kisi ko deke dil koi nawah sanj e fughaan kyun ho na ho jab dil hi seene mein to phir munh mein zubaan kyun ho kisi ko deke dil koi jo dil qaaboo mein ho to koi ruswaa e jahaan kyun ho khalish kyun ho tapish kyun ho qalaq kyun ho fughaan kyun ho khalish kyun ho tapish kyun ho wafaa kaisi kahaan ka ishq jab sar phodna thehraaa to phir ae sangdil tera hi sang e aastan kyun ho kisi ko deke dil koi haaaan bahut niklenge roz e hashr tere jaur ke khwaahaan bahut niklenge roz e hashr tere jaur ke khwaahaan sitam ka hausala duniya shart e imtihaan kyun ho khalish kyun ho tapish kyun ho qafas meinnnnnnn qafas mein mujhse roodaad e chaman kehte na dar humdum giri hai jispe kal bijli wo mera aashiaan kyun ho giri hai jispe kal bijli wo mera aashiaan kyun ho kisi ko deke dil koi unhen go ranjish e beja hai lekin hai to hum se hai unhen go ranjish e beja hai lekin hai to hum se hai mohabbat gar na ho baaham shikaayat darmiyaan kyun ho mohabbat gar na ho baaham shikaayat
Kisi Ko Deke Dil Koi
Talat Mahmood & Mukesh