har ghadi dhal rahi shaam hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi har ghadi dhal rahi shaam hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi kya karen baat jab baat wo na rahi hum kahen hum hi sunen baat phir kya rahi zabaan pe aake ruk gayi baat hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi aasmaan hai wahi aur wahi hai zameen hai makaam gair ka gair hai ya hamin ajnabi aankh si aaj hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi kyun khade raah mein raah bhi so gayi apni to chhanw bhi apne se kho gayi bhatke huye panchhi ki raat hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi
Har Ghadi Dhal Rahi
Saaransh (1984)