dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale maine dekhe hain kai rang badalne waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale tumne chup reh ke sitam aur bhi dhaaya mujh par tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon aur honge tere baazar mein bikne waale aakhiri baar salaam e dil e mustar le lo phir naa lautenge shab e hijr ke rone waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale
            
                    Dost Ban Ban Ke Mile Mujhko Mitaane Wale
                
                    Jagjit Singh