koi dil mein hai aur koi hai nazar mein muhobbat ke sapne ae ae main kis pe lutaaun isi kashmakash mein jiye jaa raha hoon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon udhar dil muhobbat mein unko diya hai idhar farz ka bojh sar pe liya hai aree zindagi toone ye kya kiya hai kise yaad rakhoon kise bhool jaaon na bas mein hai mere unhe bhool jaana na bas mein hai inko nazar se girana meri bebasi ka bas itna fasana kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon
            
                    Kise Yaad Rakhoon
                
                    Anuraag (1956)
                
                    Mridula, Mukesh, Pratima, Shiv Raj, Uma Devi (Tuntun), Usha Kiran