kaise besharm aashiq hain ye aaj ke inko apna banaana gazab ho gaya kaise besharm aashiq hain ye aaj ke inko apna banaana gazab ho gaya dheere dheere kalaayi lage thaamne inko ungli thamaana gazab ho gaya dheere dheere kalaayi lage thaamne inko ungli thamaana gazab ho gaya jo ghar mein sil pe masaala talak na pees sake unhe ye naaz humein khaak mein milaayenge kalaayi dekho to chhoodi ka bhojh seh na sake aur uspe daawaa ke talwaar hum uthaayenge fareb mein inka nahin koi saani ye jisko das lein wo maange na umar bhar paani bada ajeeb hai dastoor inki mehfil ka bulaaya jaata hai izzat badhaayi jaati hai phir uske baad wahin qatl karke aashik ko badi hi dhoom se mayiyat uthaayi jaati hai khata humaari hai jo humne unse pyaar kiya bura kiya jo hasinon pe aitbaar kiya bhool humse huyi inke aashiq bane paas inko bulaana gazab ho gaya ae thokron mein the jab tak to seedhe the ye inko sir pe bithaana gazab ho gaya hum auraton ko nazar se utaarne waalo khabar bhi hai
Kaise Besharm Aashiq Hain
Putlibai (1972)