door rehkar na karo baat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay jaan le legi ye barsaat karib aa jaao jaan le legi ye barsaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao
            
                    Door Rehkar Na Karo
                
                    Amaanat (1977)
                
                    Balraj Sahni, Mahamood, Manoj Kumar, Sadhana