har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai ghum sehte sehte ghum ki tasveer ban gaya hoon tasveer ban gaya hoon jaa ae bahaar e duniya haalat na poochh meri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai samaan e zindagi mein kuchh bhi nahin bacha hai kuchh bhi nahin bacha hai ek dard reh gaya hai har ek yaad teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai khushiyon ka ek din bhi aaya na zindagi mein aaya na zindagi mein takta raha hoon main to duniya mein aa ke teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai 
            
                    Har Shaam Shaam E Ghum Hai
                
                    Mera Salaam (1957)