khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai zara sa dil hai zara sa dil hai is dil mein magar saari khudaayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai zara sa dil hai zara sa dil hai is dil mein magar saari khudaayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai ye dil allaah ka ghar hai ye dil bhagwaan ka ghar hai ye dil allaah ka ghar hai ye dil bhagwaan ka ghar hai baagi dil mein sama jaaye to dil shaitaan ka ghar hai isi dil mein bhalaayi hai isi dil mein buraayi hai isi dil mein bhalaayi hai isi dil mein buraayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai yahi dil phool hai chattaan hai mauj e samandar hai yahi dil hai yahi dil phool hai chattaan hai mauj e samandar hai yahi dil narm paani hai yahi dil sakht patthar hai chhupa hai dard bedardi bhi is mein samaayi hai khuda ne dil bana kar kya anokhi shai banaayi hai khuda ne
Khuda Ne Dil Banakar
Pankaj Udhas