kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi lab par hansi hai aur kabhi aankhon mein paani hai kabhi hai ghum na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai kabhi hai ghum bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate aur aansoon bhi hai tham jaate banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi hai ghum
Kabhi Hai Ghum Kabhi Khushiyaan
Waris (1954)

Achala Sachadev, Jagdeesh Sethi, Mahali Modi, Nadira, Roop Mala, Sadat Ali, Suraiya, Talat Mahmood, Yaqub