duniya ne to mujhko chhod diya khoob kiya arey khoob kiya botal ki taraf munh mod diya botal ki taraf munh mod diya khoob kiya arey khoob kiya wo ghadiyaan khwaab ki ghadiyaan thi main jin ghadiyon mein jaaga tha duniya ki khushi ek saaya thi duniya ki khushi ek saaya thi main jiski lagan mein bhaaga tha main jiski lagan mein bhaaga tha paavon ko jo mere tod diya khoob kiya arey khoob kiya botal ki taraf munh mod diya khoob kiya arey khoob kiya jab mujhse zamaana door hua jab mujhse zamaana door hua botal ne kaha bataaun kya kaha har dard ke maare ko ek din padti hai zarurat to meri padti hai zarurat to meri toote huye dil ko jod diya khoob kiya arey khoob kiya duniya ne to mujhko chhod diya khoob kiya arey khoob kiya
Duniya Ne To Mujhko
Sharada (1957)