aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa ghum e aashiqui se kah do ghum e aashiqui se kah do rahe aam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do mujhe khauf hai ye tohmat mujhe khauf hai ye tohmat mere naam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do main nazar se pi raha thaaaaa to ye dil ne bad dua di tera haath zindagi bhar kabhi jaam tak na pahunche tera haath zindagi bhar kabhi jaam tak na pahunche ye adayein be nayaazi tujhe bewafaa mubaaraq magar aisi berukhi kya ke salaam tak na pahunche magar aisi berukhi kya ke salaam tak na pahunche wohi ek khamosh naghma hai shaqeel jaan hasti jo jubaan tak na aaye jo qalaam tak na pahunche jo jubaan tak na aaye jo qalaam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do rahe aam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do
Ghum E Aashiqui Se Kah Do
Talat Mahmood