dil toota roye naina dil toota roye naina ab pyaar samajh mein aa gaya jab dekhi bewafaayi dildaar samajh mein aa gaya dil toota roye naina kyun na mera dil jale dard ke angaaron mein kyun na mera dil jale dard ke angaaron mein bekhata ho ke bhi shaamil hoon khataawaaron mein huye dil par sitam to mohabbat ka ghum sarkaar samajh mein aa gaya dil toota roye naina ab pyaar samajh mein aa gaya dil toota roye naina mujhko ye badla mila pyaar ke ehsaanon ka mujhko ye badla mila pyaar ke ehsaanon ka reh gaya kissa adhura ab mere armaanon ka na wo sapne rahe na wo apne rahe sansaar samajh mein aa gaya dil toota roye naina ab pyaar samajh mein aa gaya jab dekhi bewafaayi dildaar samajh mein aa gaya dil toota roye naina
Dil Toota Roye Naina
Baazi (1968)